greed se kese bacha ja sakta hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Sometimes trader ko trading mai kafi trha k loses ko face krna prta hai or isi situation mai trader greedy or emotional ho jata hai or zyada lot size ko use kr leta hai jb k esa bilkul nhi krna chahiye.Market say fight nhi blkay market ko ride krtay huway hi trading krni chahiye or complete patience or money management ko use krtay huway hi trading krni chahiye.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes hum greed ko apne apko asani se bacha skhty han is k lye jab hum apni investment karty han to hum ye beh soch len k hum ne itni invest se kitna earn kar skhty han is lye hum ye follow kar k bach skhty han
      • #18 Collapse

        app trading me kam se kam profit ko accept karna start kar den app ko loss b kam ho ga or greed se b app bachy rahen gey yahi formula hay greed se bachny ka.
        • #19 Collapse

          Hmen is business me lalach se bachna ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me mehnat se kam kareen kyun k agr hm is business me mehnat se kam kareen gyn tu hm is business me lalach se bach sakyn gyn asani se or scucess ho sakyn gyn
          • #20 Collapse

            dear greed ap ke ander hoti hai jab tak ap nahi chaho ge to khud ke ander se is koi nahi nikal sakte greed ko nikalne ke liye ap ko bohat mehnet karni pare ge us ke bad ja kar ap aik ache forex trader bana sakte ho ........
            • #21 Collapse

              Greed sey bachney key leye take profit ka use karna buhat zarori hy. Take profit sey aap over trading aur greed sey bach jatey hain. Lalach main aa kr insan apna kamaya howa profit bhi zaya kar detay hain. Patience sey kam lena chaheye aur jo profit asani sey hasil ho jaye us ko accept kr lena chaheye.
              • #22 Collapse

                my dear jese zehr zehr ko khatam krta hai isi trah greed hi greed ko khatam krti hai q k jb ap ko greed ki waja se 2,3 baar loss ho ga to ap khud hi greed se bachey gey or bina greed k trading krein gey
                • #23 Collapse

                  dear forex mia jab ap acha kam karo gy seekho gy tu no doubt ap es business mai acha invest kar k es mai behtreen kamaa sako gy soo ap mehnat karo aur apnii life ko b set karo...
                  • #24 Collapse

                    gee bhai forex trading mein greed se bachna he to apne trading mein sahih kam krna he aur trader ko apne trading mein jlde nhe krne he aur profit ke lie lalch nhe krne he es trah se trader ko sahih mind se kam krna he phr trading mein loss nhe ho ga aur acha profit ho ga
                    • #25 Collapse

                      bhai jan mujhe abhi nahin maloomm k ham greede se kese bach sakte hain aur is liye main abhi is ka jawaab bhi nahin de sakta kun k main is forex main naya hon aur mujhe abhi kis i cheez k bary main ilam hi nahin hai kuch na kuch janta hon magr is cheez k bare main nahin janta.
                      • #26 Collapse

                        mary khyal sy ham greed sy bach saky hain but iss ky liye hamain apny mind ko samkjhana hoga or apny aap par cantrol karna ho ga greed sai ham forex trading main kaam karny main parashani hogi
                         
                        • #27 Collapse

                          my dear friend agar ham forex trading main kaamyab hona chahty hain to hamain greed sy bachna hi hoga greed sy bachna bohat hi mushkil kaam hai hmain khud par control karna hi greed sy bachna hai.
                           
                          • #28 Collapse

                            G forex trading mein agr hum learning hasil karen aur forex trading mein experience ho ga aur planning se trading karen tu hum greed se Bach sakty han aur trading mein stop loss aur take profit ka use se bhi greed se Bach sakty han aur lot size kam use kar bhi greed se Bach sakty han
                            • #29 Collapse

                              Forex trading business mein hum greed se bach kar trading kar sakty han wo is tarha k hum forex trading business mein achi skills aur achi learning knowledge aur experience hasil kar k trading Karen aur aik target set kar k trading Karen aur tp aur SL laga kar trading Karen greed se bach sakty han aur profit earn kar sakty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading mein greed se buht ziada loss hota hy aur greed se Bach kar trading karni cahaiye aur greed se hum forex trading business mein learning hisal kar k Bach sakty han aur forex trading mein stop loss aur take profit ka use kar k bhi greed se Bach sakty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X