greed se kese bacha ja sakta hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed se kese bacha ja sakta hai ?
    greed se kese bacha ja sakta hai ? plz help me koi mujhe bataye ga k hum greed se kese bach sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee sir forex trading main greedy say bachna zaroori hay and es say bachnay kay liay aap ko bohat zaida trading kay experience ki zaroorat hay.
    • #3 Collapse

      greed se bachne ka yhi treeka ho sakta he ke ham apna ak target bana len ke me apni investment se kitna earn kar skata hune asy se phr daily ka ak target rakh len or jab woh pura ho jay target toh mazeed trade nahi karen aese jab ak long time work ho ga toh greed kabo me aa jay gi
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum greed to bhai jan ap key damag me hoti hey aur ap ki soch me hoti hey isi liye to kehtey hen key ap apni soch badlain aur is business ko as a business he karen as a game nahi.
        • #5 Collapse

          my dear agar ap ko greed se bachna hai tu apne emotions ko control me rakhna hoga tab hi ap greed se bach sakte hain kiun k greed hi forex me loss ki main reason hai so hume jitna ho sake greed se bachna chahiye.
          • #6 Collapse

            Dear forex trading par bhot sy logo ko loss sirf or sirf lalach ki waja sy hota hai.Agar ap forex trading par lalach sy bachna chahty hain to apko thory profit ko acept karna chahiya.
            • #7 Collapse

              je greedy har kam m hi insan ko unsuccessful kr dety hai so hamay iss sy bachna hai is sy bachnay k liay apnay emotion pr control rakhna ho ga phir hi ham is sy bach saktay hai.........
              • #8 Collapse

                greed se bachne ka sb se acha tareeqa ye hai ke ap is emin ek trading plan banayen aur phir us trading plan ke hisab se hi is mein trading karen aur kabhi bhi apne trading plan se haten nahi,aur us pe sticked rahen.
                • #9 Collapse

                  my dear greed se bachna bht mushkil hai hum greed se ussi surat me bach sakte hain jab hume khud per control ho kiun k greed hi loss ki asal waja hai so iss per control rakhna bht important hai humare liye.
                  • #10 Collapse

                    g han forex trading mein ham greed se bhi bach sakte hian bs baat hai isko theek se seekhne ki aur is mein mehnat karne ki agar aisa hogaya to ham is mien zaroor kamiyab honge.
                    • #11 Collapse

                      aap ko agar kuch get krna ha forex se to aap ko apne andr se greedness khatam krna pare gi..greedness ne forex me hamesha logon ko nuksaan hi dya ha ..ap apne daily k goals set karaain or un ko achieve krne k bd ap mazeed trading na karain..baki ki trading next day karain bilkul bhi lalach na karain..yeh boht zarori ha..
                      • #12 Collapse

                        Greed is curse aur acha profit lenay key leye greed sey bachna buhat zarori hota hy. Jo log lalach main aa kar ziada profit key chakar main hotey hain, woh small profit ko bhi zaya kar detay hain. Hamain aik target bana kar kam karna chaheye, takeh aap over trading aur greed sey bach sakain aur ziada loss bhi na ho.
                        • #13 Collapse

                          Is business me hmen lalach se bachna ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me mehnat se kam kareen or is business ka experince b har jagah se hasil krna chahe tb hi hm is business me lalach se bach kar is business me acha earn kr skaty hain asani se
                          • #14 Collapse

                            forex trading ma greed se bachna chayhe kyu k greed ki wajah se aksar loss hojata hai..greed se bachne k leye forex trading karte waqt target set karna chayhe aur us k mutabeq trading karna chayhe ..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Is business me hmen lalach se bachna ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me mehnat se kam kareen hmeshah kyun k mehnat bht zarori ha is business me lalach ko khtm kr l ainy k liye experince or hmen is business me mehnat krni chahe tb hi khuch ho sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X