Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye
    Forex Trading me koi ghalti mamoli nahi hoti. Baaz dafa hum kehten k aik choti se ghalti ki waja se bohut nuqsan uthana para aur yahan tak k account wash ho gaya. To is ka matlab ye hai k koi bhi ghalti choti nahi hai q k agar wo nuqsan bara karti hai aur account tak wash kar deti hai to is ka matlab hai k wo bohut bari vhalti hai wo choti ghalti na howi pher. Is waja se hamen ghalti ka andaza nuqsan pohunchne se karna chaheye. Q k agar bari ghalti se faida mel jata hai to wo ghalti nahi hai hamara andaza ya analysis keh lo ghalat ho sakti hai. Aur choti ghalti agar nuqsan zyada de to wo choti ghalti nahi hoti pher. Is waja se choti bari sari ghaltion pe control hona chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

    g han ap ny bilkul sahi kaha hai forex main hmari choti se galti bhi boht bara loss krwa skti hai es liye aghr ap chahty hain k apko loss na ho tu apko forex main apni mistakes par bhi control, rakhna hoga jis se ap kamyab ho kar achi trading karni hogi or lalach buri bala hai es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu apko lalch khtam krna hoga jis se ap kamyab ho skty hain forex main jitni mahnat karengy otna he apko faida mily ga ap mahnat k bagiar kuj nahi kar skty q k lalach he apko nakam banata hai
    Last edited by ; 17-05-2020, 12:22 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
      Forex Trading me koi ghalti mamoli nahi hoti. Baaz dafa hum kehten k aik choti se ghalti ki waja se bohut nuqsan uthana para aur yahan tak k account wash ho gaya. To is ka matlab ye hai k koi bhi ghalti choti nahi hai q k agar wo nuqsan bara karti hai aur account tak wash kar deti hai to is ka matlab hai k wo bohut bari vhalti hai wo choti ghalti na howi pher. Is waja se hamen ghalti ka andaza nuqsan pohunchne se karna chaheye. Q k agar bari ghalti se faida mel jata hai to wo ghalti nahi hai hamara andaza ya analysis keh lo ghalat ho sakti hai. Aur choti ghalti agar nuqsan zyada de to wo choti ghalti nahi hoti pher. Is waja se choti bari sari ghaltion pe control hona chaheye.
      Ji Bhai aapane bilkul theek baat ki hai ki Jab Ham Koi decision Le lete hain aur use decision se Humko nuksan ho jata hai to vah hamari ek mistake count ki jaati hai aur use mistake ka andaza is Baat se likha Ja sakta hai ki vah mistake Kitni Badi thi Jab usse Ham Ko nuksan hota hai agar use Desh se Humko jyada nuksan ho gaya ho to iska matlab hai ki Humne bahut badi galti kar di hai aur Agar nuksan kam Hua Ho To fir vah Itni feel Nahin Hoti Kyunki uska nuksan kam ho jata hai isliye Humko chahie ki Ham pahle Bharti hai ki mistake Karen Hina aur Agar mistake ho jaaye to usko repeat na Karen aur usko aur kam karne ke liye uska koi solution nikaalen Taki Ham se mistake repeat Na Ho Aur Bar Bar Ham Apna nuksan na Karen
      • #4 Collapse

        Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

        hamy is main aik time main aik he pair yai currency main trading karne chahe agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hum gar bath kar is main kam karty han is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote
        • #5 Collapse

          Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

          Forex online business hy is main hm bht hi ahtyt sa kam krna chya is main hm sa choti gelti Ho ya beri gelti to gelti hoti hy or jis sa hm bht ziyada nuksan hota hy is lia hm soch semjh kr achi qulit ka kam krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

            hamain har jeet tou hoti hai so hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is foruum main enter hony say pahly is k rulse ko mind main rakha k hi hum achy say trade karni ho gi aur har jeet tou sath sath hoti hi rhti hai so hamain market main trae kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main trade kar saty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

              agar hum es main lalache bn kar hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main ache learning our hum es main ache earning be hasl kar skty hain forex kbe be na bnd hony wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

                G aoki bat theak hai gaalati choti nah hoti khas ker wo galalti jo apko big loss de jay yahan her step ko bout soch samjhnker hi follow kerna hota hai werna her bar agaer galati ki ignirw ker diya jay to phir aesh hi always loss ko face kerna parta hai and galalti ko forex main khas tor per chita na samjha jay kiun k yahan choti galalti chira loss nahi deti yahan galati bug loss deti hai is liye manoli mistakes se bhi avoide kerty huy kam karen q k jab hamy loss hita hai to ye hamamri mistakes konignore kerny ki waja se hi hota hai and jab is ki waja se big loss honjay to phir ys loss ko recover kerna bhi boht mushkil ho jata hai
                Last edited by ; 17-05-2020, 12:25 PM.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

                  Apki baat bulkul thek hai aur mera bhi yahi andaza hai k koi bhi ghalti choti nahi hoti bulke us ka nuqsan batati hai k ghalti kis nueeyat ki hai. Isbwaja se sare ghaltion pe nazar hona chaheye. Ghalti ka ehsas nuqsan uthana k baad ho jta hai. Agar pher bhi ghalti karte hen aur us se seekhte nahi hai to ye bohut nuqsan deh hai aur him kabhi bhi faida nahi uthana sakte.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

                    forex mn choti si ghalti b boat bra nuqsan kr skti ha r ksi ri ghalti sy b km nuqsan ho skta ha lakin koshish kren k ghalti na kren loss ghalti k bra ya chota hony py depend ni krta ghalti r market condition py depend krta ha soch smj k trade kren gy to loss sy bch sken gy r agr without planning k trade kren gy to loss ho ga r loss hony sy confidence lose hojana boat bri nakami yeh hoti ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

                      Forex trading ek aisa business hai jis main ap k nuqsan ka koi madawa ni hai is liye zarori hai k ap log jab bhi forex trading main kaam krein tu bilkul soch or smjh kar krein.forex main apki ek choti si ghalti apko ek bht barra nuqsaan dy skti hai. Apki ghalti ka andaza k ye choti thi ya barri ap k losses se lgta ja skta hai. Ap market main jab bhi ghlti krein gy tu market ap par rehm ni kry gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

                        g bhai ap ki bat bilkol thk ha forex trading ma hamny jo lose hota ha wo hmari apni galti ki waja sy hota ha q k hum trading ma kafi galtina krty ha or hmari galti bari bi hoti ha or choti bi tu hum ny jo galti ki ha wo choti ha ja bari os ka andaza hamny hmary lose sy hota ha hmara jitna lose hota ha wo hmari galti ko dikhata ha k hum ny kaha or kitni bari galti ki ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

                          Kam karne mein galti har ek member se ho jaati hai lekin members ko chahie ki vah inko control kar len kyunki aise members ke jo apne mistakes per control nahin kar sakte hain unke liye jyada mushkil ho jata hai ki vah apne acche karm ko sahi se maintain kar paye aur aise members ke jo apni mistakes per control kar lete hain unke liye kam karna bhi mushkil nahin hota aur vah apne kam ko acchi quality se kar lete hain aur jyada fayda bhi le sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

                            Jee khe sakte hain ke forex me humey hone wale loss se hum andaza laga sakte hain ke hum ne galti bari kari ya choti magar yad rakhein ke galti tu galti hoti hay. choti se choti galti se bhi hum kabhi kabhi account wash kar bethte hain or kabhi tu bari se bari galti ki waja se bhi hum baal baal bach jate hain. Magar baat yei hay ke her dafa itefaq nai hota hay ke galti bhi ho or bache bhi jaein baqi galti galti hay choti galti ho ya bari loss zada ho ya kam loss loss hay or ager account wash hojye tu khud ko sambhanla bhi bohat mushkill hay.
                            # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me Ghalti choti ya bari is andaza nuqsan se lagana chaheye

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                              Forex Trading me koi ghalti mamoli nahi hoti. Baaz dafa hum kehten k aik choti se ghalti ki waja se bohut nuqsan uthana para aur yahan tak k account wash ho gaya. To is ka matlab ye hai k koi bhi ghalti choti nahi hai q k agar wo nuqsan bara karti hai aur account tak wash kar deti hai to is ka matlab hai k wo bohut bari vhalti hai wo choti ghalti na howi pher. Is waja se hamen ghalti ka andaza nuqsan pohunchne se karna chaheye. Q k agar bari ghalti se faida mel jata hai to wo ghalti nahi hai hamara andaza ya analysis keh lo ghalat ho sakti hai. Aur choti ghalti agar nuqsan zyada de to wo choti ghalti nahi hoti pher. Is waja se choti bari sari ghaltion pe control hona chaheye.
                              Ji han bilkul forex market Mein Aapki mistake Choti ho ya Badi kabhi bhi apni mistake ko avoid Na Karo balki Koshish karo ki aap apni mistake ko theek karo Kyunki Jab aap ismein apni mistake ko thik karte ho to trader Hamesha successful hota hai aur forex market Mein successful hone ke liye knowledge ki zarurat hoti hai agar hamare pass Forex ka bahut jzyada knowledge hai To Ham bahut zyada kamyabi hasil kar sakte hain aur apni mistake ko white karne wala trader Kabhi market Mein successful Nahin Hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X