Jab Ham acchi planning Karke Koi trade open karte hain aur usmein profit ka target aur loss ki limit set kar dete Hain To fir market ki movement ke sath Ham Agar usko adjust Karte Hain To yah Hamara Apna loss hota hai Kyunki planning sari disturb Ho Jaati Hai Jab Ham Apne targets ko adjust karte hain Hamen Kisi Surat Bhi Apne preselected targets ko adjust nahin karna chahie Varna Ham loss kar lenge yah account hi wash ho jaega
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим