According to my experience patience is the key to success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: According to my experience patience is the key to success

    Forex trading mein agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham money management se kam Karen aur apni feeling strong Rakhenge to Forex trading se fayda Sarkar Sakenge Forex trading Mein Hamen jaldbaji Mein train Nahin Karni chahie Safar ke sath rail Karni chahie tabhi Forex trading Se Achcha fayda hasil kar Sakenge Forex trading mein agar Hamari koi train last mein bhi Jaaye To Hamen emotional Nahin Hona chahie Sabar Karen aur apni Galti ko cover karne ki koshish karen jaldbazi se Hamen nuksan hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: According to my experience patience is the key to success

      Forex trading Ek Aisa business Hai jismein Agar Ham Sabar ke Sath kam karte hain Jyada Se Jyada mehnat karte hain Dil lagakar kam karte hain Full focus and concentration ke sath apni working karte hain aur patience se kam Karte Hain To Hamen Jarur kamyabi milati hai aur ham acchi earning kar sakte hain
      • #33 Collapse

        Re: According to my experience patience is the key to success

        bilkul forex trading business main ju chez hmain success daiti hai wo hamra saber ha kyon ky forex main jab ham kamyab nahi ho rahy hoty hain tab hmain saber ki sakht zrorat hoti hai ager ham tab saber ky time pas kar laina ur achi tarah say hard work say kam lain tu forex main wohi time hota hai jiss ko pass karny kyu bad ham success ki tarf jaty hain is lea forex main hmain saber ki ashad need rehti hai kyon ky is main bohut sary mushkil time aty hain jis ko saber ky sath guzarna parta hai.
        • #34 Collapse

          Re: According to my experience patience is the key to success

          Assalam o alaikum friends umeed ha kay ap sub khariyiat say hon gay app ko forex ma ak bat ka khass khyial rakhna ha wo ya ha kay jub bhi ap nay koi trade shuru karni ha us waqat ap nay subr or thumhul ka muzhara karna ha or dosri bat ya ha kay ap nay is kay mutalik jo bhi ajj tak sikha ha or jo bhi analysis kyia ha or apni expertation ko ap nay mukmal tor par perfect krna ha or bad ma is bat ka khass khyial rakhna ha kay ap nay lalach ni karna lalach ma insan 85% tak nuksan hio hasil karta ha or ya bat such ha or is kay bad ap apny perfect analysis ko trading par apply kary gay or agr hamary logic or expertation bilkul perfect ho gay to hum is say advantage hi hasil kary gay or ya ak best key ha success honi kay lyia
          • #35 Collapse

            Re: According to my experience patience is the key to success

            Ji bilkul Forex trading mein agar Ham apni feeling strong Rakhela se gabrani mehnat Karen accha experience Acha Na Lage Arsenal karen to Forex trading Se Achcha profit Bana Sakenge Forex trading Ek accha profitable business hai Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Agar mehnat karen.
            • #36 Collapse

              Re: According to my experience patience is the key to success

              Patience k saath kaam krnay mei faida hay experience b acha ata hay huamin is main agr experience ho ga to huamin trading main loss nai ho ga or huamin is main trading main acha profit b hasil ho sakta hay apko aik kamiyab trader bana sakta hai traders ko chaiy kay ksis bi surat me apko greed say buch kay hi trade karna chaiiy
              • #37 Collapse

                Re: According to my experience patience is the key to success

                Ya baat apne aik dam theek ki ha ka patience sa he hum success pein ga q ka forex trading aik aisa business ha jis ma patience ki importance bohat zyada ha aur aghr ap patience sa kam lengain to apko zaroor success hogi aur forex trading aik achi earning hasil krein ga. Is liye humma trading sa phela apna knowledge ko increase krna chahiye aur market ko study krna chahiye aur trend aur indicators ko samajna chahiya
                • #38 Collapse

                  Re: According to my experience patience is the key to success

                  Assalam o Alikum,


                  G waqia ma trading k doraan agr hmsry ander sbrr krny ka factor mojood h to hum pir kbi b apni trading ma loss nai kamein gy.
                  • #39 Collapse

                    Re: According to my experience patience is the key to success

                    جی صبر کا پھل میٹھا ہوتا ہے ہے اور آپ جتنا صبر کریں گے اور محنت کریں گے آپ کو کامیابی ضرور ملے گی بس میں نے تو نہ چھوڑیں
                    • #40 Collapse

                      Re: According to my experience patience is the key to success

                      Dear aapane bilkul sahi kaha hai kamyabi Hamen sirf Sabar karne se Hasil hoti hai Duniya Mein jitne bhi Azeem log Hain aur jo ke apne maksad Mein Kamyab hue hain unhone Sabar ka Daman Kabhi Nahin Chhoda Hai Agar Ham Pakistan Forex form Ki Baat Karen To Hamen is per bahut jyada hard work karna padta hai aur Agar trading ke dauran Mein Hamen loss ho jaaye To Hamen Sabar ka Daman Nahin chhodana chahie bahut Sare trader loss hone per Forex Ko Chhod Dete Hamen chahie ke apni ki Hui e mistake se Sikh kar profit gain karna chahie aur Anda ke liye in mistake ko Yad Rakhna chahie
                      • #41 Collapse

                        Re: According to my experience patience is the key to success

                        Ji Sahi Kaha Hamen chahie Sabar se kam le juniors ko chahie starting mein Sabar rakhen aur relax home because starting mein profit aur bonus donon kam hote hain but Jab Hamara experience increase hota hai to Hamare andar kam karne ka jajba Paida Hota Hai vah Ham daily mehnat Karte Hain
                        • #42 Collapse

                          Re: According to my experience patience is the key to success

                          Do Log Yahan Par to keki trading karte hain Jin Logon Ko trading karna Nahin Aata Hai Un Logon Ko chahie ki vah kabhi bhi kisi se guideline Dekh Kar kam Karen Kyunki yah investment job karte hain per Sab Duniya Se jata hai ya aise hi bagair sochkar samajhkar market Mein invest kar dete hain aur Market bhi nahin yahan se earning karne ke liye Kuchh Nahin Deti aur Inko yahan se bahut jyada nuksan ho jata hai
                          • #43 Collapse

                            Re: According to my experience patience is the key to success

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                            Assalamau Aliakaum my dear members maine forex main kam karte howe sirf aik cheez seekhe hae aar ap main sabar hae ti he ap is main kamayab ho sakte hain to apko cahiye ke ap ke agar koi bhe trade loss main ho to apko tension nhe lene cahiye balke is main apko cahiye ke ap is main mehnat ko jari rakhen take ap is main acha profit hasil kar saken q ke ap agar is main sabar kar jate hain to ap is main zaroor kamayab ho jate hain to hamen bhe yeh kam karna cahiye take hum is main successful ho saken hum is main jitne mehnat se kam karte hain hum is main kamaybbho sakte hain
                            Sabar se kaam karna Jaruri To Hai aur isase aapko bahut acchi trading opportunities bhi milati hai lekin Mere Khyal mein agar aap apne trading mein lalach ko khatm kar do to aapke successful hone ke chances aur bhej Zyada Ho Jaate Hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #44 Collapse

                              Re: According to my experience patience is the key to success

                              Ji bilkul aapki baat theek hai sabse badi chij hamara sabar hota hai agar Ham buying and selling mein sabar kar sakte hain to vahi Ham kamyab ho sakte hain aur agar Ham sabar nahin karte Hain to Ham kabhi kamyabi nahin milati hai isliye hamen hamesha Sabra ke sath kam karna chahie tab hamen kamyabi milegi iske bagair hamen kamyabi nahin Mil sakti hai kamyabi hamare sabar mein hoti hai aur jab tak hamara sabar hota hai to hello hamen kamyabi mil sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X