Forex trading ek risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur profit aur loss business ka hissa hai jaisa ke Forex mein hum profit ko accept karte hain usi tarah Forex mein hamen loss ko bhi accept karna chahie aur Forex main kuch log loss hone per himmat har jaate hain aur Forex trading mein work karna chod dete hain lekin hamen aisa nahin karna chahie kyunki forex mein jab hamen acha profit hasil ho raha hota hai tab hum ismein mehnat ke sath work karte hain lekin forex mein hamen loss hone per bhi himmat nahin harni chahie balki himmat our housale ke sath Forex mein work karna chahie kyunki Forex trading mein nakami ke bad hi hamen kamyabi milati hai isliye forex trading mein hamen us waqt Tak apni mehnat jari rakhna chahie jab tak ham kamyab nahin ho jate aur forex mein kamyabi hasil karne ke liye sabar bhi bahut hi zaruri hai isliye Forex main hamesha sabar ke sath work karna chahie.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим