Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har jana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har jana
    Forex trading ek risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur profit aur loss business ka hissa hai jaisa ke Forex mein hum profit ko accept karte hain usi tarah Forex mein hamen loss ko bhi accept karna chahie aur Forex main kuch log loss hone per himmat har jaate hain aur Forex trading mein work karna chod dete hain lekin hamen aisa nahin karna chahie kyunki forex mein jab hamen acha profit hasil ho raha hota hai tab hum ismein mehnat ke sath work karte hain lekin forex mein hamen loss hone per bhi himmat nahin harni chahie balki himmat our housale ke sath Forex mein work karna chahie kyunki Forex trading mein nakami ke bad hi hamen kamyabi milati hai isliye forex trading mein hamen us waqt Tak apni mehnat jari rakhna chahie jab tak ham kamyab nahin ho jate aur forex mein kamyabi hasil karne ke liye sabar bhi bahut hi zaruri hai isliye Forex main hamesha sabar ke sath work karna chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

    hamen always hi confidence ke sath working karni chahie jab Ham confidence ke sath working karte Hain to hi hamari working profitable ho sakti hai trading mein hamen loss bhi ho jata hai aur profit bhi mil jata hai agar hamen loss hota hai to hamen kabhi bhi panic nahin hona chahie aur confidence ke sath working karni chahie jab working confidence ke sath hogi tab hi aam profitable trading kar sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

      Jo log himmat har jaate Hain vah kabhi kamyab nahin hote hain isliye hamen kabhi bhi himmat nahin harni chahie aur apne kaam ko jari rakhna chahie agar nuksan Ho jata hai to Ham himmat se kaam Lena chahie aur himmat se Hi apne nuksan ko pura karne ki koshish karni chahie tab hamen kamyabi milegi Varna hamen na kami hogi aur ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte hain isliye hamen hamesha hi himmat ke sath kam karna chahie tab kamyab honge
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

        Je han, loss ko dakh kar pareshan hony sy loss double ho jata hai, but agr loss ko professional approach sy deal karyn gy to es ko zarur profit ma convert kar leyn gy, forex ma expert trader hota he wo hai jo apny loss ko asy handle kary k wo wapas profit ma chala jae, ofcourse ye bhot experience k bad ho saky ga,
        Last edited by ; 16-05-2020, 09:06 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

          dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja sa himmat nsen harni chayay balkay loss ki waja jo mistake ho usay door krna chayay aur pehlay sa ziada mehnat kr k forex trading mn kamyabi hasil krni chayay
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

            G hn dear ap NY bikul sai kaha hy ham ko chahiye k ham is business main acha kam kry aur dil khol kr kam kry aur acha kam kry to ham is main acha bouns hasil kr saky gy is liya ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

              g han ap nay sh ha hyagar hum es main nakam hotay hain to es ki wajha yeh hoti hy keh hum es main loss say dur jatay hain or es main himat har jatya hain jis say hum nakam ho jatay hain to humain aisa nhi kurna chhaiyay humain es maijn achaya say kam kurnay kay liyaaay es main loss say bilkul bhi nhi durna chahiyaay agar hum loss say dur jay gay to humain es main kamyaabi gain nhii ho gi to humain loss say durna nhi chahiyay balkay es ka samnaa kurna chahiyaay
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

                ji han dost apne sahi kaha jab hamain loss hota hai our is loss ko drkh kar jab ham himat har jate hain phir wahan se hnari nakami shuto ho jati hai hamain is cheez ka khas khayal rakhna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

                  g han yeh bhe sab se bari reason hote hae lakin loss to har business main hota hae bas hamen kabhe is main himmat nhe harne cahiye agar hamen loss ho bhe jata hae to hamen is main cahiye ke hum apne loss ko recover kiya karen q ke hum agar is main loss ko recover kar len ge to he hum is main kuch kar saken or ache trader bhe ban saken ge to tamam logon ko hamesha is main mehnat ke sath acha kam karna cahiye take wo is main ache trading karte rahen or aik bat main apko bata don forex trading main jo new members hote hain wo zayada tar he is main give up kar jate hain q ke un ko profit he nhe howa hota hae jis ke waja se wo is main de motivat ho jate hain or forex trading main give up kar jate hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

                    Forex mein loss aur profit business ka hisaa hota hai hum ko agr loss hota hai tu hum ko loss se kabi bhi himat nahin harni cahaiye hum ko is loss se sekhna cahaiye aur learning karni cahaiye aur jo log loss se dar jatay han ya loss se hamit har jatay han woh forex mein kabhi bhi run nahin kar saktay forex mein woh log hi kaamyaab ho saktay han jo loss se learning kartay han
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

                      Loss ko manage karna bhi ek aisa kam hai ki jo har ek member hi nahin kar sakta hai aur yah har ek member ko aana chahie isi tarah se hi jab members ki management strong hogi to tabhi vah acche se kam bhi kar sakenge aur tabhi unko unki trades bhi fayda jayegi isliye member socha hai yah ki vah apne senior members ke sath connected rahe hain aur unse bahut zada experience hasil kar le aur uske bad hi vah is tarah ki management ko kar payenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

                        bilkul forex main jab bhi ham ko loss hota hai tu ham sab is main himmat har jaty hain aur phir asa lagta hai ky hamay is main bar bar loss he ho ga aur kuch log bar bar loss karny ki wajah say forex ko leave kar jaty hain mager forex main jab tak ap ky pas acha experience aur knowledge nahi aa jata tu ap is main loss he karain gay is lea forex main ap ko pehly apni education ko acha karna ho ga phir he ap ka loss kam hota jata ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

                          g han dear forex men hmari nkami ki sb sy bri wjah loss ko dekh lr himmat ka har jana hy hum ko agr es msn loss hota hy to hum ko es.men hard work krna chahye aur pehly ki banisbt ab ziyadh mehnat krna chahye aur hum ko apni mistake cover krky he es men kam krna chahye agr hum loss ko dekh kr himmat har jaty hen to hum kbhe bhe kamyab trader nhe bnskty q.k loss to trade.ka hisa hy es sy hum ko ghbrana nhe chahye blky es ko khtam krna chahye mehnat krky
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

                            Assalamu Alaikum
                            G bilkul loss to sab ka hota Hai jab hum naya kam karty hain aur loss humay sikhata b hai Kay kaise trade karain aur kaisa na karain yeh him pay hota hai Kay him kitna seekhty hain aur loss honay ki waja say disheart na hon balkay naye anay walay bonus pay phir say kam karain aur mistake say seekhain aur repeat na karain
                            Thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah loss ko dekh kar himmat har

                              Forex trading mein Hamen last se emotional nahin hona chahie Apne kam per focus rakhen acche ki ummid rakhen Jitna hardworking se Forex trading mein kam Karenge Hamen utna hi achcha benefit milega Forex trading 1 profitable business hai Hamen ismein dilchaspi se kam karna hoga tabhi Ham kamyab tradable sakenge Forex trading all the world popular business hai Hamen ismein dilchaspi se kam karna chahie tha ki Ham ismein kamyabi eh sab kar sake trading mein vah log kam job Hain Jo apni feeling strong rakhte Hain loss se nahin ghabrate.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X