Focus on your goal or target
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Focus on your goal or target

    Goal ho ya target forex me set karna hamen is me hi bhalaye hai. Forex trading me bagher gaol ya target k kaam nahi karna chaheye. Is se hum apne maqsad me kamyab nahi rehte. Target select karna bohut zarori hota hai. Baqi wo complete ho jaye ya nahi isko end pe dekhna chaheye. Forex trading me target ki bohut ahmeyat hai aur ye hamen lalach jese muzar cheez se door rakhti hai. Aagar hamari koshash ho k hum daily k hisab se target select karen aur wo pora hone pe mazeed trading na karen to is tarah se hamari koshash kamyab ho sakti hai. Aur agar target achive na bhi ho to bhi time mukamal hone pe mazeed trading nahi karni chaheye. Us k elawa weekly target rakhna aur pher us hisab se monthly target rakhna bhi achi baat hai lekin us ko daily target k sath munsalik karna chaheye. Target achieve na hone pe panic nahi hona chaheye bulke sakoon se trading karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Focus on your goal or target

      Assalam o alaikum dear friend aap ki bat sahi hy always aap koi bi Kam krtay Hain to aap us ko kisi maqsad k liye krtay Hain isi tarah forex mein bi apna goal hasil krnay mehnat krein zror kamiuabi hogi
      • #18 Collapse

        Re: Focus on your goal or target

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
        Forex Trading me din k hisab se pher hafte k hisab aur monthly target lazmi select karen aur pher usko achieve karne ki har mumkin koshash karen. Target select karna bohut zarori hota hai. Baqi wo complete ho jaye ya nahi isko end pe dekhna chaheye. Forex trading me target ki bohut ahmeyat hai aur ye hamen lalach jese muzar cheez se door rakhti hai. Aagar hamari koshash ho k hum daily k hisab se target select karen aur wo pora hone pe mazeed trading na karen to is tarah se hamari koshash kamyab ho sakti hai. Aur agar target achive na bhi ho to bhi time mukamal hone pe mazeed trading nahi karni chaheye. Us k elawa weekly target rakhna aur pher us hisab se monthly target rakhna bhi achi baat hai lekin us ko daily target k sath munsalik karna chaheye. Target achieve na hone pe panic nahi hona chaheye bulke sakoon se trading karen.
        Ji Bhai Jaan yah Baat bilkul theek hai agar Ham starting se hi Apna Ek gold set kar lenge aur Hamara target Pahle Se Hi Hamare Samne hoga to use achieve karna bahut jyada Aasan ho jaega isliye pahle hi Apna profit target aur goal set kar lena chahie jisse Hamen bad mein jyada pareshani Nahin Hoti
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Focus on your goal or target

          Clients may trade over the telephone with most brokers. The trading desks
          are usually in operation 24 hours a day from Sunday at 5 P.M. (EST) through
          Friday at 4:30 P.M. (EST).
          When trading by phone, dealers will quote the same tight spreads avail￾able by dealing platform. All trades executed by phone are subject to a pre￾deal margin availability check and will be entered manually into the
          customer’s account for integrated profit and loss (P&L) analysis and
          reporting. All telephone calls are recorded for the safety of both parties.

          اب آن لائن

          Working...
          X