Focus on your goal or target
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Focus on your goal or target
    Forex Trading me din k hisab se pher hafte k hisab aur monthly target lazmi select karen aur pher usko achieve karne ki har mumkin koshash karen. Target select karna bohut zarori hota hai. Baqi wo complete ho jaye ya nahi isko end pe dekhna chaheye. Forex trading me target ki bohut ahmeyat hai aur ye hamen lalach jese muzar cheez se door rakhti hai. Aagar hamari koshash ho k hum daily k hisab se target select karen aur wo pora hone pe mazeed trading na karen to is tarah se hamari koshash kamyab ho sakti hai. Aur agar target achive na bhi ho to bhi time mukamal hone pe mazeed trading nahi karni chaheye. Us k elawa weekly target rakhna aur pher us hisab se monthly target rakhna bhi achi baat hai lekin us ko daily target k sath munsalik karna chaheye. Target achieve na hone pe panic nahi hona chaheye bulke sakoon se trading karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Focus on your goal or target

    hamen apne target per jarur focus karna chahie jab tak Ham apne target Ko chij nahin kar lete hain tab tak hamari working good nahin hoti Hai so hamen try karna chahie ki Ham good working Karen aur apne target to achieve Karen jab hamara target achieve Ho jata Hai tu Hi hamen success mil sakti hai otherwise I'm a success possible nahin hoti target achieve karna hamare liye bahut important hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Focus on your goal or target

      Focusing is the basic sector find the success of every trader the person who focuses the person who analyses deeply the person who works hard the person who can tolerate the lost the person who can deeply see the movement of the market the person who share the knowledge the person who receives the knowledge the person who Learns the person who make others learn it successful trader otherwise you will not become a successful trader unless you follow all these rules that have told you here these are my golden words keep these words in your mind
      • #4 Collapse

        Re: Focus on your goal or target

        gee han dear app nain theek kaha hai hamain forex main apnay target par nazar rakhni ho ge pher he hum is main kmayab hongay forex min sabar say or lagan sy kam kairn gay ot he hum is main kmayab hon gay forex mian ahcha kam karin gy to he hum is main acha kama lain gy
        • #5 Collapse

          Re: Focus on your goal or target

          Trading ho ya forum work ho. Her aik ko apna aik target aur goal zarur set ker laina chaiye takay usay achieve kernay kay liye mehnat ki ja sakey. Jo trader aur forum members apnay liye aik target Bana laitay hain woh phir usay haasil kernay kay liye mehnat bhi kertay hain. Forex trading aik acha business hai iss mai mehnat ka phall zarur milta hai iss liye ziada mehnat ziada faida daiti hai
          • #6 Collapse

            Re: Focus on your goal or target

            Bilkul sahii kaha h Apny keh hmain Apny goal par bht ziada focus karna chahye agar Ham lg he gye Kam m forex m to in sari chezon ko mind m rakhein bht ziada yeh BT hmary liay zarori h or hmain isko Apny mind m rakh k Gy Jana chahye agar Ham aesa kreingy gy to tarki kar skty Hein jiski base p ham n kamyab hona h
            • #7 Collapse

              Re: Focus on your goal or target

              g han dosto hymn Pakistan forex forum pr kam krny k liy apny targits ar limat set krni chy k hum ny is fourm pr mhnt kr k weakly ya monthly itna bonus ya itni earning krni h.is trha agr ap ka ik targit set ho ga to us ko achieve krny k liy b ap khoob mhnt kren gy
              • #8 Collapse

                Re: Focus on your goal or target

                Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye hard work hamare liye bahut hi zaruri hai isliye Forex hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie kyunki Forex mein earning ki Koi limit nahin hai aur forex main earning mehnat per depend karti hai aur Forex main hum jitna zyada work karenge Forex main hum utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein kamyabi hamen sirf hard work ki wajah se milati hai aur forex mein ache work ke liye ache confidence aur achi learning Ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex main work se pahle hamen apne confidence aur learning ko increase karna chahie jisse Forex mein hum acha work sakte hain aur jald hi kamyab ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Focus on your goal or target

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                  Forex Trading me din k hisab se pher hafte k hisab aur monthly target lazmi select karen aur pher usko achieve karne ki har mumkin koshash karen. Target select karna bohut zarori hota hai. Baqi wo complete ho jaye ya nahi isko end pe dekhna chaheye. Forex trading me target ki bohut ahmeyat hai aur ye hamen lalach jese muzar cheez se door rakhti hai. Aagar hamari koshash ho k hum daily k hisab se target select karen aur wo pora hone pe mazeed trading na karen to is tarah se hamari koshash kamyab ho sakti hai. Aur agar target achive na bhi ho to bhi time mukamal hone pe mazeed trading nahi karni chaheye. Us k elawa weekly target rakhna aur pher us hisab se monthly target rakhna bhi achi baat hai lekin us ko daily target k sath munsalik karna chaheye. Target achieve na hone pe panic nahi hona chaheye bulke sakoon se trading karen.
                  Ge ha senior member apne goal Ir target per focusbkarni chaya ager zayada mehnet kare he to apna target pori lar sake ge is ke lya hume zayaad mehnet karni chay aur zayada mehnet ke sat hum ap e goal aur target ko pori kar sake ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Focus on your goal or target

                    dear forex.men usi admi ko he kamyabi milti hy jo apny target ko achi trh sy krta hy forex men agr hum kam kr rhy hen to hum ko es.men apna daily ka target bna kr kam krna chahye aur achi trh sy he es men kamyabi hasil krni chahye jb hum apna target ko pora kren gy to hmary liye acha bonus ko hasil krny men bhe asani ho jay ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Focus on your goal or target

                      ji han dost apne sahi kaha hmain apne kaam ka target set kar lena chahye phir use pura karne ki din raat koshish karni chahye jab ham apne targets pure karne main kamyab hon ge to hamain bhot kuch hasil hone lage ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Focus on your goal or target

                        Assalamu Alaikum
                        G both are same target ya goal set kiye bina ap ki koi manzil nahi aur dream Kay bina koi kosish nahi kosish hi ho GI to ap agay ki taraf jayen gy aur agay jain gy to kamiyabi milay GI is liya goals set karain ta Kay ap Kay pas ak maksad ho jis ki waja say ap struggle karain aur time waste na ho ap ka
                        Thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Focus on your goal or target

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                          Forex Trading me din k hisab se pher hafte k hisab aur monthly target lazmi select karen aur pher usko achieve karne ki har mumkin koshash karen. Target select karna bohut zarori hota hai. Baqi wo complete ho jaye ya nahi isko end pe dekhna chaheye. Forex trading me target ki bohut ahmeyat hai aur ye hamen lalach jese muzar cheez se door rakhti hai. Aagar hamari koshash ho k hum daily k hisab se target select karen aur wo pora hone pe mazeed trading na karen to is tarah se hamari koshash kamyab ho sakti hai. Aur agar target achive na bhi ho to bhi time mukamal hone pe mazeed trading nahi karni chaheye. Us k elawa weekly target rakhna aur pher us hisab se monthly target rakhna bhi achi baat hai lekin us ko daily target k sath munsalik karna chaheye. Target achieve na hone pe panic nahi hona chaheye bulke sakoon se trading karen.
                          Hamen Hamesha Apne kam per focus karna chahie aur apne kam ke target ko Jarur pura karna chahie Agar Ham Forex form Mein Apne kam per focus rakhen aur apne kam ke target ko Pawandi ke sath pura Karen To Ham Forex form Mein kamyabi Hasil kar sakte hain aur ham Forex forum Mein Achcha kam Karke Achcha bonus bhi hassil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Focus on your goal or target

                            G bilkul hm Pana phly trgt select krna cahhay phr hm Kam krna cahay q k jb hmry mind main Hoga k hmy aik din main itna Kam krna h tab hi ham kamyb ho skty Hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Focus on your goal or target

                              G han bilkul hmain apny goal pa focus karna chahaiy aur apny target ko apny mind main rakhna chahiye jab hmain ilm ho ga k hmra goal aur taget kiya hy to ham forex forum main achi success hasil kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X