Waqat guzarny k sath sath loss ki ratio Kam hoti jati Hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Waqat guzarny k sath sath loss ki ratio Kam hoti jati Hy.

    ji han dost apne sahi kaha jab waqt guzarta jata hai to loss ki ratio bhot kam ho jati hai kyun ke hamara experience bhot barh jata hai our jis ki wajha se hamain loss bhot zyada dekhne ki milta hai is lye hamain din raat mehnat karni chahye our hamesha acha kaam karna chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Waqat guzarny k sath sath loss ki ratio Kam hoti jati Hy.

      forex main jab ap time guzartey jaty hain tu ap ka experience bharny ki wajah say he ap ko loss hona kam ho jata hai kyon ky forex main ap ka knowledge increase hona shuru ho jata hai aur ap ko forex main kam karny ki samjh aa jati hai jiss say ap forex main success hona shuru ho jaty hain is lea is main jaldi bazi say kam na karain balky is main ap relax ho kar kam karain aur is main short cut na apply karain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Waqat guzarny k sath sath loss ki ratio Kam hoti jati Hy.

        Ji bilkul jab traders trading start kerte haen tu wo starting mein bahut loss kerte haen apna us ki wajah yehi hoti hai ke wo forex ke bare mein kuch ziada jante nahi haen. Lekin joon joon un ka experience aur knowledge berhta jata hai. Wo apne ap ko improve ker laite haen aur loss ko bhi control ker laite haen. Es liye starting mein mushkilat hoti haen. En se preshan nahi hona chahyea.

        اب آن لائن

        Working...
        X