Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    bhai mara khayal ma sab sa aha cheez jo trader ko forex tradiing ma success nai hona dati wo emotion or greeding ha low practie itna zayda asar andaz nai hoti trading ma but greeding kisi b trader ko ak acha loss dala sakti ha is leya is sa bachna chaya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      Haha meri bhii kuch sacrifises hain is kaam meina gey janey k lye main abhi filhaal parhai ko side per rkh k forex trading ko seekh rha hun or Insha ALlah ye mujhe future mein kaam ayegi .
      • #483 Collapse

        trader can leran the trade in the demo account so do the trade in the forex demo account it is so helpful you can do the trade with some deposit in the demo account so the trade fell as a real account.
        • #484 Collapse

          Yes app ko in sab ko demo per use karna ata ho aur app ko trade karte hue sabar aur apne emotion ko control karna ata ho aur app ko is main kam ka pata ho aur app ko is main safe tab hi ho ge jab app ko pata ho ke app ke pass knowledge aur app ke pass experience aur app ke pass practice aur app ki hard working app ko earning karne main app ki help kare ge .
           
          • #485 Collapse

            Yes my dear friend the person who do trading and he is emotional and do not have patience he will become never successful he will always in loss because he has no emotional control so mark this point do not lose patience at any cost
             
            • #486 Collapse

              jee han main ap se agree hon forex tarding main agar ap kamyb hona chete ho to proepr learning ke bad hi ap ko iss main kamybi mile gi iss lye ap ko lalach emotions fear ko control ker ke hi iss business main kamybi ho gi
               
              • #487 Collapse

                ye bat bhi thek hai ko jo log is market men invest ker k trading kerty hain or zyada profit kamany ki lalach kerty hain un ko is men kamyabi nahi milti hai or un ko loss hi khana perta hai is ley hamain buhat soch ker trading kerni hoti hai.
                   
                • #488 Collapse

                  je bhai jan bilkul theek kha insan apni zindagi mein ghaltion se he seekhta hy leken agr wo.emotional ho kar haar maan lyga to wo kamyab nahee ho sakta .blk us ko baar baar koshish karna hogy
                   
                  • #489 Collapse

                    rizwan bhai boht achi bat ki hai ap ny thek kah ahai waky aik achy trder bhi hamsha wo banty hain jo es sub chezo main control kar sakty hain apny emotion apny gred ko or relx mind say kam karty hain jo log gred say avoide karty hain wo boht boht kam los main jaty hain bhai
                    • #490 Collapse

                      Me ap ki bat se muttafiq hun Q ke lalach insan ko tabah kr deta he aur jazbatiyat aqal pr parda daal deti he aur na tajurba kari se hamesha profit ke bajae loss hi hota he
                      • #491 Collapse

                        JEe haan ap ne bilkul sahi kay aaj kal ye cheezin wessay bhi young logo main bohat hain aur inn ki wajah se loss bhi bohat hota hai tou saab traders ko ye cheez ssamjhni chaiye aur iss se bach kay rehna chaiye takay loss na hoo.
                        • #492 Collapse

                          ap na sahi kaha hi rizwan bahi ke agar ap apne lalach ko emotions ko fear ko control nahi kerte to ap ko trading mnahi ekrni cheyeb kynke iss ki waje se ap ko bara loss ho ga orr ap iss main apni ivnestment ko zaya kero ge iss lye agar ap kamyb hona chete ho to proepr learning ekrni ho gi
                             
                          • #493 Collapse

                            beshak ye tamaam factors bohat hi aam aur bohat hi nuqsaan deh hain aur in se bachnaa b bohat mushkil hai jaantey hue b lakin munasib tujarbe aur knowledge se in ko kam zaroor kiya ja saktaa hai
                            • #494 Collapse

                              you are right dear brother but ik bat tu rung hai ap ki greed greed who trade use kartay hai jo emotion control kar saktay hai brother our us k liyeh greed ik powerful gun hoti hai our who us time trading kartay hai brother us may jub us ko pata hota hai k pint hai mera tu who full greed ko follow kartay hai our esay nahi k ik gambler kartay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                forex business boht bara business ha. or is ma asani sa without hard working or experience k profit get nhe kar sakhty hn. is ma earning karny k lye hamin apnay ap par kaboo rakhna chaye. or greed sa bach kar profit ma he orders ko close karna better ha. is k sath sath hamain emotional bhe nhe hona chaye.
                                 
                                :cool::cool::cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X