Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    these things are the main and the most important if you are failed to control these things then you cannot get the success in the forex ,for the success in the forex you have to control the emotions and greed
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      ji bilkul i agree with you.jin cheezon ka aap ne zikar kiya hai ye sab cheezen hi buisnes main nakami ka sabab banati hain aur ham buisnes main profit nai kama sakte aur hamesha loss main rehte hain
      • #438 Collapse

        Bhai ap ki baat boht had tk theek hai q k iss main wahi log kamiyab hai jo iss main trade krein wo lalach aur emotions k sath na krein tb he uss ko faida hoga is main wrna uss ko loss bhi ho sakta hai .
        • #439 Collapse

          jee han sahi kaha app ny,Forex ek essa business hai jis main app sucessful ban sakty han apny achy knowledge r experience sy,Forex main ju b greed ya apny emotions sy trade karta hai wo kabi b is business main successful nai ho sakta app ko agar acha trader banna hai tu in sab cheazon sy perhez karna ho ga.
          • #440 Collapse

            yes dear apney bilkul tkh kaha forex me profit earn krna muskal nahi hai balke jab ap profit kr lo to os ke bad apna profit ko control me rakha muskal hota hia as hum lalch me aha kr apna profit be kam kr dety hi or hum as me successful nahi hote hia.
            • #441 Collapse

              aik kamyab trader key leye yeh buhat zaroori hota hy keh woh lalach say door rahay and apnay emotions ko qabu main rakhay and patient rahay. Success khud aa ka aap key darwazay par dastak day gi.
               
              • #442 Collapse

                ji bilkul theek kaha apne dear forex me hamein sab se pehly sabar rakhna hota ha ager sabar ha to hum sabar me loss nahi khaty or lalach bhi humain success nahi hone deti lalach me akar sab loss kar dety hain apna profit bhi or dosra ye k hum bina knowledge trade kar lety hain jo galat hai hum jis pe trade karien os ko samjhein pehly achi planning karein or os k bad pher trade karein
                • #443 Collapse

                  g han bahi is emin ais karny waly trader loss karty hen aur woh earn nahi kar skaty hen is mein ager hum ko aik acha aur succesful trader ban'na hy to hum ko greed karny sy bachna hoga is mein apny emotion ko control mein rakhna ho ga tab hi hum earning karen gy.
                  • #444 Collapse

                    Bat to thk hay par pir ya bi to patah chaly ky kist time kon sa decsion laina chay profit lainy yya loss bear karny ki kia percentage hony chay
                    • #445 Collapse

                      assalam u alikum g han merai kahayal se yai theek kaha hai apne lalach to wesai bhi aik buri balah hai is se hamaisha nuqsan he hota hai our low patienct walai log bhe is main kamyaab nhi hosaktai is main saber our imandari sachi lagan se karana wala he kamyab tarder banta hai
                       
                      • #446 Collapse

                        bhai Forex mein lalach or emotion ki koi jagha nhe hay yaha per to ap ko patience ki or knowledge ki bhooot sakht zarorat parti hay q kay in sub kay bagheair na to ap achay trader ban sakhtay hay or na he ap kuch kama sakhtay hay,,,.
                        • #447 Collapse

                          bilkul sehi kaha hai app ne i m agree with you yehi waja hai k aksar trader loss pate hain greed sab se buri cheiz hai aggr app is ko control karen ge to app bht zaida earn karen ge or loss kam payein ge ....
                           
                          • #448 Collapse

                            In chezo ki mojoodgi mein kisi bhi bussiness mein kamyabi hasil krna na mumkin hai. Yahan jazbat se nahe balkeh aqal aur hosh se kam krna parhta hai. Lalach mein aa k ghalat trading krny se bhi loss ka samna krna parta hai.
                            • #449 Collapse

                              ye baat to bilkul sach he k agar koi bhi insan agar forex me lalach kary ga ya sabar ka daman hath se chory ga ya phir apny ap pe kabu kiy bagher koi aisa wesa kadam uthay ga to us me yaqenan nuqsan uthay ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                dear brother forex main jo log zaida lalach karte hain wo is main is liye success hasil nahi kar patay k wo is main lalach karte hain or jis say un ko is ki zaida samjh nahi ati is liye un ka loss hota hai is main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X