Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
    Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
    ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
    Happy Trading Members
    :):):cool:
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dost meray khyal main app nay jin cheeson ki nishandahi ki ha main un sab say hundard percent agree karta hon kyun ki yahi wo cheesain hain jo forex bussiness main maximum logon ki nikami ki waja banti hain aur un ki waja say log iss field main kamyab nahi ho saktay
    • #3 Collapse

      G ha ap nay bilkulthek kaha hy jo log forex may greed karte hain and apne emotions ko control nai rakh pate wohi log ziyada tar loss hasil karte hain kiyu kay wo trade may ziyada profit hasil karne ki greed karte hain jis ki wja say un ko loss ho jata hy.
      • #4 Collapse

        Very true and i agree with you that people who are greedy and have low patience are never proof them self a good traders at all, because all these factors are not good factors and trader ko kafi loss hota hai in batoo ki wajah sey.
        • #5 Collapse

          Yes sir apnay sahi kaha hai. ye wo tammam feelings hai jo kam ko tabah o barbad kardeti hai. toh in sab say bachna hoga kiun ke ye sab achi chezen nahi hai . toh please control your negetive feelings.
          • #6 Collapse

            yes, my dear friend you are absolutely right about the Forex trading business. Emotion, Low patience, greed all of this are the obstruct of our Forex trading business. we need to remove this to success in Forex .
            • #7 Collapse

              i think, i agree with you that people who are greedy and have low patience are never proof them self a good traders at all, because all these factors are not good factors and trader ko kafi loss hota hai in batoo ki wajah sey.
              • #8 Collapse

                yes sir you asked very good question.. yes i am agree with you.. gee han jnb apne both aha swal kai hy.. jnb please tell me why did you block my account of instaforex traidgn tollll
                • #9 Collapse

                  In chezo ke kese bhi business main koe ahmeyat nae dani chaheya ku kay yea tamam chezain loss ke taraf lay jati haan na kay profit ke taraf lay jati haan
                   
                  • #10 Collapse

                    Ye to is me jo bhi admi is me aisa kaam karta hai wo is trahan ki feeling se trading karta hai wo kabi kamiyab nahi ho sakta hai is me bht soch smjh kar trading karni parti hai agar kui mistake hojaye aap se phr is se aap ko loss ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      g ha bilkul Forex mein lalach or emotion ki koi jagha nhe hay yaha per to ap ko patience ki or knowledge ki bhooot sakht zarorat parti hay q kay in sub kay bagheair na to ap achay trader ban sakhtay hay or na he ap kuch kama sakhtay hay.
                      • #12 Collapse

                        han g ap ne blkl theak kaha. lalchi log zyada se zyada profit k peechey baghtey hn. is tara wo zyada profit ki bjaiy apna nuqsan ker lete hn. sbr aur tahamul se kaam lena chahie
                         
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                          Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
                          ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
                          Happy Trading Members
                          :):):cool:
                          Ap nay bohat acha seekha, ab ap yeh batao k ap khud say kitnay successful ho in cheezo ko seekh kar? kia ap apni snapshots hamaray sath share karna pasand karo gay? asal may baat karna to asaan hota hay, logo ko samjhana to asan hota hay keh yeh karo aur yeh na karo, lakin jo batanay wala hota hay us ki khud ki progress kia hay yeh koi nahi janta.
                          • #14 Collapse

                            han me is baat se apki full agree karta hoon yahan lalach emotion low patience wale people trader success haasil nahi kar patey haan agar jisko success haasil karni hai woh yahan yeh sab khatam karkey control karne ki silayat ke saath aye jab hi successful honge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes my dear friend you are right that in forex trading business there is no place for emotionals and greedy traders, so if we want to get success we have to get rid of these bad things.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X