Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    han g bht se log lalach mn aa k bht se faisley galat ker dete hn. lalach se un ki ankhon pe patti bnd jati he. orr wo bht se galat faisley kr jatey hn. zaroorat is baat ki he k sooch smj k kaam kia jay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      han g ye bat app ny thek kahi. jo lalach kar jata ha forex ma wo kabi kamyab nai ho sakta. emotions ko control karna chahea. is tra app ko bohat fayda ho ga or app profit earn kar sako gy....
      • #48 Collapse

        g haan jnab is main ager lalch sai kam kary gay to ap is main ap ko loss ho ga and is main ager ap sae kam kary gay to ap loss sai bach saky gay and is main ap zyda say zyda kam kar k zyda say zyda income hasil kar sakty hain and ius main ap apny dreams ko pora kar sakty hiana and is main ap achi trading kar k ik achy trader ban saky gay
        • #49 Collapse

          ap ne bohat achi baat kahi hai log forex mai akar apne emotions par control nahi rakhte or greed karte huwe over trading karte rehte hain jis ki waja se un ki deals clear nahi ho pati or un ka account wipe out hojata hai.
          • #50 Collapse

            forex trading main agar app chaty ho k app ko loss nahee ho tu app ko is main koch bato ka kiyal rakna hogha .ek tu is main app ko pehly forex trading main apni ander si lalach ko nikalna hogha or dosra is main app ko apni emotion ko be control karna hogha tu app is main ek achi trader ban s aktgy ho
             
            • #51 Collapse

              han ji yahi wo bunyadi wajohat hain jin ki waja se hum kabhi bhi forex trading ke business main success hasil nahi kar sakte jab tak hum in cheezon per control nahi kar pate tab tak hum profit hasil nahi kar sakte aur humien always loss hi hota hai
              • #52 Collapse

                Jee bilkul theek jo loag kaamyaabisay business kertay hein un k peechay unki kuch khasoosiyaat ka haath hota hai woh loag hamesha laalach say pak hotay hein,aasani say josh dilanein say josh mein nahin aatay aur apna kaam saber aur hoshmandi say kertay hain
                 
                • #53 Collapse

                  yes this is true i agree with you bro in the every business the lose and the profit is the part of the business. in the forex if you face the lose then it does not mean that you become the disheart and leave the trading rather you should trading with the great spriti. and in the forex if you do the trading with the emotions then also not become the successful peron so you trade with the cool mind this is good for them
                  • #54 Collapse

                    g han ma apki bt sa agree karta hu forex trading ma jo log emotion wagera ko nazar andaz karte ha wohi ache trader ban pate ha q ka ye emotion wager sa apke business ko bht zyada fark parta ha ap apno concentration sa kam nahi kar pate apko pta nahi chal pta aur apko loss h jata ha.
                     
                    • #55 Collapse

                      ye tamaam viruses hein forex trading kay in say bachna nihayal zarori hay agr ye tamaam chezun per kabo na paya jaeiy tu forex may kamyabi momkin nahi , is say bachna nihayat zarori hay
                      • #56 Collapse

                        Lalach aek brbad krne ka nam hai.bori bala hoti hai lalach jis ka forex business mein koi zarurt ni hai.lalach k hote howe ap success hasil ni kr sakte low patience trader mein nakami ki alamt hai.
                        • #57 Collapse

                          That is the truth any time that you are in this business you must try to be very focus for you to be able to place good trade and make good money at any time
                          • #58 Collapse

                            g haan ap ney jo kaha hain bikul teek kaha hain .aur ye newbie k liye acha tread hain ...hum ko khbi b emotions aur daar k sath trading nahi karni chhayeh bas market ko dekh kar achi trade lagni chayeh
                            • #59 Collapse

                              trading

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                              Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
                              ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
                              Happy Trading Members
                              :):):cool:
                              yh bat to ha k ap risk na lain aor na hi lalich krain. agr ap lalch krain gy to phir faida hasil nhi ho ga. to ap k liy bhtr ha k ap ihtiat sy kam lain aor proift aor earning hasil krain. thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                hu ker dicipline mind se trade kerna hu ga or los tu her buisness ka hisa hayis say paraishan nahi huna chahyai wo kabi kamiyab nahi ho sakta hai is me bht soch smjh kar trading karni parti hai agar kui mistake hojaye aap se phr is se aap ko loss ho sakta hai. is tara wo zyada profit ki bjaiy apna nuqsan ker lete hn. sbr aur tahamul se kaam lena chahie
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X