Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1756 Collapse

    jii han bhai app ny jo kaha woh bilkul sahi hai aor trade mai ager emotional ho jain gy too yakenun app loss mai chaly jain gy aor bahot pachtawa ho ga app ko aor ais acha hai app sabr say trade kerain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1757 Collapse

      Greed tu forex trader ka sb sy bara dushman hai. Jo greed aur emotions pe control nahi kar pata wo kbhe successful nahi rehta. Forex mn trading karty waqt patience sy trading karni chaiye. Q k market ki movement sy ap self confidence loose karty hain jis sy loss hota hai.
      • #1758 Collapse

        han dear ye aik good buiness hai i o kahein bi kiajist ahai ye aika cha buiness hai ye aik real buiness hai is mein bahut lalach bhi hota hai ye aik acha buiness hai si ko koi bhi kr lsyta hai ye aik goodbuiness hai
        • #1759 Collapse

          yes you are right bilkul yahan woi kamiyaab hoga jo greed jese bemarii se apne apko baachaa k rakhe ga tou important hai k wo apne ap ko bacahe aur bilkul bhee jaald bazii se kaam na le trading main bohot soch smjh k decion lena hota hai aur jaldii nai karii hotee aur wisely deal karna hota hai
           
          • #1760 Collapse

            Dear hmen is business me lalach or emotions k sath kam nahi krna chahe hmen chahe k hm is business me lalach or emotions ko khtm kar k hi hmen is business me kam krna chahe tb hi hm is business me success ho sakty hain or career b bana skaty hain asay hm
            • #1761 Collapse

              Forex trading mai hamay jin cheezon sai bachna chaahiye un mai lalach emotion aur low patience shamil hai q kay agr hum in sai nhi bachaingay to hamay is mai loss hoskta hai.
              • #1762 Collapse

                Alsoq.asthaddamh is the price index in the forex refers to the currency rate currently in circulation in the market. The price is always the two currencies, for example: EUR / USD, AUD / JPY or USD / JPY. It referred to as the first of the two currencies currency base currency while the second currency is referred to secondary currency. The accuracy rate of up to 1/10000 two currencies (ie until 4 right of the decimal) numbers; with the exception of the Japanese Yen, where the degree of accuracy of up to 100/1 (ie, the second number right of the decimal). Price is always made up of two numbers. The first number is always the offer or sale price, and the second is the demand or the purchase price
                • #1763 Collapse

                  Bilkul aesa he hai bhai mein ne start mein khud in wajohat ki waja se bohat bar loss kiya hai , khas tou per patience se work na kerne se , mein ne hamesha apni geldbazi mein acha khasa profit gain kiya huwa b loss kiya hai , emotion , greed or low patience wala kabi successful nai ho satka hai.
                  • #1764 Collapse

                    Sai kaha ap ny forex main jakd bazi sy kam nai hota na e lalach aur emotional ho k kaam hota hai balkay is main hamyn cool mind reh kar apni soch ko positive rakh kar fresh mind sy kam krna parta hai aur apni galtion sy seekh kar loss sy bachna hota hai aik successful trader kobin sari baton ka bohat kheyal rakhna parta hai.
                    • #1765 Collapse

                      agree with you forex trading me wohi log kamyab hotay hain jo mehnat krte hain or kam profit pe razi ho jaty hain ager koi lalach krta hai to us ko loss k chances b ziada ho jaty hain or loss kr bethta hai aise log forex trading se doore he rahe to behtar hai
                      • #1766 Collapse

                        waqi forex main agar bilkul sadgi se kam kiya jaye tu bhot faida hota hai lakin agar emotional ya greedy ya randomly kam kiya jaye tu loss zror hi hota hai is waja se saf aur suthri trading kren ta k faida main hon
                        • #1767 Collapse

                          Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience hameesha loss k traf he ly jae gi haan kabhi kabhi ager apki luck chal rahi hogi tu may be aap success ho paaen gy but in real aap loss ki traf jaen gy. forex main apko high patience r lalach bilkul bhi ni krni chahey
                          • #1768 Collapse

                            It is very important that the investor knows that Forex trading is not an easy thing, and he must retreat from tradian .bergm Therefore, some mental games are exposure through psychology transaction analysisWhen it comes to trade in the forex market, success is more a question of mentality is what is linked to the same subject matter. Any dealer spent a period of time in this game will tell you that psychology has the functions performed by and has a lot to do with both of your performance profile in the trading arena and with the way the market moves. Winning here depends on your mind you - and your understanding of the way in which it moves the market psychologyPsychological study of the market is not new.
                            • #1769 Collapse

                              Sir forex tradign may laalach emotion low pationce ye sab cheezain apko loss ki tarf lay jati hain is say ap log seeekh bhi nahi saktay hain ye achi cheezain nahi hain in ko khatem kare or kaam ghoor say kare tab hi kcuh hasil ho ga thank u
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1770 Collapse

                                ap ko is ke bare me demo account per kam kar ke apne ap per kabo karna ho ga or yeh baat bhi theek he ke is kam ko karne ke liye ap ko kam se kam aha trader banne ke liye apni investment ko safe rakhne ke liye khud hi kuch idea laga kar or market ko dekh kar lalach or emotion se bach kar trade ko karna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X