Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    Yes mere dost ap ne bilkul sahee baat kahi hae kiunk mere khial mein bhi ye cheezen admi ko forextrading mein loss karati hein kiunk ye earning nahee hone deti hein trading mein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      baat ye hay kay maine jab new trading seekhi thi maine uss time mei gold mei trading shru ki thai maine kuch din kamaya phr gold ki samaj he nahe arahi thi socho kuch ho kuch jata bohat loss keya esliye chorr diya gold
      • #1698 Collapse

        yes dear bilkul theak kaha hai ap ny bilkul forex ak emotion ki game hai emotions ka karobar hai aor zeada tar log is mai apne emotion ko control nahi karte aor loss kar bethte hain
        • #1699 Collapse

          Han thek kha keay yahan lalchi emotional agresive trader kamyab nahi hoty forex main trading karny waly cool mind relex person or agye barhney ke mind rakhny waly he kamyab hoty hain or dusry lalchi emotional mind waly loss kar jaty hain apna.
          • #1700 Collapse

            je main ap ke bat samaj gia hon kah jo log forex main zyada lalach karte hain wo forex se aprofit hasel nahe kar sakte .kunkah wo log bohat zyada lalach karte hain jin ke waja se un ko loss ho jata h .as lae hamin chae kah ham log trading ke doran soch samaj kar or thora thora profit hasel karna chae jo bohat zyada ho jata h .hamin zyada ka lalach nahe karna chae kunkah zyada ka lalach hamin nuksan detta h.
            • #1701 Collapse

              Forex trading mein kamyabi k liye zaruri ha k greed and emotions ko avoid kiya jaye because greed ki waja se hum apna hard earned profit loss mein convert kar detay hain and emotions ki waja se hum apni trades par concentrate nahi kar patay, jis se trading par negative impact parta ha.
              • #1702 Collapse

                Hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmn kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi kiaa kareen hmen mehnat se kam krna chahe is business me hmeshah
                • #1703 Collapse

                  Yes of course that yiu are say the right and I am agree with you. We are adopt the right way and pisyive thinking. Then we are successful.
                  • #1704 Collapse

                    ji han forex pe tarde karnay kay liay apko aik boaht hi baray hoslay ko lana hota hai is liay hi ap is buisness me trade karnay kay liay apko aik boaht hi greed say buch kay hi tarcec ko karna chaiy
                    • #1705 Collapse

                      ghee bhai aap ne bilkul sahi kaha he forex me lalach emotion or low patentce sab se badi dushman he hamari kamyabi agar ham in pe qaboo rakhe tu ham ache trader ban sakt he or acha profit earn kar sakte he
                      • #1706 Collapse

                        Sir mere kheyal may jo log emotion and laalach ya phir jald baazi kay pationce hai un kay liye ye acha business nahi hai ap ko is may saber or bardast ka samna kerna parta hai tab hi ap log kamyab ho saktay hain werna nahi thank u
                        • #1707 Collapse

                          lalachi log forex trading mai bohat nuksan uthta hy or kun ke emotion ke sath nai sochta or zada sai zaida ke terf bhagta hy jis sai usko loose ka samna kerna perta hy
                          • #1708 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha or is business me asy hm success b nahi kr paty hain isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi kareen
                            • #1709 Collapse

                              i agre with you lalch aik lant hai our business aik asi cheez hai gis main lalich jazbat our basary insan ko hamaisha ghlat raha perour nuqsan ke taraf la jatay hain lahaza we must control ourselves in both cases loss or profet.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                g han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe or nah hi emotions lani chahe kyun k agr hm asa karty hain tu hm is business me kafi loss kar skaty hain or apni investment b asy hm sari gawa sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X