Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    ma ap ki baat sa agree karta ho kafi zayda trader forex ma kafi zayda loss karta ha jis ki waja kam knowlage or practice ka na hona or apna emotion ko control ma na rakhna ha is leya har trader ko chaya ka wo zayda sa zayda forex ka nowlage hasil kara or pher trading kara.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      Ji han ap ne bilkul thik bat ki hai ye hi wo main cheezien hein jo ap ki success men rokawt hoti hein or jab in sub se avoid kerty hein tu ap aik successful trader ban jety hein
      • #1203 Collapse

        meray khyal main app nay jin cheeson ki nishandahi ki ha main un sab say hundard percent agree karta hon kyun ki yahi wo cheesain hain jo forex bussiness main maximum logon ki nikami ki waja banti hain aur un ki waja say log iss field main kamyab nahi ho saktay..
        • #1204 Collapse

          aslam o alaikum meray andazay kay mutabik kamyabi hasilk karnay k lia sab kuch chorna parta hai anna lalach emotions kio k ye cheezan hamen lay dubti han sab say bhar k lalach ..
          ye ek bht buri chz hai so in sab say avoid karna chye phr he kamyabi milay ge
          • #1205 Collapse

            g han bhai jan ap nay bohat hi thread post ki hay main ap ko batana chahta hoo kay forex main lalach karny waly log kabhi bhi success full nahi ho sakty q kay forex main humain experience aur practice ki bohat zrorat hoti hai
            • #1206 Collapse

              han bhai jan me aap se agree karta hon yeh business hai he un logon ke lye jin ko is business me sahi se kam karna ata ho or jo log is me emotional na hoty hon loss hone ke baad na he aik 2 profits ke baad is me greed karte hon is me kamyab hone ke lye lalach se bachna hota hai .
              • #1207 Collapse

                i think its totally true bcz inssan ki nature main lalach bhara hia jis ki waja say wo chahta hai k raat o raat ameer ban jaye butt forex main aisay logon k liye koi jagah nahi hai or na hi aisay log kabhi kamiyaab trader ban saktay hai......
                • #1208 Collapse

                  jee jee janaab aap ki baat bilkul theek hai forex mein jo log laalach kartay hain apnay emotions ko control mein nahin rakhtay or sabar say kaam nahin letay wo log kabhee kaamyaab nahin ho saktay
                  • #1209 Collapse

                    Apki baat theak hay forex trading main humay apny emotions ko control main rakhna hota hay aur tab he hum forex trading main acha profit earn kar sakty hay aur theak say focus kar sakty hay.
                    • #1210 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha ye sb cheezen apna sath rkh kar agr hm trading karty hain tu hm kabhi bhi is business me success hasil nahi kar paty hain is business me sb se main cheez sucess hony k liye mere kheal se demo account haa..
                      • #1211 Collapse

                        I underline the variable aspects of this problem, if the analysis is not yet appear what should I do in an effort to increase the quality of trading ..? beg enlightenment because as a beginner trader side of this analysis is very difficult to master.
                        • #1212 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha is business me hm kabhi bhi lalach emotions or low patience k sath success kabhi bhi hasil nahi kar sakty hain is business me agr hmen success hasil karni ha tu us k liye hmen is business me ye sb cheezen khtm karni hogi
                          • #1213 Collapse

                            bhai jee kaam koi bhi ho app ko us mein laluch nahi karni chahyia is thran app ko loss ka samna karna paray ga is liye app laluch se bachna chahyia nahi tu app forex mein kaamyaab nahi ho saktay
                            • #1214 Collapse

                              We can say that success in the Forex market then we are learning, patience and control the emotion.
                              Then we are say that the easy to achieve the goal in the Forex market.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                aapne sahi kaha hay forex main sirf inteligent log or patience walay log or confident walay log kamyab hote hain low patience greed walay log or over confident people iss main nakam ho jatay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X