Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    G han me app ki baat se garee karta hn is business me kabhi aik low patience ,emotions,or lalachi bnda is business me kabhi bhi success nahi kar pata ha agr hm ye b cheezen khtm kar k trade karen gyn tu hm is me jaldi success kar paty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      agr ap k pass experince nhi ha tab ap is main kamyab nhi ho sakhty hain is ley is main greed nha ki karain agr ap is main greed karain ge to loss k swa kuch b hasil nhi ho ga is ley is main greed nha kia karain
      • #1143 Collapse

        en sab bato ko choro gy to trading slowly slowly kro gy to ap es me success ho jao gy mgr emotion lalach sab ko chorna ho ga to fr ap ko koe be problem nahe ho ge es le try krna lazmi he must he aham he pele learning is the must in success ke le fr earning
        • #1144 Collapse

          trading mea ap ko lalacha and emotion ko control mea rakhan chaheya and is se ap ache trader ban sakte ha and benifit hasil kar sakte ha
          • #1145 Collapse

            my dear friend you are absolutely right about the Forex trading business. Emotion, Low patience, greed all of this are the obstruct of our Forex trading business. we need to remove this to success in Forex .
            • #1146 Collapse

              G ha ap nay bilkulthek kaha hy jo log forex may greed karte hain and apne emotions ko control nai rakh pate wohi log ziyada tar loss hasil karte hain kiyu kay wo trade may ziyada profit hasil karne ki greed karte hain jis ki wja say un ko loss ho jata hy.
              • #1147 Collapse

                yes ap bilkul shi kh rahy ho main b is baat sy aagree krti hn k jo insan lalchi ho ar sabar na rkhta ho wo forex main kamyabi nahi paa skta is liy ap ko forex main sabar sy kam lna pry ga ar lalch khtm krna ho ga
                • #1148 Collapse

                  greed kiis buinses mei koi bi jagah nai hai is liay hi apko si buinsess mei greed ko zara bi jagah na day agar apko profit dekh raahy hai tu is ko cober kar lay
                  • #1149 Collapse

                    bhut sari aise chezien hein jin se bachna chahiey on mein se ye bhi hien jo ke ap ne btai hein
                    is mein hamein in ko follow kanra chahiye is mein fyda hota hy
                    • #1150 Collapse

                      Those trader who do not have control on their greed , emotions ,patience and many more things will not acheive success histroy of forex say this.
                      • #1151 Collapse

                        Apki baat sahi hay agar hum forex trading main lalach ko control main nahi rakhy gay aur emotions ko bhi apni trading par havi karen gay to hum kabhi bhi forex trading say profit earn nahi kar sakty so humay chahiey keh market main fresh ho kar trading karen.
                        • #1152 Collapse

                          hang forex ma aany k liye ye 4 tools hony bht zarori hy ..otherwise ap taraaqqii ni kr skty is ma ...dont loose ur hope ever ,, insaan ko hr kam ma faida b hota hy or nuqsaan b yr .its okaya..hal yehi hy k achay skills k sath is field ma aaye ....
                          • #1153 Collapse

                            meray khyal main app nay jin cheeson ki nishandahi ki ha main un sab say hundard percent saktay hay so ap ko bilkul relaz hu ker dicipline mind se trade kerna hu ga
                            • #1154 Collapse

                              Very true brother. Greed, Impatience, Needless Urgency and factors like these always lead to failure in whatever business we are in, especially in Forex Business. Ideally, one should wait for right opportunities to come and then hit, success is ensured.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                mein ap ko bt dopn is me kuch log is lye achy trader nhi bn pate ku ke wo apne lalach or emotions ko control ni krte agar ap ek kmyab trader banna chhte hain is kle lye ap ko chahye ke ap lalach na krein or apne emotion ko qabo me rkhein or high patience se kam lein tb hi ap ek achy tader ban skty hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X