Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    ji han forex me bhai jan lalach karne or low patients ke sath kam karne wala banda losses he uthata rehta hai agar is business me losses se bachna ho to ham ko is me kabhi bhi emotional ho kar trading nahi karni chahiye warna loss he loss hota jaye ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k forex trading mein jo lalach,emotions aur low patience ko avoid karty hain wo successful hoty hain kyun k in ko avoid karny say mistake ka chance kam hota hy aur easily profit earn ho jata hy
      • #1293 Collapse

        bilkul sahee kaha forex trading aik aisa businesss hay jiss main laalach emotions or sabar na kernay walay loog survive nahe ker sakay unko mostly loss ka samna kerna perta hay..
        • #1294 Collapse

          Yes app ne sahi kaha ha is business me kabhi bhi lalach emotions or jald bazi waly kabhi bhi is business me success hasil nahi kar paty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hm in sb cheezon ko rkh k kabhi achi earning nahi kar skty haain
          • #1295 Collapse

            YOu are right dear brother agar yeh mistake our yeh powerful ik trader k pass ho tu who kabi loser nahi ho sakta hai brother ho ga but who ba month may koi ik or 2 trade dear brother because market may who most powerful information lay kar enter howa hai
             
            • #1296 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha jo log ye sb rkh kar trading karty hain wo kabhi bhi is business me success hasil nahi kar paty hain isi liye hmen chahye k hm ye sb cheezen khtm kar k hi is business me trading kareen ta k loss se bach sakyyn
              • #1297 Collapse

                g han aap bilkul sahi keh rahey hain k trade main lalch,emotional or low patience logon k liey koi jaga nhi hey is liey trade ko join karney sey pehley in baon ko samjh lena chahiey or in ope control karna chahiey takey trade main success hasil ker saken.
                • #1298 Collapse

                  dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k forex trading mein lalach,emotions aur patience waly kabhi successful nahi hoty kyun k trading ko patience k sath karty hain ta k koi mistake na ho kyun k choti si mistake bohat bara loss dy sakti hy
                  • #1299 Collapse

                    Yes u r right. Greed must b avoided every where not only in forex. Greed leads to loss which is very saddening for traders and when they can't recover their loss they feel disappointed. So I guess better avoid greed in beginning than crying in the end and make profit in slow but planned pace
                    • #1300 Collapse

                      bilkul, mere saath b aisa ho chuka ha k ma nei bohat zyada earning krny ka lalach kiya tha, or emotions b zahir si baat ha k out of control thy to is surat mein mujhy double loss ho gya tha.
                      • #1301 Collapse

                        Trading main successful na honay main bunyadi wajha ya ha kay ham trading main lalach say kam kartayhain or is main ham emotional ho kar trade kartayhain or is main ham without patience ho kar trade kartay hain .
                        • #1302 Collapse

                          i think kay agr ap forex may lalach kro gay tou ye ap kay lye ha bad ho ga agr ap lalch kro gay tou ap buhat he bari galte kr rahy ho kiu k lalcah krny sy apka account loss may ho sakta ha.
                          • #1303 Collapse

                            Assalam o alaikum bhai jaan me to abe new hon me ap k baat se agree hn hum trading karty waq sabbar se kaam leye chay ha age hum jald me me emotion ho kar kaam kary han to hum bhot loss ho gai ga
                            • #1304 Collapse

                              forex trading business mein lalachi insan kaliaye koi jagah nahi hai. agar hum lalachi hain tu hum forex trading business mein kabi kamyab nahi ho sakte. es main apnay emotion ko control krana chahaiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                mera bhi yeah khayal hain hum ko kabhi bhi zindagi kay ksis bhi mamlay main lalach nahin kerni chhaiyea forex trading main kisi kisi din hamari luck bohut hi saath dey rahi hoti hain tu us din hum bohut achay profits bana leytay hain is ka yeah matlab nahin kay hum lalach kertay chhalain jaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X