Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1306 Collapse

    yes dear you are right.Trading mai emotions or greed ka koi kam nhi hai or jitna ho skay hmay in cheezo say door rhna chahiye Q k greed say hmesha kbi b kisi ko benefit nhi mila blkay los hi huwa hai or agr hmay trading say loss ho jata hai to hmay gussa nhi krna chahiye or na hi emotional ho kr market k against jana chahiye.is say b hmay bohat c difficulties ko face krna pr skta hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1307 Collapse

      saalam bhai jee app forex mein kaam karin yaah koi bhi kaam karin app ko is mein laaluch na karin yaah app kaay liye acha nai hai app ko is se bachna chahyia ????????????????????????????????
      • #1308 Collapse

        g bahi bilkul theek kaha apne ke ye hi saari mistakes hoti hain jo ek new trader karta hai,agar wo in sb cheezon ep qaboo pa le,to phir ek achi earning start kar sakta hai aur forex ko apna carreer bana sakta hai,is liye new traders ko chahiye ke wo in cheezon ko pehle se focus karen.
        • #1309 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
          Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
          ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
          Happy Trading Members
          :):):cool:
          et
          Main is baat se agree krta hu k forex main lalich ap ko loss deti hai lalich se avoid krna chahiye,,emotional nae hona chahiye forex main jo bnda forex trading main emotional hota hai wo kbhi success hasil nae kr skta,,forex main hmain patience se kam krna chahiye,,forex main loss bh hai or profit bhi hai,,loss se pareshan nae hona chahiye,,in 3 cheezon se avoid kren...
           
          • #1310 Collapse

            g han forex ho ya life ka koi b maidan ho kisi b sorat main lalachi, emotional aur low patience wala insan kubi b kamyab nai hota. aisay log hamaisa apna nuqsan hi kartay hain q k wo kam milnay pa shukar sada nai kartay aur zayada ki lalach mai kam say b jatay hain,
            • #1311 Collapse

              My dear friend Very true and i agree with you that people who are greedy and have low patience are never proof them self a good traders at all, because all these factors are not good factors and trader ko kafi loss hota hai in batoo ki wajah sey.
              • #1312 Collapse

                Well in my own opinion i believe that forex is a very profitable business but you must understand that in forex theere is no room for emotion because emotion lead to poor trade analyses. i think that you must be patient and discipline at all time in order to succeed in forex
                 
                • #1313 Collapse

                  Assalaam o alaikum g haan forex trading mein wo success nei karpate hain jo lalach karte hain ya trading karte waqt emotial hojata hai ya jo be sabra hai kyun k agar aapko forex tradin mein kaamyaab hona haithen aapko chahiye k insub cheezon se bachke aur experience aur sei strategy k sath trade karni chahiye tarders ko
                  • #1314 Collapse

                    g main apki baat say agree hon q k zaida tar log lalch main a k apna sara paisa nuksan kar daity hain lalich kabhi nahi karna chahay is say insan 2 din ki khushi dekh pata hai or umer bhar nuksan yhi misal forex ki hai forex main jald bazi nahi karni chahy na hi laich ...
                    • #1315 Collapse

                      jee han dear bilkul theek kaha hy ap ny ... ya main reasons hoti hain jin ke base pa trader kamyaab nahi ho paty hain .... agr hm greedy ho k kaam naa karen or during trade apny emotions ko kabu me rakhen or sabr ka muzahira karen tau hm achy trader b ban skty hainj or kamyaab b
                      • #1316 Collapse

                        Dear all pakistan forex fourm members Asslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalahu wa dozkh haramahu bhai ne boht achi bat kay zariye se un logo ko pagam dia hai jo kay immotions aur greed se kam letay hain aur loss kr letay hain..............
                        • #1317 Collapse

                          yes dear mere khiyal main ap theak kaha hai dear waqiye hi forex main dear aise kafi log forex main profit gain nhi ker pain gey mere khiyal main ulta nuqsan ker baithey gay dear to so unhen forex main och samajh ke sath trading kerni cahhiye
                          • #1318 Collapse

                            han ji forex ke business me lalachi banda kamyab ban he nahi sakta hai is business me patience ke sath kam kara jat hai jitna aap is me careful rehty ho utna he is business se aap ko kamyabi hasil hoti hai yahi business hamari life bana sakta hai is me carefully chalna chahiye sab ko .
                            • #1319 Collapse

                              han yar ye tw hai k lalach insan ko andha bana deti hai jo boht burii baat hai may tw mazid ye bhi kehta hun kay emotion business me nahi honi chahiye or mehnat karni chahiye...
                              My LIfE mY rUl3 .. :p:cool:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1320 Collapse

                                Bahi jan aap nay thee keha hay key forex main low experience and laluch and emotion per contrl na hona sab success nahi karnay deti trader ko success honay kay liay en sab things per control karna ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X