khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

    Dear bath sahi hay laykin iss kay liya aap ko seekhna hota hay jo kay har koi aap ko nahi sikhata hay wo aap say paysa talab karta hay kay aap us ko paysa do to wo aap ko tips dayga nahi to wo aap ko koi paysa nahi dayga iss waja say zarori hay kay aap kaam ko seekho sirf apnay par hi depend na karo.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

      g han dear hum ko apna work khamoshi aur mehanat sy krna chahye hum apny work men jitna mehnat kren gy hum ko es men utna he acha profit ho ga hum apny kam ko jari rkhen aik din hum ko kamyabi mily ge ye tb he hoga jb hum rozana ka kam rozana he kren gy aur apni zindgi me time table bna kr he kam kren gy

      اب آن لائن

      Working...
      X