khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi
    Assalamu Alaykun

    khamoshi say kam karain, mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

    assalamualaikum dear Forex trading member main aapki baat se bilkul agri duniya mein Ham usi ke sath Forex trading market mein simple trading steps lete hue kam karna hoga aur multiple trading strategies to use karte hue kam karenge to hamen jyada kamyabi milegi aur ham achcha trading market ko analyse kar sakte hain understand kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aqib bahi پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaykun

      khamoshi say kam karain, mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

      Thanks
      ji han janab aapane bilkul sahi kaha ismein Agar aapko start mein Na kami bhi hoti hai aur aap isase profit nahin uthate to bhi hamen hosla nahin karna chahie Mal ke is business mein apne aap ko kamyab karvane ke liye mehnat karte rahana chahie kyunki jitna Ham ismein jyada mehnat se kam karenge itna hamen ismein jyada fayda Hasil hoga.
      • #4 Collapse

        Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

        aoa..ji Han bilkul AP ne sahi kaha hai k hamain forex forum per mehnat se Kam kerna chahea..ho sakta hai k hamain mehnat ka results dair se Mily lekin..zarur Mily ga..is Lia agr apko kabi loss ho b jata hai to mayyoos na hn balke khoob mehnt karain..jab apki mehnat apk sath ho gi to phr apko kamyab hny se koi nhi rok sakta..is Lia AP apni mehnat jari rakhain uska silla apko Allah de ga..AP kbi mehnat kr k mayoos nhi hn ge
        • #5 Collapse

          Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

          G dear bilkul q k job k time hamy chup reh Kar mehnat krna prygi. Q k agr hm apny Kam par constrt krygy to hi kamybi hasil krygy or mehnat krygy .q k Forex main hmra Kam or mehnat bolti hai.jo hm earn Katy hai .
          • #6 Collapse

            Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

            Mujhe bilkul theek kaha hai aapane ki Hamen mehnat Khamoshi ke sath Karni chahie promotion ke sath mehnat Karenge to uska Hamen fal Jarur Milta Hai Jo bad Mein Sab Ko Najar Aata Hai isiliye Hamen chahie ki Ham apni mehnat Twaja De aur apne kam Maslzeed Behtar Karen Aakar Ham Achcha profit aur bonus Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

              Assalamu alaikum my dear friend ji han friend aap ke baat bilkul sahi hai Huma khomashi k sath mehnat krni chaiya Jo mehnat khomashi c ke jti hn Allah pk as k phaal zoar dta hn Huma har km chp KR k ar mehnat k sath krna tb he hum kamyab ho ga q k forex forum mangta be mehnat hn Jo log mehnat krta hn wo nakam be nhi hota as liya huma apna hr km khomashi are mehnat k sath krna chaiya
              • #8 Collapse

                Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

                G hy bilkul forex online business hy is main hm jitni mhynt kra ga konwldg or experience sa achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga jitni narky ki mouvmnt ko semjh GA utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

                  han ji bilkul sahi baat hai aap log masi se kam karna is per second trading trading Kya hai isko sikhen free aapko is profit hoga theek hai na aise aap ko free mein kuchh nahin milane wala yahan se aap log is per kam kar saken aur jyada se jyada is per main Karen
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

                    han ji kya hal hai Chand ji bilkul sahi baat hai aapane trading mein profit loss chalta rahata hai na kami hoti rahti lekin apna aankhon mein Khushi se Kam Karen theek hai na to aap to bilkul fikra karne ki jarurat nahin hai trading Karen ek din ek din jarur aap kamyab Ho jaenge
                       
                    • #11 Collapse

                      Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

                      WALIKUM ASSALAM g bro apne bilkul thek kha me apki bat se mutafiq ho q ke apka sawal kafi acha hai hame chiaye ke agr ham mehant kren to ham kisi ko bta kr nh kren mehant kamoshi se kren q ke jb ham mehnat me shor nh kren ge to hamari kamyabi ek din khud bole gi to hame chaiye ke mehnat kren forex pr or achi earning kren
                      • #12 Collapse

                        Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

                        khamoshee se kam karain mehnat karain or kamiyaby ak din khud bolay gee, ye but mana khez words he ager insan apna work khamose ke sath karta rahe unke mehnat zian nhe hote or ik din kamayabi unke pass zaroor aigee, ye hota he mehnat ka phal, or inkie ailawal Forex trading work to mashallah buht easy he ager koi time to time inme kam karta rahe or kamyabi unkko miltee he jaigee, inme koi shak nhen.
                        • #13 Collapse

                          Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

                          han ji bilkul shuru shuru mein Jo Bhi trading mein nahin aata hai na usko naka milati hai usko loss hota uska nuksan hota hai to is baat ka bilkul tension lene ki jarurat nahin hai aap log ek din jarur aaega jab aap log kamyab Ho jaenge theek hai na baat nikal denge aap kabhi bhi nahin kamyab ek din aayega aap log
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

                            Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye hard work hamare liye bahut hi zaruri hai isliye Forex mein hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie jisse Forex mein ham kamyab sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex trading mein hamen himmat nahin harni chahie balke Forex mein himmat our housale ke sath work karna chahie aur Forex trading mein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur Forex trading mein profit ki tarah loss ko bhi accept karna padta hai jisse Forex mein ham kamyab sakte hain aur Forex trading main loss dekhkar hamen pareshan nahin hona chahie balki loss se learn karna chahie aur forex mein zyada se zyada work karna chahie jisse Forex mein hum achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: khamoshi say kam karain mehnat karain aur kamiyabi ak din khud bolay gi

                              Bilkul sahi Kaha aapane halaku Khan Naam Ke Jab aap kaun se kaam karte hain aur mehnat aap kamyabi se Kahate Hain Jab aap ki kamyabi Shor Mach Jayegi to Fir Logon Ko Pata chalega kya is Bande Ne Mera Kaam school se aur Khamoshi se mahine Ki Hai Ab uska sirf Sunday ko mil raha hai to aapko is chij ko Chanda send karna chahie ki aap Khamoshi ke sath Lene Karen aur Apna Kam Karte Hain To jo aap ki kamyabi Hogi vah aapka Shor machayenge is Forum ke upar kam karne ka sabse behtarin Tarika yahi hai ki aap chijon ko acche Se Lekar Chale aap apna kaam karte hain apni Puri Karen Uske bad FIR aapko Kamyab hone se koi nahin rok sakta aur FIR Ham Apne Faisla aapane use per Chhod denge aapane mehnat kar liye usmein at Castle aapko Mil Ke Rahega otherwise Kuchh Bhi Nahin ho sakta aapko minut Ka Sila Milega Jarur milega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X