Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    yes ofcoure bro forex is a hard working bh but agr hum apne mehnet se is ko apne lye easy bh kr skte hai ab ye aap pe depend krta hai k aap easy chahte hai ya hard ?
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      G bilkul main b agree hun apki is baat sy trading buht acha business hy is main time ki koi pabandi nhi hy, ap kisi ko jawab dy nhi hoty . hum kafii paisy kama skty hain bus thora sa hardwork kar k .
      • #333 Collapse

        Yes bro you are right that forex trading is a hard working business and not a shortcut business if we use shortcut business so our loss chance is very high and profit chance is low.
        • #334 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
          dost meray khyal main ye baat teek ha ha forex bussiness main admi ko kamyabi kay liya laga taar mehnat karni parti ha tab hi app agay ja saktay hain aur yahan slow and steady chalna parta ha but yahan pe kamyabi ki koi short cut nahi ha
          g bilkul agar long time success chahty hoto per learning ko bhe jari rakho or esko stop na kro. Q k learning ke koi limit nahi hoti oor jitna ziada hon utne he ap ziada confidence me hogy..
           
          • #335 Collapse

            Yes my friend you are right and I agree with you that Forex Is calculating employed mercantilism.Not Cutoff Method of earning But If you human benevolent mart knowledge and trading receive and then It can be make you a millionaire in a short time.
            • #336 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: tanu پيغام ديکھيے
              Yes my friend you are right and I agree with you that Forex Is calculating employed mercantilism.Not Cutoff Method of earning But If you human benevolent mart knowledge and trading receive and then It can be make you a millionaire in a short time.
              ji haan sahi bat hai yeh to iss business ko jo log shortcut tareekon se karne ki koshish karte hain unko iss me aksar loss he milta hai or meri nazar me forex business me shortcut kabhi bhi choose nahi karna chhaiye .
                 
              • #337 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                Members hum Forex ki basic ko nahi theek se samaj patay jis ki waja se hum Forex main fail ho jaty hain.Ager hum achi learning or experience jab hasil kar lety hian tu hum asani se yeh bat samaj jaty hain k Forex ik acha business profitable es leye hain k yeh ik hard working busienss hai jis mai trader apni mehnat se skill,experience and knowledge ko hasil kar k earning karta hai.Yeh short cut method of earning nahi hai k jis mai hum apni luck ya ideas ki base pay earning karain
                Hope hum yeh samaj jain k hum es main proper mehnat kar k he achi earning kama sakty hain.
                Happy Posting and Tradings.
                :cool::cool::cool:
                g han dear forex aik bohot hi acha online business hai jis par hard work kar k hi khud ko succes gain karwa saktay hain , ager ham is par earn karnay k liye shortcut methods ko use karen gay to hamen losses ka samna karna paray ga or is taha copy paste karnay say hamara account b block ho sakta hi
                 
                • #338 Collapse

                  apni mehnat se skill,experience and knowledge ko hasil kar k earning karta hai.Yeh short cut method of earning nahi hai k jis mai hum apni luck ya ideas ki base pay earning karain
                  Hope hum yeh samaj jain k hum es main proper mehnat kar k he achi earning kama sakty hain.
                  Happy Posting and Tradings.
                  • #339 Collapse

                    Dear forex is hardworking business ha, is main humain mentally hardworking krna hit ha. business ko smajhna hota hy or is k elawa is main strategies ko smahjana , is say k humain future mai tade krny main decision leny main asani hi jati ha.
                     
                    • #340 Collapse

                      forex is not heard work business .many forex trader believe that forex trading easy work and easy success in life.
                      • #341 Collapse

                        ye dunya ka sb se bara bussiness ha aur yehi waja ha jitna bara ha otna hi mushkil b ha jis ki waja se isme profit ya loos k chance b otne hi zyada barh jaty ha so apko is cheez ka khas khyal rakhna chahya
                        • #342 Collapse

                          forex ko aagar aap achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir yeh apke liye bilkul hard nahin hota hey aur phir aap is main easily work kar saktey hain aur is sey achi income hasil karne main kamiyab ho saktey hain.
                           
                          • #343 Collapse

                            jee han main ap se mutfiq hon ke orex trading main kam ker ke ap log asni se achi earning hasil ker sakte ho agar ap ko forex tarding main kamyabi cheye to ap koa chi earning bi mile gi iss lye learning ke baagr posible nahi hi
                             
                            • #344 Collapse

                              There is no shortcut method of earning in any business of the world as well as forex.specially forex mein by chance koi trade hit ho sakti hai laikan ap es ka koi short cut nhi nikal sakty.jab tk ap mukamal tayari k sath trade karain gy balke short cuts k chakar mein rahain gy to phir ap chakron mein ha rehain gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                is bat se mai agree kerta hun k forex ek hard working business ha lekin isme agr ap ziada balance k sath trade kerte hain to ye best rehta ha mostly kam profit lena or longer trade kerna mere liye isme hamesha best raha ha most of time jab maine short trading ki ha prob face kerna perti ha muje lekin longer trades me mai stress free rehta hun

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X