Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    forex kafi muskil kam ha is ma kafi mahnet karne parti ha is ka koi shortcut tareqa ni ha jb b ham im ma shortcut tareqa use karne ka khosish kaerta ha to ham ko is ma loss hon ka chancess hota ha waisa b ya zayda kam ni ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      dost meray khyal main ye baat teek ha ha forex bussiness main admi ko kamyabi kay liya laga taar mehnat karni parti ha tab hi app agay ja saktay hain aur yahan slow and steady chalna parta ha but yahan pe kamyabi ki koi short cut nahi ha
      • #363 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: david99 پيغام ديکھيے
        dost meray khyal main ye baat teek ha ha forex bussiness main admi ko kamyabi kay liya laga taar mehnat karni parti ha tab hi app agay ja saktay hain aur yahan slow and steady chalna parta ha but yahan pe kamyabi ki koi short cut nahi ha
        haan sahi baat kahi hai is ko learn kar ke iski proper knowledge gain karne wala he is me kamyab ban sakta hai or iss se earn kar sakta hai so meri nazar me forex aik great business hai .
         
        • #364 Collapse

          Forex is the work from which it can achieve a lot of money and I see that the hard work required for success in Forex but will not learn easily, but needs time
           
          • #365 Collapse

            Forex without any doubt hard working base business he magar meri opinion mein shortcut bhi he jaldi rich honay ka, agar ap es mein trading karin to kuch hi days mein ap rich ho sakty hein means in few hours, magr jaldi kabhi bhi na karin.
             
            • #366 Collapse

              i agree with you that forex is a hard working business. there is no shortcut method to get success in the forex business. our hard working will bring success for us in the forex business.
                 
              • #367 Collapse

                forex is very very big bussniss and very great and nice bussniss jo hamy future badlny ka rasta dikhata hai ham is pe apna mind / dimag use kerty huye bussniss start ker skty hain ye kaam itnaa asaan bhi nahi hai or itna mushkil bhi nahi hai bas baat is ko samajhny ki hai jis ny samajh lia wo kamyab hai is mai
                • #368 Collapse

                  ji bhai ap ne bilkul theak baat kahi hai forex koi game nahi jis ko har koi thora se seekh kar karle foreex k liye hum ko proper learning karni hoti hai or is ki full knowledge or experience hasil karna hota hai jis ki waja se hum is mai profit earn karte hain warna hamesha loss he hota hai.
                  • #369 Collapse

                    Short-cut kee agar aap addi hain to phir Forex trading mein aap koo khas ihtiyat kee zaroorat hai aur Forex trading mein zyada wahi loog kamyab hotee hain joo fundamental aur technical analysis koo achi tarhan study kartee hian
                    • #370 Collapse

                      bilkul ap thek keh rahy hain forex trading itni asan nahi hay bager sekhy aur is kay bary main janeny kay forex main kamyab ni ho sakty..is main zarort hoti hay sharp cool aur fresh mind ki.. is kosekhny kay wasty time dena parta hay...
                      • #371 Collapse

                        initially i also do short cut for immediate earning but face lot of losses, avoid shortcut method of earning make proper plan and trade with discipline will definitely give profit
                        • #372 Collapse

                          jab b koe buisness start karte hain to us mai mahnat karna lazmi bat hai qk ap mahnat karoge to phal zarur milega... bina mahnat k koe b kam nahi hosakta khas tor pe forex mai hum jitni mahnat karenge utna hamen profit hoga
                           
                          • #373 Collapse

                            bhai har kam hard zarur hota hai, pesay kamana itna aasan nhi hotey lekin ager aap isko apney sar per sawar na kar k trading karain tu, or is main koi shortcut tareka nhi hai is main aap ko proper chanel chalna hota hai or ye is business ki boht achi baat hai.
                            • #374 Collapse

                              forex ko asaan nahi laina chiyay. forex aik hard work hai ais main koi koi log kamyab hotay hain. forex main loss buhat hai. ap ais business main apna balance khatam kar daitay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                ya every work want hardworking ese tarah forex mein be day by day working karnay se he es mein improvement ho sakti hai aur experience hasil ho sakta hai thankful for question
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X