Planning me mazbot strategy rakhen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planning me mazbot strategy rakhen.
    Planning karte waqat apne confidence pe bharosa ho aur apki strong strategy honi chaheye. Kabhi bhi mutazabzeb ka shekar na hona. Bulke khud pe bharosa karke aghaz karen. Forex Trading me planning bohut acha idea hai. Planning hi k zarye se hum apne leye aik gaol banate hen aur pher ko complete karne ki koshash karten hen. Planning agar hamari achi hogi to hamen kamyabi bhi achi aur behtareen mele gi. Is waja se jab bhi planning karen to cool mind k sath karen kabhi bhi jaldi na karen. Aur planning k bagher hamen nahi chalna chaheye. Agar hamari planning kesi khas point pe nakam hoti hai to hamen apni planning par aik dafa pher se nazar sani karni chaheye. Aur ghaltion ko darust karna chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

    jee han jo trader forex trading main kamyaab hotay hain un ki yehi pehchan hay k wo trading plan k hisab say kaam kartay hain and un ki strategy bohat hi strong hoti hay tabhi unhain kamyabi milti hay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

      Walaikum assalam dear friend ummid karta hun ki aap bilkul theek Honge aur apni training ko injoy kar rahe Honge Jab Bhi Ham Kuchh open karte hain to planning 1 hectare Hota Hai Ek important factor hai joki aap ki sari trading is per depend karti hai ki aapki strategies Kaisi Hogi aapane kab inter hona hai kab exit hona hai market se to yah sab chij hai aapki planning may include hoti hai aapane apni capital ke hisab se risk Lena hota hai money management ke sath Chalna hota hai apni strategies ko Is Tarah Rakhe ki aapko Kabhi bad Mein Afsos na ho aap bhi thoda time Le technical analysis acchi Tarah Karen Kyunki market ko friend ko samajh mein Kafi time lagta hai to aap apna pura time Le aur majbut planning ke sath aap inter Ho Racha profit Hasil kar sakte
      • #4 Collapse

        Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

        Walekum Mere Pyare dost Ek Aisa strong business hai Jiske Liye Hamen strong. Ki jarurat hoti hai strong planning chup hai aur strong strategies ke pass hai acchi Tarah trading nahin kar sakte Agar Kisi bhi trader ko forex market se profit Hasil Karne Ki Lagan Hai To usko chahie Kyon vah sabse pahle strong planning Karen apni trading ke liye aur apne liye ek target set Karen aur majboot planning ke sath use target ko achieve karne ki koshish karen Fox Business mein planning ki bahut jyada importance hai aur Hamen is importance ko ignore nahin karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
          Planning karte waqat apne confidence pe bharosa ho aur apki strong strategy honi chaheye. Kabhi bhi mutazabzeb ka shekar na hona. Bulke khud pe bharosa karke aghaz karen. Forex Trading me planning bohut acha idea hai. Planning hi k zarye se hum apne leye aik gaol banate hen aur pher ko complete karne ki koshash karten hen. Planning agar hamari achi hogi to hamen kamyabi bhi achi aur behtareen mele gi. Is waja se jab bhi planning karen to cool mind k sath karen kabhi bhi jaldi na karen. Aur planning k bagher hamen nahi chalna chaheye. Agar hamari planning kesi khas point pe nakam hoti hai to hamen apni planning par aik dafa pher se nazar sani karni chaheye. Aur ghaltion ko darust karna chaheye.
          Jb ap apni education or learning is had tak complete krlete hu k ap market mai trading start kar sako to next step apka ata hai trading plan banana or use strictly follow karna, jese k ap market mai new ho to ap trading setup analyse karnay mai thore bhut roles ko ignore kardete hu q k apko us waqt market ka experience nahi hota hai, esi waja say trading plan banana bhut zarori hai ta k ap un choti choti cheezo ko bhi follow kare jese ap ignore kardete hai chota samjh kar or ahista ahista jb ap apnay plan ko daily routine mai laingay or daily basis pay follow karengay to wo apki adat ban jaigi, us k bad apko zarorat nahi hugi daily apnay plan ko deikhnay ki.
          Last edited by ; 11-05-2020, 10:45 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

            G han planing kiya hua kam ba asani or ehsan triky sy hota h hmein chye apny kam ko plan krein market m entry or exit ki planning knsa kam kb kis wkt krna h hr aik bat ko plan krein agr hm bina plan kiyey kam suro krein gy to aik to proper manage nh kr paen gy or upr sy hm time b waste krein gy planned kam sy time b save hota or kam b ba asani jesa socha hota hojata h
            • #7 Collapse

              Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

              Acchi planning se hi koi bhi member apne kam ko bhi achcha kar sakta hai aur use planning ko banaa lene mein bhi members ko kafi jyada soch aur samajh kar hi kam karna hota hai aur uske bad hi member trading ne bhi kamyab ho jaate hain aur uske bad hi aisa hota hai ki members pak form per bhi apne kam mein kamyab hote hain isliye member so chahie ki vah planning ke sath hi kam kiya karen
              • #8 Collapse

                Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

                G bilkul right jo log market ko bina sochey samjhe Kisi bhi pair pe lot laga ke profit ke wait ma hote hain aksar loss hi hota ha ya agar profit ho bhi jaye to bohut kam hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

                  Ji sahe kaha ap na, strategy bht important role play krti hai kisi b business mai, wohi business success achieve krtah jin ke business strategy best hti, because strategy achi ho ge tu ap k business k sb goals nd objectives achieve ho jayn gah.
                  • #10 Collapse

                    Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

                    Morning mein hamen sab kuchh samne rakhte hue planning karni chahie kyunki jab Ham planning mein kisi chij Ko ignore karte hain to hamare liye nuksan kyon banti hai jab Ham planning karte Hain to hamen apni strategy apna account capital aur sab kuchh lot size sab kuchh samne rakhte hue aur jeene mein rakhne mein planning karni chahie agar hamari acchi hogi tabhi hamara kam achcha hoga acchi yad nahin hogi achcha experience hasil hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

                      Forex trading mein kam karne ke liye ek behtarin planning strategy Ka hona bahut important hai kyunki Forex trading mein kam karne ke liye aap proper strategy ke sath working karte hain to aapko ismein aapka balance safe rahata hai aur office mein behtarin trading karke behtarin working karne ka kamyabi se hasil profit Le sakte hain
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • #12 Collapse

                        Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

                        Ji han bilkul hamen chahie ki Ham planning mein majbut strategy rakhen strategy bahut important role play karti Hai kisi bhi business mein vahi business success achieve karta Hai jinke business strategy best hai because jab aapki business strategies jabardast hogi to aap kabhi bhi maar nahin khaoge aap life mein kamyab ho jaaoge yaar mere khyal mein aap logon ko achcha kam karke achcha kam kar ke aage jaane ki jarurat hai yaar aap log mehnat karte rahen inshallah FIR aapko kamyabi jarur milegi
                        • #13 Collapse

                          Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

                          Good Stradgy say hi aap Agar Pakistan Forex Mein acchi plan banaenge to aapko absolutely Achcha profit Milega acchi planning Hi Se Achha target pura hota hai jo bhi acchi purani Banakar post nahin karta Kolkata kattura Nahin Hota Unse Puri post Nahin Hoti Aur Is Tarah Aur ko bahut pareshani Hoti Hai Hamesha plan banae Achcha target pura Karen aapko accha Sa fayda Milega Achcha fayda Ke Liye Har ki koshish karta hai jo bhi acchi koi chij nahin karta acchi planning Nahin banata unko absolutely Achcha Sa bonus Nahin Milta aur unko last hota hai 9 se aur ko bahut pareshani hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

                            Hamen chahie ki Ham apni trading ki planning Mein different strategies ko utilise Karen aur jis strategy se ham friendly Ho Jaate Hain ya FIR Jo strategy Hamen acche result provide karti hai use strategy per maximum hard work Karen aur result achieve Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Planning me mazbot strategy rakhen.

                              Ya bat bhi thk hy hum ko planing ma strong strategy rak q k jo bhi log us business ko planing se kerty hy wo kamyabhi gain ker sakty hy jo log us business ma work ker na k planing ni kerty wo us business ma zadia export ni ho sakty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X