Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: HamzaLahori پيغام ديکھيے
    bohat se traders shortcut ky chakar mei looser bantay hain ye mat karain Hard working bohat he zyada important hay iskay bagair success nahi hay aik trader kay pass trading ka experience hona chahiye tabhi to woh yahan aik achi trade kar sakay ga aur experience trader he apne app ko loss se nikaal leta hai success hasil karne kay liye experience aur knowledge ki zarorat hoti hay esi tarha forex me experience se hum asani se profit earn kar sakte hain.
    ji bilkul forex market Mein hardworking Karenge aur short word ko shortcut Ko avoide Karenge To Ham se Hasil kar Sakenge Forex trader Jab shortcut use Karta Hai To wah Sirf karna kam Hota Hai trader ko Hamesha forex market Mein hardworking karne ke sath Forex ko zyada time Dena chahie aur zyada Se zyada experience Hasil karna chahie Hamari kamyabi ke liye Forex ki sabse zaruri experience hota hai aur knowledge Hoti Hai Jab Ham zyada mehnat Karte Hain To Usi se Ham experience Hasil kar sakte hain trader sirf ISI wajah se Kamyab Hota Hai Jab woh Dil laga kar mehnat Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

      bilkul forex mai ap ko short cut bilkul bhi apply nahi karna chahye kyon ky ap is main fail hoty hain ager forex main ap ko kamyab hona hai tu ap ko aik professional business ki tarah kam karna ho ga forex main ap ko ager success hasil karni hai tu is main jald bazi say avoid kara ho ga phir he ap is main kamyab ho kar achi earning kar sakty hain.
      • #18 Collapse

        Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

        Main ye smjhta hon k forex ma ksi bhi trader ko shortcuts ko follow nai krna chahiye bal usy chahiye k wo forex ko sekhy proper practice kry aur is sy experience gain kry. Proper experience k bad hi koi trader aik successful trader ban skta hy. Agar hum apni life ma forex k through kamyab hona chahty hen to hamen shortcuts aur dosro k bharosy trade nai krna chahiye bal k hamen khud hard working krni chahiye aur hard working krny k bad isko achi trah seekh kr trade krna chahiye ta k kamyabi hamary qadam choomy aur hum nakami sy bach saken. Thank you.
        • #19 Collapse

          Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

          bilkul sahi kha ap ne dost trading krna aik asan bat hoti hai lekin aik profitable trade open krna bht muskil work hai kun k forex pr wo log kamyab hoty hain jo mehnat krty hain apne kam se aur un ki koshish hoti hai k aik acha trade open kren apni knowledge se agr forex k platform pr success chahyie to apni knowledge ko strong krna hoga
          • #20 Collapse

            Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

            Ya bat hardworking ker na waila k liy correct na hoti qk wo jab bout hardworking kerty hy to in ko chiy shortcut warding use ni ker ni chiy ar ni general warding use ker ni chiy ar ni kise ki ward copy ker na chiy ar na hi retioue ka work kam ker na chiy
            • #21 Collapse

              Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

              G bhai ap ny bilkul right kaha me ap ki bat sy agreed hoo k shortcut nh kurna chahye shortcut ka risk marny sy humai bohut sa nuksan b uthana pud sakta he hur insaan ko chahye k wo mehnut sy kam kury mehnut sy kam kury to insaan k kam me burkut paida hoti he kuu k mehnut me azmut he aur her insan ko us ki mehnut ka sila milta he
              • #22 Collapse

                Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                Hard working se hi kamyab hota insaan jitni achi mehnt kren gy utna acha bonus hasil hoga r kamyabi hasil hog
                • #23 Collapse

                  Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                  Yes, you have spoken very well, always work hard, I get success Short cuts are not a good thing Complete your work now if you work on your own, good success will come ۔
                  • #24 Collapse

                    Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                    I like to send an e-mail question or two to sales to gather information but
                    also to see if and how they respond. Ask to be contacted back by e-mail. Most
                    sales reps will ignore your request and call you, a few will e-mail you, and many
                    will not contact you at all or simply add you to an automated mailing list. Six
                    years after writing the first pages of the first edition of Getting Started in
                    Currency Trading, I continue to be amazed by the inability of many broker-
                    dealers to answer an e-mail at all—much less in a timely manner!
                    • #25 Collapse

                      Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                      Mujhe bilkul theek hai Hamen hardworking per baccha dekhni chahie aur shortcuts white karna chahie Kyunki shortcuts Ke Chakkar Mein Apna loss kar Karte Hain isiliye Hamen chahie ki Ham knowledge Hasil Karen experience vashikaran achha profit Hasil kar sake aur acchi earning kar sake
                      • #26 Collapse

                        Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                        Forex trading business make shortcut Nahin Hai Forex trading business mein jo log proper planning ke sath kam karte hain Vahi log kamyabi Hasil karte hain hamare pass Forex trading business Mein long term planning honi chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                          yes dear your right 100% i am agree with you hard work karna must hain short ut say koi b kamyabi nhe mitl hain loss py loss ho skta hain par kamyab koi b nhe ho skta hain is liye sab say phly forex trading main humhain learnng karni hain hard work karna hain merket ko samjhen k liye bhot he ziyda website ko vist karna hain achi learning hoti hain tu hard work kar k reall merket say ach aprofit b hasil kiya jah skta hain humhain chort cut k way say kabi b forex ko join nhe karna hain profit is main bhot hain par hard work karne wale logo k liye lot of profit hain
                          ​Sadaf Khan
                          • #28 Collapse

                            Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                            Dekhi candle ko dekhna month ki candle ko dekhna aur engineer ko dekhna ke over 8 1 sal mein market kis taraf munh kar rahi hai har baat ka khyal rakhna jaruri hai h4 karnal se Karen h1 ka analysis Karen 15 minut karnal se Karen sare analysis karne se hi aapko pata chalta hai ki market ki movement kis taraf hogi market ke PowerPoint nikaalen support and resistance draw Karen trendlines dra Karen mukhtalif colorimetric Karen moving averages dra Karen yah sab baten milkar aapko acchi trading ke liye taiyar kar sakti hain aur jitna experience badhta Chala jaega utna munafa per badhta Chala jaega yahan Koi shortcut nahin hai ektrit karne ke liye mehnat karni hoti hai aur musalsal koshish ke bad aapko opportunity milati hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                              g han ap nay shi kha hy humain es main hard work urna chahiyaaay or short cut ko aviod kurna chahiyaay hum es main jitna hard work kuray gay or es main hum jitni mehnat say kam kuray gay to humain es main utna he mehnat ka silla milay ga or hum kamyab hon gay tro humain ab aisa he kurna chahiyay or hard work kur kay acha kam kurna chahiyaaay or hum es maain jitna hard work kuray gay or jitna es main mehnat say kam kuray gay humain utna he es main succcess gain ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                                Mera khyal sa ap ny thk kaha ha short cut leny waly kbi b forex mn kamyab nhe hoty hn is lye hmen b short cut sy avoid krna chahye agr ap mehnat kren gy to apko kamyabi mily ge is mn short cut sy kam krny waly hmesha nuqsan uthaty hn or sabr sy kam krny waly hmesha kamyab hoty hn is lye hmen b chahye k hum mehnat sy kam kren or zindge k har mor py success hasil kren agr ap short cut sy kamyabi hasil krna chahty hn or usk lye trade open krty hn to apko kbi b is mn kamyabi nhe mily ge or loss hoga forex mn earning k lye bht time lgta ha agr ap isko proper time den gy to kbi b mayos nhe hn gy or profit kmya GA

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X