Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain
    bohat se traders shortcut ky chakar mei looser bantay hain ye mat karain Hard working bohat he zyada important hay iskay bagair success nahi hay aik trader kay pass trading ka experience hona chahiye tabhi to woh yahan aik achi trade kar sakay ga aur experience trader he apne app ko loss se nikaal leta hai success hasil karne kay liye experience aur knowledge ki zarorat hoti hay esi tarha forex me experience se hum asani se profit earn kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

    Forex Mein jitne shortcut lete hain vah fail hote hain Agar aapane Forex Mein successful hona hai to uska Ek Kundli way Hai successful hone ka aur vah hai hard work aapko mehnat Karni Hogi apni will power ko increase karna hoga determinations aur constantly aur regularly aapko daily forex market Mein hard work karna hoga aur yah shortcut hai aapke pass successful hone ka Agar Iske alava aapke pass koi chip hai signal out katuva aapko sirf lost Dega Sab best way Hai Ki Dua Kijiye practice Kijiye Apne knowledge ko increase Kijiye Apne aapko professional Banai Kyun Forex future business hai
    • #3 Collapse

      Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

      Dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading mein agar aapane kam karna hai to uske liye aapko shortcut ka istemal nahin karna Hota aapko ismein 1 routine ke sath kam karna hota hai aur trading Karni hoti hai agar aap trading karte waqt short shortcut customer Karenge to usse aapko loss ho sakta hai aap shortcut ko avoid karna hoga aur regular kam karna hoga Aur ismein Main Itni Hogi tabhi aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: HamzaLahori پيغام ديکھيے
        bohat se traders shortcut ky chakar mei looser bantay hain ye mat karain Hard working bohat he zyada important hay iskay bagair success nahi hay aik trader kay pass trading ka experience hona chahiye tabhi to woh yahan aik achi trade kar sakay ga aur experience trader he apne app ko loss se nikaal leta hai success hasil karne kay liye experience aur knowledge ki zarorat hoti hay esi tarha forex me experience se hum asani se profit earn kar sakte hain.
        Jo log Forex trading Mein hardworking karte hain vah Jarur Kamyab hote hain aur jo log Forex mein join Karenge bad shortcuts Lagane ke Aadi Ho Jaate Hain Unki Hamesha se koshish rahti hai ki vah shortcuts lagakar project Mein Kamyab Ho Jaaye Baat Hamesha Yad rakhen yah Nahin ho sakta ki aap log shortcut lagakar Forex per Kavya Baje Kyunki shortcut Lagane wale log Forex Mein Kabhi Bhi Apne targets and apni Manzil Hasil nahin kar sakte ismein sirf Vahi log Kamyab Rahte Hain Jo Jyada Se Jyada struggle karna jante ho aur apne target Tak pahunch Ne ke liye Jyada Se Jyada mehnat ke sath kam Karen aap bhi aise Logon Ne Sambhalo Jyada Se Jyada struggle karte hain Taki aap apne target Tak aasani se pahunch sake aur apne future ko bright banaa Sake.
        • #5 Collapse

          Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

          dear members apne bikul theek kaha hamain hamesha hard work karna chahye jab jab ham mehnat se learning karte hain our knowledge hasil karte hain phir hamare lye kamyabi hasil karna asan ho jata hai is lye jab bhi ap kaam karen mehnat our lagan se karen take ap kisi bhi nuqsan se bach sakain.
          • #6 Collapse

            Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

            g haan dear frnd ap ki baat bilkul theek h hmain ofrex main hardworkin krni chiay tbih kaamyabi milly gi hmain shorcut sy avoid krna chiay dear frnds age hm hard working nhi krein gyo r shourcut sy nhi bchein gy ot hm kbh b u iik achy trader vnhi bn skty.ik acha trader bnny kj liy trading experince ohna bht zaroori hai dear frnds forex main hmain bht zeyada mehnt ki arorot prthi h hm mehnt k bghr ofrexm ain kamyab nhi ho skty .hmain chy hm expernce or knowledge gain krien agr hmary pas expernce oh ga ot hm forex main kayab oh ksty hian agr mhay pas experince nih oh gas ot hm kbhi b kamyba nhi oh ksty.
            • #7 Collapse

              Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

              Pak forex ek bhut acha aur kamyab business hay pak forex forum ma hardworking ka sath kam karnaa chlye phir hume shrot cut say aviod karna chlye bhut mehant say kam karnaa chlye chely pak m hardworking ka sath kam nai karty hay phri kamyab nai hu sakty hay isley hume hardworking ka sath kam karnaa chlye aur soch samjh kar posting karnaa chley phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
              • #8 Collapse

                Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                Kamyabi hamesha usi k qadam choomti he Jo hard work karta he aur short cut Wala kabhi bhi kamyab nahi hoty kiun k ho skata he aik do bar ap ko short cut se kamyabi mil jaye lakin wo kamyabi mustaqil nahi hoti he lakin Jo kamyabi ap hard work se hasil karty hen wo mustaqil hoti he
                • #9 Collapse

                  Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                  Agar Forex trading of Forex foreign ke rules for study kiya jaaye to UN Mein Hamen Bar Bar Yahi Kaha jata hai ki Ham Jitna ho sake shortcuts ko avoid Karke kam karne ki koshish karen Kyunki Jitna Ham shortcuts Ko invite Karenge utna hi Ham mehnat ke kareeb Hote Jaenge aur utna hi Hamare kamyabi ke chances increase Ho Jaenge isliye Hamen koi aisa shortcut istemal karne ki koshish Nahin Karni chahie Jiska end Hamesha nuksan ki taraf Lekar Jaaye lekin Agar Ham mehnat se kam karte hain Agar Ham proper hardworking se kam karne ki koshish Karte Hain To Hamen yah bhi Yad Rakhna chahie ki Ham bahut acchi kamyabi ko aasani se Hasil kar Sakenge is business ke andar bahut acche tarike se apne losses ko kam kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                    Forex trading mein kamyabi sirf hamen hard work ki wajah se milti hai isliye Forex mein hamen zyada se zyada work karna chahie aur Forex mein hamen use waqt apni mehnat jari rakhni chahie jab tak ham kamyab nahin ho jate aur forex mein earning ki koi limit nahin hai Forex mein earning mehnat per depend karti hai aur Forex ham jitna zyada work karenge Forex profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye discipline bahut hi zaruri hai isliye Forex mein trading ache discipline ke sath karni chahie aur Forex mein hamen trading money management ke sath karna chahiye jisse Forex ham kamyab sakte hain aur ache trader ban sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                      Forex trading business ek complete business hai his main agr him log shortcut's use krein gy tu kbhi bhi kamyab ni ho skty lekin agr hmein kmayabi chhaye tu us k liye zarori hai k hum log proper way use krein or mehnat k sath kaam kar k sedhy rasty py chlty hwy profit earn krein. Agr him soch rehy hain k shortcut k zarye hum log zyada earn kar skty hain tu ye mehaaz ek dhokha k siwa kuch ni hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                        G hn bilkul ap ny thk kaha ha short cut leny waly kbi b forex mn kamyab nhe hoty hn is lye hmen b short cut sy avoid krna chahye agr ap mehnat kren gy to apko kamyabi mily ge is mn short cut sy kam krny waly hmesha nuqsan uthaty hn or sabr sy kam krny waly hmesha kamyab hoty hn is lye hmen b chahye k hum mehnat sy kam kren or zindge k har mor py success hasil kren agr ap short cut sy kamyabi hasil krna chahty hn or usk lye trade open krty hn to apko kbi b is mn kamyabi nhe mily ge or loss hoga forex mn earning k lye bht time lgta ha agr ap isko proper time den gy to kbi b mayos nhe hn gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                          Shortcuts vahi log use karte hain ki jo jyada online nahin hote aur jo jyada kam nahin karte hain aur isi vajah se unka experience bhi jyada nahin hota hai aur yahi vajah hai ki unko kam karne mein kafi jyada mushkil hoti hai aur tab hi vah short cuts use kar rahe hote hain aur aise members ko aisa nahin karna chahie phone koi chahie ki vah baki member ki tarha khud se bhi mehnat karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                            AOA kaisy ho frnds forex main rules ko follow krna bht zrori hai shortcut ka istamal nhe krna chahye koi bhi busines ho us Main hard work ki bht ziada zrort hoti jb hum hard work kren gy to humre experience main izafa hoga or hum Achi income hasil krne main kamyab ho skty Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hard working karain aur shortcuts ko avoid karain

                              Agar Pak forex forum per kam kar rahe hain to aapko chahie kya shortcut se avoid Karen aur Pak forex se related ziada se ziada information hassal Karen jitni mehnat ke sath aap is form per kam karenge to aapko uska benefit zarur milega agar aap hard work karte Hain to yah Na samjhe ki aapka kam zae ho gia ab jitna ziada input denge utna hi ziada aapko output milega khuda kisi ki mehnat ko rahega nahin jaane deta agar aap Dil lagakar min karte Hain to aapko uska zarur milega to mehnat karo mhnat da sila milcy,, agar aap Agr form per mehnat karte Hain to aur aap yah sochte Hain aapko iska Sila nahin milega to aap galat soch rahe hain kyunki Jo log mehnat karte Hain vahi kamyab hote Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X