Henry ford ne aik quotation quote ki thi jis mein us ne kaha tha ke.
" agar ap samjhty ho ke ap ker sakte ho aur agar ap yeh samajhte ho ke ap nahi ker sakte tu dono soortoon mein ap theek ho"
Es ka matlab yeh hai ke agar ap irada ker laity ho ke ap koi bhi mushkil kaam ker sakte ho tu ap us ke liye struggle ker ke us mein kamyab ho jaty ho. Lekin agar ap yeh samjhty ho ke ap nahi ker sakte tu ap kabhi bhi us kaam ko nahi ker pao ge kiyon keh ap ne us ke liye koshish hi nahi ki hoti.es liye irada berhi cheez hoti hai akser trade himmat har jaty haen aur kehty haen ke forex hamare bus ki game nahi. Tu wo yeh samjh laen ke ap ne koshish hi nahi ki forex ko seekhny ki.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим