what is over trading??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: what is over trading??

    Ap ka jitna free margin hy ap us say bhi ziada lot use kr lete hn.
    Ap money Management ko dekh kr trading krn.
    Kam risk ziada profit
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: what is over trading??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ziishi پيغام ديکھيے
      kafi logon k loss ki wja over trading hy .log lalich krty hn aur sbar nahi krty jis ki wja sy lot size zeada use krty hn aur end py wo big loss ko face krty hn.is lia aisa nahi krna chahea hmasha sbar k sath money management ko follow krna chahea.
      forex market Mein over trading karne ki wajah se Ham Kabhi successful Nahin Hote overtrading Hamare account ko khatm kar deti hai trader ko Hamesha Forex mein experience or Knowledge Hasil karna chahie aur experience knowledge ki wajah Se Hi Hamen kamyabi milati hai lekin over trade kar trader kabhi bhi forex market Mein successful Nahin Hota aur forex market Mein Main aise hi Hamen bahut zyada success Mitti hai
      • #18 Collapse

        Re: what is over trading??

        Dear friend over trading Hoti Hai Koi plan nahi hota market ki situation ko Samjho Magar aur apne risk ko manage kiye bagair market Mein trade kar dena Agar trading kabhi bhi market Mein Nahin Karni chahie market kabhi bhi loss ki taraf Ja sakti hai plan Hona chahie
        • #19 Collapse

          Re: what is over trading??

          forex trading ky busines ko jion kar ky hum apne life ko bahter bna sakty hain or es sy ziyda profit earn kar ky hum ziyda happy days gazar sakty hain o humary pass earning ka bohat acha mokha hy
          • #20 Collapse

            Re: what is over trading??

            Dear friends Forex mein laws ki Ki Sabse Badi vajah over trading hi Jab aap aap lalaj karte hain aur Jyada profit Hasil karne Ke Chakkar Mein Main over trading Karte Hain To who is aapko profit ki vajah se loss hota hai over trading besabri aur lalach ki vajah se a hoti hai overtrading Se Kabhi Bhi profit Nahin Hota vah ladke Hamesha loss hi hota hai Forex trading mein over trading Seva karna chahie Agar success Hasil karni hai tu patience se kam Lena chahie
             
            • #21 Collapse

              Re: what is over trading??

              Forex trading Ek Aisa business hai gift mein aapko Jyada Se Jyada experience ke jarurat hoti hai Kuchh log apni besabri aur lalach ki vajah se overtrading Karte Hain was Yadav profit ke liye overtrading Karte Hain Jiski vajah se a unko profit ki vajah se loss hota hai over trading nuksan ka han bice banti hai overtrading se Kabhi Bhi profit Haasil Nahin Hota Hamesha nuksan hi hota hai Forex trading mein Main Sabar ki jarurat hoti hai
               
              • #22 Collapse

                Re: what is over trading??

                over trading ka matlub hota hai k ap jub stop loss ka use nahi karte to wo over trading hoti hai or over trading me loss bohat zayada hota hai or ap ka account bi wash ho jata hai is liye kabi bi esi galti mat kare balke hamesha stop loss ka use kare ta k ap achi tarah se trading kar sake or ap ka account bi sequre rahe.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: what is over trading??

                  Kafi had tak loss ko aik vri vja over trading ha bahut say members aisay hain jo daily bahut acha profit eaen kr letay hain lekin lalach aur over trading ki vja say sara earn kea hua profit loss mn dhakail detay hain. Ic leay behtar ha k over trading say bachna chaheay aur har wqt trading ko sar pay sawar kr k us pay trade nai krni chaheay. Jb daily set kea hua profit target achieve ho jaye to us k bad over trading say bachna chaheay ta k loss na ho. Agr hun over trading ki habit pay control kr lain to me samjhti hun bahut had tak hum loss say bach jaen gay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X