what is over trading??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is over trading??
    kafi logon k loss ki wja over trading hy .log lalich krty hn aur sbar nahi krty jis ki wja sy lot size zeada use krty hn aur end py wo big loss ko face krty hn.is lia aisa nahi krna chahea hmasha sbar k sath money management ko follow krna chahea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is over trading??

    Dear friends forex trading online business hai jisko aap ko samajhne aur sikhane ke liye bahut jyada time aur bahut galat hai ki sahi hogi agar aapke pass knowledge or experience hai forex trading basic rule and regulation ke bare mein to aap ke liye Koi masla nahin hoga Kya aap trading mein bahut jald kamyabi hasil kar rahe aur uske sath agar Pakistan forex showroom mein aap apna time look like karte hain to maximum traders se yahi hai ki aapko result milenge aur pata hai jab aapke pass Ho jaaye to usko karte Hain.
    • #3 Collapse

      Re: what is over trading??

      agar hum is mai over confidence sy kam kary gy to hamy loss ho jaty ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam kqarna chahey hum is mai live trading karty hain hum is main sada urdu mai trading karty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain or hum is mai part time be kam kar ky ache earning hasil kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: what is over trading??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ziishi پيغام ديکھيے
        kafi logon k loss ki wja over trading hy .log lalich krty hn aur sbar nahi krty jis ki wja sy lot size zeada use krty hn aur end py wo big loss ko face krty hn.is lia aisa nahi krna chahea hmasha sbar k sath money management ko follow krna chahea.
        Dear friend over trading yah hoti hai ki aapke pass jitni jyada bonus hota hai aap uski last limit ka lot lagakar usmein trade kar dete Hain yani aap jyada se jyada lot ki trading karte hain jiski vajah se aapko hamesha nuksan bhi hota hai hamen ismein money management ke usool ke tahat kam karna chahie aur yahi ek aisa usool hai jis per agar aap chale to aap is business se bahut accha profit Hasil kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: what is over trading??

          dear friend forex kay mutabik main ap k forex kay bariy mian smaja deta hn phir ap ko is main over trading ka bhi pata chal jai ga dear friend jo forex main loog aty hain woh is main din raat mehnat karty hain kh woh forex min kamyb ho jain dear friend lakin un kay andar aik marz huti hai jo un ko over tradin gkartavty hain agar ap nay is main achi tarh say work kar lia to ap is main kmayb ho jao gay dear friend bus ap nay over tradin jab karni hai to ap is main loss kar jao gay dear friend bus ap nay is main achi tarh say mehnat karni hai agar ap nay is main achi tarh say kamyb hona hai to ap ko chayay ap is main achi tarh say mehnat karin aur is main achi tarh say kamyb ho jain
          • #6 Collapse

            Re: what is over trading??

            g bhai bhot say logo ko loss honay ke waja yahe hai wo lalich karte hain aur bahut se paison khz zaya kar dete hain Ham sab ko himmat se kaam lena chahie aur sabar karna chahie sabar karne se insan ko kamyabi milti hai Aur money management ko acchi tarah se samajhna chahie aur sabar ke sath use per kam karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: what is over trading??

              Forex mian aisy trader jo overtrading krty hain wo khud apny nuqsaan k zimadar hoty hain.ap ny Dekhi hoga k hmsha se expert traders hmein advice krty hain k kbhi bhi apny plans or apny target's ko cross ni krna. Forex main jab bhi ap apni limits ko cross krty hain tu apko loss or failures ka Samna krna parta hai. Is liye zarori hai k ap log mehnat krein or earning krein. Or jab apka target achieve ho jye tu zyda trades mat krein target achieve krny k bad jo trade ap krty hain usy overtrading kehty hain.
              • #8 Collapse

                Re: what is over trading??

                G hn bro ap ny thk kaha ha kafi log over trading krty hn jiski wja sy unhyn loss hota ovér trading ki wja srf lalach hota ha wo lalach krty hn is lye trade ko time py close nhe krty hn or wo trade loss mn chali jati ha is lye hum sabko chahye k hum lalach na kren or over trading krny sy guraiz kren taky hum loss sy bach sken or lalach na kren or hmesha sabr sy kam len hum profit ko thora thora kr k jma kr skty hn ye zrori nhe k ek dam sy zyada profit hasil kia jay is sy srf or srf nuqsan k ilawa kch b hasil nhe hoga
                • #9 Collapse

                  Re: what is over trading??

                  Koi bhi member regular trading karke aur aik rutine mein jitna bhi profit le leta hai vah us member ke liye sabse best hota hai aur members ko usi profit per hi agri ho jana chahie aur usse jyada members ko trading nahin karna chahie kyunki jab members lalach mein aakar aur us se jyada trading karte hain to is tarah se unko loss ho jata hai aur isi aadat ko hi overtrading kahate hain
                  • #10 Collapse

                    Re: what is over trading??

                    Forex trading Mein kam karte Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Kyunki Jo ismein overtrading Karta Hai vah ismein Kabhi Kamyab Nahin ho sakta hai to Tamam Logon Ko chahie ki vah Hamesha acchi Tarah Se Kam Karen Kabhi over trading Nakhra Tera Ni hota hai ki aap ek Waqt mein bahut zyada trade lien kar dete Hain jo aapko loss hoti hain Kaun To Hamen chahie ki Ham kam se kam trade lien Kya Karen aur kam se kam lot size ka istemal Kiya Karen Kyunki Agrim Jyada Lok Sahitya Samman Karte Hain To yah Hamare liye nuksan ho sakta hai to isliye Tamam Logon Ko chahie ki awaaz mein acchi Tarah Se Kam Karen Jitna Acha Hua ismein kam Karenge vah utna zyada Kamyab Ho Sakenge to Tamam Logon ki awaaz mein Acha kam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: what is over trading??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ziishi پيغام ديکھيے
                      kafi logon k loss ki wja over trading hy .log lalich krty hn aur sbar nahi krty jis ki wja sy lot size zeada use krty hn aur end py wo big loss ko face krty hn.is lia aisa nahi krna chahea hmasha sbar k sath money management ko follow krna chahea.
                      Overtrading se Murad Hai Ek Hi time mein jyada trade lagana Hamen kabhi bhi forex market se acchi profit Hasil karne ke liye overtrading Nahin Karni chahie aur na hi Big Lot size use Karke profit Hasil karne ki koshish Karni chahie Hamen Hamesha ek time Mein 1 Ya 2 trade hi Lagani chahie aur apni trade Mein Hamesha kam lot size use karna chahie isase Hamen loss hone ke chance kam hote hain aur Hamen profit bhi acchi hoti hai aur Hamara account bhi safe rahata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: what is over trading??

                        agar ap ki planning hai ke ap ne money management pe kaam karte hai aik lot lagani hai aur ap karte ye hain ap jab ap market mein achi position daikhte hain t ap 2 lots laga dete hain yani ke ab ap ne apna volume bara kar diya hai jab ap aese karte hain to phjr ap ko loss hota hai is liye aesa kabhi bhi nahi karna hai ap ko buhat loss ho ga hmain mehnat se kaam karna hai to ham ne kameyab hona hai
                        • #13 Collapse

                          Re: what is over trading??

                          Overtraining yah hai ki aap apne account ka Jitna Bhi Pahle Se Hi usko Bahar per istemal Karke trading Karte Rahen agar aap bolo Sata Rahe aur aap baar baar apne account ki amount se trading Karte Rahe to aap ka hi nuksan hai ismein aap overtraining Karke Apne account ko Vash Karva sakte hain aur aap isase nuksan Utha sakte hain vah trading Forex Mein nuksan To sabit hoti hai to aapko chahie Kevat rating se bacche
                          • #14 Collapse

                            Re: what is over trading??

                            Bhai over trading ka matlab ha ap apny account capacity sy barh kar trade kre yani apky account me otni capacity nah ho jitni lort lagany ki ap os y bari lort size laga den jis sy apky account ko foran wash hony ka khatra ho. Over trading ky lafi say nuksan ha hamin apny capital ko nazar me rakhty huy hi trade leni chaeay jitna apky account me equity ho utni e trade lagani chaeay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what is over trading??

                              Forex trading business Mein over trading Karne Wale trader Kabhi kamyabi Hasil Nahin Karte Agar Ham trading karte hue profit Hasil Karte Hain To Hamen overtrading Nahin Karni chahie apnon profit book Karke market close kar deni chahie lekin Jab Ham lalach Karte Hain To Ham per trading business Mein loss kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X