Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    jeee haan ap ki baatk bilkul theek hai hamy apny knowladge k or apny experience k mutabik bhi trading krni chahiye zyada hamy apni zaroorat se zyada akal nahi istmaal krni chahiye warna hamy loss bhi ho skta hai hamy experience k mutabik kaam krna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      G bhai, ap nay theek kaha hy. Trader chaye experienced ho ya new one ho, usay apny he hisab say trading karni chaye. No doubt, yay business profitable hy or log is main kafi achi earning kar b ray hy lakin is main dosro k sath comparison nai karna chaye. Apni investment or skills ko daikhtay hoay trading karni chaye. Bus itna he kafi hy or sath sath experience wasey b barhta jaye ga.
      • #558 Collapse

        G haan bilkul.traders ko apny experience kay hisaab say he risk leena chahiey or earning karni chaheiy.forex ik risky business hai or iss main earning karny kay liey hardwork zaroori hai.iss liey newbies ko bhi apny experience kay hsiaab say he risk leena chahiey.
           
        • #559 Collapse

          experience plays the most important role in forex trading because trader jitna zyada experienced hoga use utna hi forex market ka zyada pata hoga or wo isme trading bhi ache se kar sakega so it's right to set target according to experience
           
          • #560 Collapse

            ham ko chahye k ham usi apir mein trade karen jis ka ham ko zeyada idea hy k ye kis tarf move kare ga aur kitna, aur pher ham apna target market analysis k mutabiq thora kam he rakhen taa target jald achieve ho aur ap safe ho jaen.
            • #561 Collapse

              ye baat bilkul sahi hai brother kuch logo lalach ki waja se bohot kam kartay hain din rat aik kar k target pora kartay hain jis se un ko kuch samj ni ati wo kia sahi kartay hain ya galt jis se wo bohot bora loss kartay hain or main apne tagararbay ky motabiq main kam karti hon jis se muj loss ni hota
              • #562 Collapse

                Assalamu alaikum ji janab waqae asa he ha trader ko apne experience k hisab s kaam karna chye ,,jitna kaam ap karsaktay hain utna he kren lalach nh karna chy lalach m he nuqsan b othana parega ,,or loss b hoga is ly hme apne experience k mutabik he kaam kar na chye
                • #563 Collapse

                  wah bro aap nay bohat khoob baat kahe hey hum sub ko esa he kerna chaye or hamesha apni skills ko dekhty huwey trading kerni chahye na kay kisi ki baton mey aaker ya overconfident ho ker hum trading start ker den or nateeja yeh ho kay hum losses ka samna kren, hamara jitna tajurba ho usi hisab sey trading ker kay he hum kamyab ho sktey hen.
                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                  Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
                  Members your comments are most welcome :D:cool:
                  • #564 Collapse

                    bilkul bhai ji hmain apny targets set karty wakt har baat ka khyal rakhna chahye hmain money and time donu ko manage kar kay hi trade karni chahye .hmain apny experience k mutabik hi earning ka sochna chahye .
                    • #565 Collapse

                      mein ap sy itfaq krta hoon profit ka target sy km bi ho to ly lena chahiy aur lmby profit k chkr mein hath mein aya hua profit zaia nai krna chahiy q k yeh market aik ya 2 don mein khtm hony wali nai hy, yeh aik trillions market hy aur boht arsy tk chly gi ess liy lmby khwab choor kr choti choti success sy kaam krna chaiy aur apni earning save rkhni chahiy.
                      • #566 Collapse

                        yes yes sir g ap nay buht he acha lihka hia k ham traders ko apnay experience k oper trade sa earning karni chahyea ham ko yeh ni dhekna chahyea k aik hamara teacher hai wo 100 dollar aik week me earn karta hai to ham b 100 he karey ni ni dear wo aap ka teacher hai or aap aik student ho ager aap 50 dollar b weekly earn kar letay ho toh aap kafi best ho dosray logo say
                        • #567 Collapse

                          good question dear g ha har trader apne experiance me mutabiq trade karne ke liye invest karta hai or experiance ke mutabiq hi earn karta hai is liye jab hum trading me apne experiance se barh kar trade kare ge to hume loss bi ho sakta hai is liye hume utna invest karna chaiye jitna hum eaily trade kar sake
                          • #568 Collapse

                            maray khayal sa ak axha treder ko apna experience ka mutabiq trading krni chayea takay usa trading ma kisi loss ka samna na karna paray. or is tharan apna experience ka mutabiq trader acha profit forex sa earn kar sakta ha.
                            • #569 Collapse

                              It is very good for you to have a very good experience so that you can be able to grow your count from one level to the the and that is the sure way to make good profit
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                yes friend in forex trading business your earning really depend on your experience about forex trading business . if you are so experienced you can gain a lot of money from forex trading .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X