Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    Aik acha trader hamesha apnay dailytarget rakhta he, agar hamra forex me acha experiecne he to hum forex se achi earning bi kar saktay hen, agr hum Forex me serious hen to hamen forex em kamyabi bi mil sakti he is lye hamen chaye ke forex me kamyab honay k lye serious ho kar ziaa se ziada mehnat karen or apnay knbowldge or experienc ko behtar se behtareen karne ki koshish karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      Gee bilkul jis trader ke pass jitna knowledge hy wo utny he volume sy trade kryn na ke aap ke pass knowledge kam hy aor aap trading high volume sy kr rahy hyn wo be zeda time takk aap trade kryn thory volume ke sath agr aap ke pass experience kam hy tau ta ke aap loss sy bach skyn.
      • #1218 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
        Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
        Members your comments are most welcome :D:cool:
        yes traders ko apny experinece k mutabiq earning karni chahye and agar us ny ziada earning karny ki koshesh ki to trading usky liye risky ho jati hy
        • #1219 Collapse

          forex business mein trader ko ap ne zehen ke mutabiq kerna chahiye trader kerne ke liye experience knowledge ki bohat zaroorat hai werna bohat hi nuksan ho sakta hai yehi humare liye behtar hai
          • #1220 Collapse

            G han forex trading main koi bi trader ho us ko apny experance ki had tak trading karni chahye kun jab wo forex trading main overconfident ho ga to loss main chala jay ga .forex trading business main apna expeerance gain karen or good earning kamaen.
            • #1221 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
              Members your comments are most welcome :D:cool:
              yes sahi kaha hai ap ne, jitna bande ka experience ho usi kay hisab se use trading krni chahye, jitna usne target set kia ho usi kay mutabik kaam kare wo, and skillss use kare
              • #1222 Collapse

                ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to dear mery zehen kay motabiq forex business main trader ko ap nay zehen kay motabiq karna chahye trader karny kay liy expeirence knowledge ki bohat zarorat hai warna bohat hi noksan ho sakya ha yehi hmary liy bhetar hai
                • #1223 Collapse

                  trading kay doran forex main take profit ka option to bohat he zeada kia jata hay kyon kay jab bhe market aik khas point per pohanchti hay to pher wahan per khud ba khud he close ho jati hay aur stop loss ka bhe yahi hal mager ye kam use hota hay
                  • #1224 Collapse

                    ya baat apki bilkul theak hay apko jis cheaz ka tajarba ho ga to ap wohi kaam behtar kar skty han agir ap ko furniture bannay ka tajurba hay to ap furnature he bana skty hay lohy ka kaam ni kar skty. isi trah agir ap ko kisi kaam ka tajurba hay to apko cheay keh ap wohi kaam he karen us men he ap tarki kar skty han aur apni khawishat pori kar skty han.
                    • #1225 Collapse

                      asalam o alikum jo han dear me ap se agree krta hun ap ne theek kaha me ap se agree krta hun k forex me hamy apny experience k mutabiq trading krni chye me ap ki es cheez ko agree krta hun forex me agre experience se ziyada trading kry gy to loss ka khatra ha
                      • #1226 Collapse

                        In my opinion, the more experience and knowledge you win the better you transform in forex trading and so you staleness change sure that you tuck as much collection about forex before you can kind money successfully at any time of the day.
                        • #1227 Collapse

                          forex trading ko agr ap long time use kerna chaty han to apny experience k mutabiq hi kam kerna pary ga tab hi ap ka account safe rahy ga or humy kuch profit bhi mily ga ziada kam nuqsan dy sakta ha
                           
                          • #1228 Collapse

                            app ki iss baat se main itfaaq karta hoon kay ager app ka tjarbaa little hay tu oor phir account bhee little hay tu app little trade kareen ta kay asasnee hoo
                            • #1229 Collapse

                              jab ham forex me earn kar sakte hen or earn karne se hamari neeeds bhe puri ho skati hen toh hamko jijtna knowledge hota he ham asaani se kar lete hen lakin jab ham apni skills se bar karte hen or greed me trades me karte hen toh loss hota he is lie jitni samaj ho wese hi trade karni chhaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                han g bilkul jitna experinece ho utni earning ....... kun k aksar new tarder ziada earnings ke lalach main sub khuc lose kar jate hain or forex tarding main earning experince k sath hi ki ja skti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X