Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    dear, aap ki baat sai agree karta ho jab ham apna target apny experience or apny balance sai jo invest kiya hai uss sai zayada raukh latay hai to loss kai chances zayada ho jatay hai iss liye phly forex ko achi tarha sai read kar kai demo account par practice kar kai apny target banay chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      jee ye baat bilkul theak hai kay traders ko apne experience kay mutabik karni chahye kyun kay agar zayada lalach karain gay to loss humain hoga or phir bara loss bhi ho sakta hai.
      • #1233 Collapse

        Forex may experence ka bohat amal dakhal hota hay jab tak ap khud forex say kush sekhna chahatay hay to trading kanay say sekh paye gay jitna zeyada trade kay ander khus jaye gay utna he experence barau ga.
        • #1234 Collapse

          aslam o alekum.g han brother her trader apny experience and knowledge kay mutabiq hi is
          say earning krty hain jis kay pass jitna tjarba ho ga wo itna hi earn
          kary ga aur main abi is field main new hon so meri earning b abi kafi
          low hay......
          • #1235 Collapse

            har koi janta hota he k is main wo kitna acha trader he or is main hum kitni earning kr skty hain or humain is main planning b usi hisaab se krni chahiye or is main humain apna target b utna hi rkhna chahiye jitna hum is main easily achive kr skty hain q k aghr hum is main over trade krty ahin to humain is main ziada loss ho skta he
            • #1236 Collapse

              Experience attahi practice krney sey hai alittlebit of risk always neccessary for all t traders learn more about forex , but it dosenot means that for increasing your income yu get vconfidient and in result you will be in big trouble so always learn from your exrerience
              • #1237 Collapse

                g han dear jitnha ap k pass expericne ho ga uthnha hi ap is main se earning kar sakhty hain lakin agr ap k pass expericne nhi ah to apko is ma loss ho ga us k swa kuch b hasil nhi ho ga thanks
                • #1238 Collapse

                  is main planning krna bht best he lakin is main humain utna hi target rkhna chahiye jitna k hum is main asaani se achive kr skty hain q k aghr hum is main over trade krty hain ya is main hum asaani se apna target pora nahi kr skty to hum is main wesa hi krty hain bhai jan jesa k abhi ap ny kaha he k hum is main lalach krna start kr dety hain
                  • #1239 Collapse

                    G han is men koi na koi target hamre pass hone chie hay , or hum ko apna experienc ko bhi khoob use kerna chie hay , or is men koi fix to hay ni agr aap k experienc ki wajah se aap ki koi trade achi lag jatai hay to aap ko acha profit ho sakt hay
                    • #1240 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                      Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
                      Members your comments are most welcome :D:cool:
                      aik acha trader wo hi hta hy jo apny knowledge or experiance sy trading kry or ziada lalach na kry or forex aik asa business hy jis main experiance bht ziada help krta hy ap ki trading main or aik achi earning dta hy ap ko
                      • #1241 Collapse

                        Han ye bilkul durast he hum apni continue labor se hi earning kar sakte hin jeise jeise humari karkardagi min ezafa hota he humari earning min bhi ezafa hota he yahan pe karobar karna kuch ziyada asan kaam bhi nahi he balke es ke kuch nuqsan da pehlo bhi hin agar hum apne karobar ko juwe k tareqee se karte hin to ye time aur peise ka ziyan bhi he. jeitna humara experience ho ga utni hi humari earning ho gi.
                        • #1242 Collapse

                          yes!
                          traders ko apny experience k mutabik hi trad krna chaye or insan kitna earn krta h ye to profit sy hi pta chalta h. acha trader banny k liay forex ka experience buhat depend krta h
                          • #1243 Collapse

                            bhai kisi bhe trader ko apne tajurbe k hisab sy earn karna chae earning target us ke tujarbay sy zyada rakhe ga to wo loss he kare ga is lea accordign to experince rakhe.
                            • #1244 Collapse

                              yes my bst friend apne bhut hi achi bat ki hai man ap ki bat sy agree karta hu my friend forex main aisa hi hota hai hum apna target apne experience sy zayada rakh lyty hai jis ki waja sy hum ko wo target nai milta hai phr target ko achive karne k liy jaldi jaldi short cut lagaty hai jis sy hum loss main chaly jaty hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                yes my dear bother huma kon forex trading ma apna experience k mutabiq he work kr na jaha bother kaho k online ma best real work hy forex trading ga bother

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X