Earning k lei kiya zarori he
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    pyare bhai, apne aik acha thread shuru kia jis se hamen bhe logon ke views jan k andaza hoga k wo kia samjhte hen k wo kia chez he jo trading k lee zarore he, mere nazdek to learning ur experience he sab se zarore he forex trading me kamiabe hasil krne k lee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      dear yeh to understood ci baat hy k forex main bghair learning aur experience k survive kerna namumkin hy, is leay forex main ager earning kerni hy to us k leay mehnat b kerni pary gi tab hi earning ho sti hy werna sirf loss ka hi samna kerna pary ga
      • #108 Collapse

        dear mai app ki baat sa kafe haad tak agree ker ta ho keyo ka es business sa ache earning hasel ker na ka leay app ko proper ache learning knowledge ka ana bhot jaror hai taka app ko currency pair ki trend ko samaj sakan jes sa trade dy na asan ho jay.
        • #109 Collapse

          dear is main koi sahak nahe k forex boaht earning daity hai per is bat ko b nahe bholna chahain k forex aik risky kam hai or agr ham yahan mistake kerain gy to loss boaht ho sakta hai
          • #110 Collapse

            For earnings your hardworking is required in Forex business. After every profit or loss don't stop learning new strategy. If you want to earn just profit you have to analyse your trading and by proper trading strategy.
            • #111 Collapse

              aap forex mein earnin g kay bary mein baat kar rahay hain to iss market mein earnin gkay liye bohot sari mehnat knowledge or experience chhaiye so ager aap ye cheezein is market mein hasil kar laity hain to yaheenan kamyab ho jaye gay. yaqeenan
              • #112 Collapse

                Bhai seedhi si bat hai earning k liey learning kerna zroori hai ager ap learning nahi kerty hein tu ap ko earning bhi nahi ho gi, or learning ki liey apko best place demo plate forum hai,yahan per ap jintz time chahien learning ker skaty hein or practice ker skaty hein wo bhi bilkul free.
                • #113 Collapse

                  bhai forex ko samjna kafi important hota ha k forex ap forex ko kas view sa dakhta ho agr ap ko trading ati ha too ap k pass forex ki boat zaida knowedge hoge or ap k view acha ho ga forex ma lakin koi new trader y phere jasa trading nh ati osa chay k wo forex per kam kar or hard work sa wo bi aasa view bnna lya jasa wo forex ma kamyab ho saka
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #114 Collapse

                    Earning key leye sub sey important learning hy. Learning process key doran aap ney forex ki different strategies ko seekhna hy aur phir demo account main in ko test kr key seekhna hy. Is ky elawa is fourm main kam kar key forex ko seekhna hy aur senior traders ki opinions aur in ki suggestions sey apni trading ko perfect banana hy.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X