Trader ko apny weak points pay zaida concentrate karna cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1381 Collapse

    g janab forex main hameesh hi week point par diyaan dena chahye q k week point hi hmeesh nakaami ki rah banta hay insaan ko koshsh karni chaye k week point khatam kar k forex shuro kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1382 Collapse

      yar weak points kia hotay hain trading ma.....aur sharing aur trading ma kia difference ha?? aur trading se kaise earn kia ja sakta ha plz guide me mjhe bilkul nai pata.ma shukar guzar hon ga ap ka.
       
      • #1383 Collapse

        her kisi ko apne weak points per concentrate karna chahiye isi liye demo account best hai wahan per aap apne weak points note kar sakte ho easily
        • #1384 Collapse

          ap ki ye bat bhi 100% darust kah raha han. traders sa ghaltian bohat hoti han aur in ko hi ap weak points kah raha han khas kar newbies bohat ghaltian karta han maslan kam knowledge aur experience, analysis na karna, money management na karna, over trading, capital sa ziada lot size, lalach aur jazbati hona. ye bari bari mistakes han jo aam toor par traders kar daita han aur loss ho jata ha.
          • #1385 Collapse

            ایک تاجر کی حیثیت سے ہم فوریکس ٹریڈنگ میں کچھ کمزور پوائنٹس ہیں. لیکن ہم نے بعد میں باہر تلاش ان کو حل کرنے کی ضرورت ہے. یہ ہمیں مدد ملے گی کیونکہ اچھا تاجر بننے کے لئے.
            • #1386 Collapse

              yes dear mere khiyal main ap ne theak kaha hai dear forex main trader ko apna ap par bharosa bhi rakhna chahiye or tension se azad rehna chahiye dear kiyun keh forex ik risky business hai dear jis main ap ko learning ki zaroorat hai daer
               
              • #1387 Collapse

                g han app ki bat theak hai humlog trade main es bat par nazer ni rakhtye haink hum ko trade main kiss waja say loss ho jata hai
                • #1388 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum bhai jan weak points kiya yar bar bar aik he mistake hoti hey yahan per to koi na koi trade jald bazi me lag jati hey aur 30-40$ ka loss ho jata hey pata nahi kiya baney ga agey.
                  • #1389 Collapse

                    han bhai week points ko trader ko humesha un per nazar rakhn ichaeya nad week points ko stroing points kernay ka liye demo accoutn bunen and usmay kafi hadf tak practise kre
                    • #1390 Collapse

                      g han bro theak kaha hai apnay, her ak trader ko apnay weak points per bohot zyada concentration kerna chahye wo is lye kay jab tab wo tarder apnay weaks points ko door nahi kare ga, tab tak wo trader mere khyal ma achi or profit able tarding nahi ker paye, kyun kay wo onhi points ki wja se mistakes ker jta tha ,jo kay loss ka bais bntin thin
                      • #1391 Collapse

                        g han ham main jo b weak point ho us par hamen zyda dehan dena chahye agr hamen kisi ak galti ki waja se loss ho rha hai to wo galti hamen dobara nahi diohrani chahye is tara se phr ham zyda loss hone se b bach skte hain ........
                         
                        • #1392 Collapse

                          Week points ko agr hmm apna mind main rakh kar trading karain gay too is say hmain aopni galtion ko doobara na doohraani ki galt aadat say nijaat mil jai gii.Is business main jab hmain market main lalach karnay ki noobat aati hai too hm sab kch bhool jatay hain oor apnbi galtio koo yaad nai rakhtay jis ki waja say hmain nuksaan kafi ziada hota ha
                          • #1393 Collapse

                            Yes in my point of view traders ko apne weak point ko dehan me rakhna chaheye because ye weak point use apni tarding me loss bhi karwa saqty ha is lie traders ko apni mistakes se sekhna chaheye or is k lie use apni mistakes ko or weak points ko dehan me rakh kar trading karni chaheye..
                            • #1394 Collapse

                              yes dear member theek kaha har traders kay weak points hotay hain lekin jab hum isko join kartay hain tow same mistakes hoti hain newbies ki issi trha mai ne bhi boht mistakes ki hain aur mjhe phir realize bhi hota rha hai kay mai ne kaha kaha aur kab kab mistakes ki hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1395 Collapse

                                bhai aap nay bilkul theek kaha k agar hum apni mistakes par control kar lain gay to is say humain is main survive karnay k chances ziada ho jay gay or is market say earning ho sakay gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X