Trader ko apny weak points pay zaida concentrate karna cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1396 Collapse

    bhai aap nay bilkul theek kaha k agar hum apni mistakes par control kar lain gay to is say humain is main survive karnay k chances ziada ho jay gay or is market say earning ho sakay gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1397 Collapse

      yes you are right apne weak points ko door kar k ham ziada ache trader ban sakte hain is liye ham ko zaroorat hai k ham apni kamzorioo pe nazar rakhain
      • #1398 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
        Members hum trading mai apny weak points ko neglect kar diaty hain jis ki waja se humaray weak points humari kamzori ban jaty hain or es waja se hum trading mai loss karty hain.Jab trader apny weak point ko samaj lay or learning and practice ki madad se weak point ko trading se khatam kar day tu woh achi skills ko adopt b kar sakta hai or achi trading ki taraf b ja sakta hai.Har trader k apney weak points hoty hain or woh us ko find kar k acha experience hasil kar skata hai.
        Ap k experienced comments baqi members k leye important hai .Please share it.
        :mad::p;)
        ji han weak points her trader k hotay hain aur wo apnay experience se us ko khatam kerne ki koshish kerts ha. Ye lazmi hota ha k jub koi trader ziada loss kerta ha to wo ziada analyse kerta ha apnay loss ki waja. aur wahi se wo apna weak point pakerta ha takay aenda koi ghulti na kersake.
        • #1399 Collapse

          Actually we should keep our weakness in our trading always, and try to learn the lessons from our mistakes and weaknesses, as we always in process of learning, so we should be very carefully analyses ourself that where we did the mistake, and how to avoid in next step.
          • #1400 Collapse

            g haan aik trader he apnain baray main ziyda behtar andaz main bta sakt hai k wo ktna experta hain and is k weal points kon kon say hain.
            • #1401 Collapse

              We are doing Forex trade for earning purpose , so that we are dong hard labor to increase our Forex skill . Forex skill is very essential during trading time , mainly all the trader are using Forex skill for good analysis and from analysis , trader can get strong signal which can show the right time for entry to the trade .
              • #1402 Collapse

                yes daer mere khiyal main ap ne sab se achi baat ki hai dear hamen chahiye keh jis jagha hum ja keh galti kertey hain wo sab se barri hamari bewaqoofi hoti hai dear hamen apni mistakes ko sudharna chahiye dear
                 
                • #1403 Collapse

                  It is very good for you to follow the main rules and regulations when you are in this business so that you can grow more from one level to the other
                  • #1404 Collapse

                    aoa har insan khata ka potla hai. is liya hamay chahiya kay apni galtio aur week point par diyan daitay hoya forex may kia kisi bhi aur business may bhi kam karay agar hum apnay week points ko forex may nazar may rakhtay hoya kam karay gaiy tu hamay loss kam ho gay because hamay pata ho ga kay kaha par invest karnay say hamay loss ho sakhta hai mean hum kis jaga par invest karay gaiy tu profit kam ho ga ya kis jaga kam karnay say hamay wo goal hasil nahe ho sakhta jo hum agar apnay kisi positive points wali jaga par kam karnay say hasil kar sakhtay
                    • #1405 Collapse

                      forex trading aik world wide online business hay kisse bhe trader ko agaer loss hoota hay to usko daikhna chahhyea kay usko loss kis waja say howa hay..
                      • #1406 Collapse

                        trading main meray khayal main sab say bada week point yh hai k ham sabar nai karty hain agar kar lain to jab hamain nazar aa raha hota hai k markeet hamary khilaaf hi jani hai to hamain trades ko loss main bnd karna bhter rehta hai
                        • #1407 Collapse

                          main app ko pehly tu demo account par kam az kam 1 month thak app ko karna hogha is k bhad app ko forex trading k bary main ek acha knowledge ho haye gha or app ko is main ek acha expereince be ho jaye gha
                           
                          • #1408 Collapse

                            apne view point ka thk pata nahi hota hai as lie os ko asar doka hota hai or wo lass kr beta hai as lie os ko phly ya chea ke wo apne view point ko samjte or os ko door kre or phr wo trad kre as tra wo ak acha business man ban sakta hai or zaida se zaida profit le sakte hai
                               
                            • #1409 Collapse

                              hamien apny weak points ko neglect nhi krna chahye balke apnay weak points ko recover krna chaye forex trading aik risky business ha jis mn kisi kisam ky weak point ko neglect nhi kiya jata ess business mn ap ko choti choti mistakes sy bachna chahye warna ap ka account bhi clear ho skta ha
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1410 Collapse

                                ager hum apne weak points ko hmesh neglect kertay rahen gay to hum forex main kabhi kamyab nahi ho sktay es forex main success k liye apni mistakes se sekhna chahiye aur apne weak points ko dour ker k apne knowledge aur experience ko barha ker kamyabi hasil ker sktay hain
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X