Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    brother agar kisi na koi kam karna hi hai to theak tareqay sa karay agr wo kisi kam short tariqay sa kare ga to usko faida to kam ho ga lakin us k sath sath nuqsan b uska ho ga is behtar hai k wo kam ko achay tariqay sa karay short earning ka koi faida ni hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      i think no forex mein jo forex par short term condition use karta hai wo hath se money lose kar leta hai es se sirf aur sirf big term use hona chahiye then u r success ful this stage thankful for question
         
      • #333 Collapse

        short cut tareky say earning karny waly forex market main successful nahi ho sakty ku k is main shortcut way say earning nahi ke jaa sakti is main hum ko complete learning ke need hoti hey phir hum sahi trah say earning kar skty hen...
        • #334 Collapse

          forex trading is not only business/trading but a way to learn and interact with other people to know the market with hawek eye. i think it is folish to quit such type of activity in this era. i wana continue it for a long long period of time.
          • #335 Collapse

            jee nahi ye aik acha online business hi jis main ap ko sabar se apni investment ker ke ache waqt ka intazar kerna hota hi orr jald baz log iss main nakam ho jete hain iss lye ap ko patioence se apni trae ko profit main lana ho ga then hi ap kamyab ho
               
            • #336 Collapse

              ji bilkul wo log jo samajhte hain kay bas wo 7 din demo trade karain gay aur phir real mai a kar huge money earn karen gy tu wo hamesha galti karte hain aur maine kuch logo ko dekha hai jo kehte hain mai forex se iphone lu ga waghera waghera, wo seekhne kay bajaye bas profit chahte hain aur koi mehnat nahi karte.
              • #337 Collapse

                han forex trading mein shortcut way se earning karne walo ke liye koi jagah nai kyun ke agr wo is way ko apnain gain aur daikh ke kam nai karain gain to buht loss uthain gain is mein
                • #338 Collapse

                  ji bilkul forex me shortcurt tariqon se kam karney ki koi jaga nhi kionke agr comments me bhi copy paste karoge to ap ki id band kardi gai gis se apko kafi nuqsan hoga
                  • #339 Collapse

                    dear bhai gee han ye baat bilkul thik ha jo forex main short cut way say earning karna chahty ha un kay liye forex trading mian koi bhi place nahi honi chahye shot cut way apnany say hamy kuch bhi hasil nahi hota ise liye knowledge kay sath trade karni chahye
                    • #340 Collapse

                      forex ek international business hai jis k liye hum j=ko is k mayaar k mutabiq hi seekhna parhe ga lihaza agar koi short cut ka soche ga to us ko siruf nuqsaan hi hho ga na k profit is liye is ka koi shortcut talaash nahi karna chahiye
                      • #341 Collapse

                        Main tu ap se pori taran agree hoon.short cut earning krne walo ki waqi hi koi jaga ni hai forex mein short cut se koi faida ni hota ulta loss hi hota hai zeyada earn ki lalach mein short cut letey hain phir nuksan uthate hain aur blame broker ko krte hain.
                        • #342 Collapse

                          yes i agree with you forex main successful hone k liye aap ko iss ki proper knowledge gain kerne k zaroorat hai aur aap k paas trading experince hona chahiye ta k aap profit earn kr sakain short cut waloon k liye koi jaga nhi.
                           
                          • #343 Collapse

                            forex trading is not only business/trading but a way to learn and interact with other people to know the market with hawek eye. i think it is folish to quit such type of activity in this era. i wana continue it for a long long period of time.
                            • #344 Collapse

                              Forex Business ho ya koi or Business her ak ka apnay apnay role and regulation hotay han ager ham is kee kehlaf warzii kartay han to hammay sahdeed nuqsan ho ga, sab sa pahlay to hamay is ka baray ma bohat sa knowledge kee zarorat ho ge jis kee base par ham kam karsaktay han iss business ma short cuts kee koi jaga nai ha masslan ager ham traffic ka roles follow nai katay to ham par fine charge kiya jata ha issy tarhan forex ma bee short cuts sa nuqsan hota ha iss liya hammay sorts cuts par dehan nai dana chahyay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Asallam o Alekum , g haan dear brother jo loog har kam mein short dhunta hai vo bas phir dhundta reh jata hai aur jo us k paas bhi hota hai gawa deta hai, aur yeh us k liye experince hai jis sey humey sikna chahiye na k dubara vo ghalti karey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X