Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Yes of course right there is no place in forex for those person who try to make the trading with shortcut method, because shortcut method makes the trader loser, and he can fail in the trading with shortcut method, so for doing this successful trading business we have to make the hard working for get the success.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      Yes of course apnitrading skills ko behtar karnay main hi kamyabi hai short cuts se shayad ek adh trade main profit kar jayen laikin long run main yeh kafi nuksan deh cheez hai. Apnay ap ko knowledge se equip karen apki har trade apkay se connect hokay execute honi chaiay nakay emotions se. Agar apko kabhi time millay toh youtube pe mojood videos ko lazmi dekha karein wahan se apko achi strategies milti hain.
      • #483 Collapse

        Ha gee forex ma short cut method sy earning krny walo ke leye koi be jagga nah, jo be short cut method sy forex trading ma pesha invest krty hyn wo yaqeena loss he krty hyn forex koi short cut business nahy hy forex ko proper management aor proper education ki zaroorat hoti hy aor wohee log sucess hoty hyn jo es tara krty hyn so forex is not short cut business.
         
        • #484 Collapse

          forex trading aik risky business hai yahan short cut nahin lagtay jo log is chakkar main rehte hain woh loss main chalay jatay hain yahan acha earn karnay kay liye knowledge aur experience ki zaroorat parti hai.
          • #485 Collapse

            well jahan tak main Forex k bary main jannta hon is business ko karny k liye koi short cut nai hai is business ko sirf hum hard work r apni mehnat sy kar sakty han,is business main fraud nai hai jis ki waja sy ye business one of the best online hai r aj kal kafi pehal raha hai.
            • #486 Collapse

              app ki baat main kafi wazan ha kyun kay forex bussiness main admi ko lagatar hard work karna parta ha aur slow and steady wins the race kay rule pe chana parhta ha:D
              • #487 Collapse

                bhai forex mein phele bat tu ye hai ke yaha pe koi short cut use nahi ho skta kyu ke forex ka sara kam jo hai wo knowledge ,learning aur experience p darolmurad hai tu forex trading mein short cut chal hi nahi skta tu jaga kaha se hogi tu lihaza ap ko s ki knowledge hone chaye
                • #488 Collapse

                  good question dear g ha hume forex mai short cut method se earning se bachna chaiye kyu ke jaldi ka kaam shaitan ka hota hai is liye hume agar successful trader banne me time lage ga or ap jnate ho ge slow and steady wins the race
                  • #489 Collapse

                    Bhai yeh to theek kahahai ap ny iss business m,ain jo bhi shortcut krta hai uss ko just mounki khani hoti hai q k wo is smain ek din main he lakhoo kamana cahhta hai aur iss sy uss ko loss ho jata hai .
                    • #490 Collapse

                      forex ma bhai ji koi short cut nahi hota is lia is sa parhaiz karan or is ko mukamal tor par sikhan ta ka ap is ma kamiab ho sakan or jab tak ap is ma short cut mathod apnay ga ap fail ho jay ga is lia asa na karan or is ko sikhan ak business ki taraha
                      • #491 Collapse

                        there are many shortcut way to earn from trading business . in forex if you use a lot of shortcut you can fail in forex trading business . shortcut method is not applicable for forex trading business .
                        • #492 Collapse

                          bhai jan jub tarading main loss hota hai to us ko apni kamzoory ka pata chal sakta or us k bad who ghalti nai karta is tarha kamyab tarading hoti rheti hai agar pechli ghalti ko mady nazar rakha jay
                          • #493 Collapse

                            G Sir Rizwan bilkul theek kha apny hm apna career or time k sath sath psa b zaya kr dyty hai hmy chaiy k in sam ko chord kr ache trading kryn or market ko smj kr trade kry sath me in bat ko be high lite kru ga k mistac jb hojate hai us par investigation ke jay or smja jai phr us ko na dohraya jay
                             
                            :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                            • #494 Collapse

                              bro ap nay bilkul thk kha hai kay forex main shortcut say trade karny waly ki koi jaga nai hai khun kay ap is main shortcut say kabhi earnig nai kar skty is liye ap is main apny hardwork say kam karen aur trade karen aur aik successful trader banein khun kay ap is main apni mehnat say earn karen gay aur aik achy aur succesful trader banein gay
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                nahi kyun k forex mein jo bhi short cut way ko choose karta hai tu wo forex mein us ko loss he hota hai forex aik bhut acha business hai aur hum ko forex mein theak se earning karni chaya koi bhi short cut way ko choose kar k loss nahi karwna chaya. forex mein short cut wala traders k koi bhi jaga nahi hai.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X