Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    ji han ap bilkul thek keh rahe hai short cut rasta kbhi hamare lye long cut problem ban jata hai tu hume chaye ke hum trading me short curt na kren q ke is se hume loos hojata hai agr ap ek ache exp aur learning ke sth trading kro to ap bhut ache trader ban jwo ge lekn agr ap short cut apnow ge to phr ap ko loos bhi ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      dear aik worlwiide online trading business hy, iss k kuch rules and ways hain, jin ko follow krna hamaray liay success forex main honay k liay zaruri b hy aur y////////////////8
      • #843 Collapse

        janab meri ray hy k agar koi shaks chort term use krta hy to usay aesa nhi krna chahye agar wo aesa krta hy to usay aesa krny sy faida kuch nhi hota hy ....................
        • #844 Collapse

          forex me shorcut lyanay ka koi fyeda nhi.forex me kamyabi sirf uski sahi direction per chalnay walon ko milti hy.aur iski sahi direction sirf knowledge hy.humen iskay knowledge ko madd enazar rakhtay huan trade karna chchiye
          • #845 Collapse

            Ji han yahan shortcut se earning nahi ki ja sakti...yahan mehnat karna lazmi hai.....mehnat k bagair yahan kuch attain nahi kiya ja sakta.... aur jo log apne sath greedy attitude le k ate hain wo hmesha loss main hi rehte hain... so mehnat se dil laga k kam karin....
            • #846 Collapse

              Forex is not for retentive cut job . If you essential to garner realize in Forex you hold to impact strong in Forex . There are no momentary cut for learning anything . You know to production insensitive for everything . Steely manipulate is the key of success . If you ascertain cut way of success in Forex in guess that is not a right product . Because defraud cut is not spirit term .
              • #847 Collapse

                forex mein aise logo ki jaga hai jo shrtcut se kam karte hain magar unki jaga raening karne walo mein nai hi unki jjaga hai hamesha se apna he loss karne wwaalo mein wo lag earning ni kar sakte
                • #848 Collapse

                  je sahi kaha forex mai jo short cut used karty hain unki koi jaga nahi hain forex mai and forex mai hum knowledge or experience se itna acha earning kar sakty hain k humay koi short cut used karna hi nahi chahiye hum real profit se b hath thu dety hain is chakar mai
                     
                  • #849 Collapse

                    mera ye kehna hey kay koi bi short cut waala formula nahi laagana chahye jiss sey hum weqti toor pey hum mehsoos karey kay hum ko faida hoo ga lekin hum ko uss kay opposite loss ho jaye tu aap ko chahye kay aap forex ko understand kerye aur aap well expert trader ben ker earning lijye
                     
                    • #850 Collapse

                      g han ap ny bilkul thek kha hai k jo log shortcut method se agey jana chaten hai to ye galat hai ap khabhi b shortcut method se profit gain nahi kar sakten hai.
                       
                      • #851 Collapse

                        forex business ko har koi money earning ka short cut way samjhta ha. or isi waja sa mostly log failure han or just losses ko he face karty hn. but hamain asa neh karna chaye. forex ma earning karnay k lye hamian just trading skills ki zarorat neh hoti ha. hamain is business ma sabar k sath working karni chaye. or market ka analysis kar k he working start karni chaye. tabhi hum is business ma successful ho sakhty hn.
                        • #852 Collapse

                          G Bahi yeh baat durust hai kay Forex main shortcut nae chalta aur main tou kehta hon kay aap ko kisi b business main shortcut nae karna chaye ho sakta hai uska aap ko start main tou faida ho lakin baad main nuksan he nuksan utana parta hai.
                          • #853 Collapse

                            bhai forex trading aik bauhat aacha business hai bhai forex trading aik business hai is main short cut method say earning karnay walo ki koi jaga nahi hai iss business short method apnanay walay ki koi earning nahi hoti hai un ko sirf nuqsaan hi nuqsaan hi hota hai iss ko earning karnay kay liye mehanat karni parti hai us kay baghir koi guzara nahi
                            • #854 Collapse

                              there is no shortcut to success in forex, although you must get lucky some thing but at the end you will end up losing all your money and so i suggest that traders take their time to work hard and then obtain the right information about forex in order to be successful
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                Forex ek international business hai is ki sari knowledge hona is kay rules and regulation follow karna chahye agar humay acha Traders banna hai. agar hum short cut methods ko mind mai rakh kay aur phir Trading karaingay to humay loss hi hoga. Forex Trading main short cut ki koi jagah nahi hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X