Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai
    Forex aik bahut risky business hai iss mein aik lamhay mein humara account double bhi ho sakta hai aur account wash bhi ho sakta hai tou iss lye humain risk kam sae kam lena chahyea kyun kay chahya hum market kay analysis ker kay risk lae rahay hain magar market ki movement per bilkul bharosa nahin ker saktay hain kyun kay yeh kabhi bhi up aur down ho saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

    Forex ke Business mein market ki movement per aap sirf Apne analysis ke through Hi Bharosa kar sakte hain Neend Ke Agar aapke analysis aapke indicators aapko Ek movement ka yakin Dila rahe hain to tabhi aap usse Upar Bharosa kar sakte hain aur koi bhi profit lene ke liye aapko in moments per Bharosa karna padta hai Kyunki agar aap Bharosa Nahin Karenge aur Himmat Nahin Karenge trade Lagane Ki to aapko se profit Milana Namumkin Hai
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Forex aik bahut risky business hai iss mein aik lamhay mein humara account double bhi ho sakta hai aur account wash bhi ho sakta hai tou iss lye humain risk kam sae kam lena chahyea kyun kay chahya hum market kay analysis ker kay risk lae rahay hain magar market ki movement per bilkul bharosa nahin ker saktay hain kyun kay yeh kabhi bhi up aur down ho saktay hain
      mere khyal mein to bilkul bhi nahin kyunki aaj agar aap market may seniors nay Gold ke bare mein predictions thi ki yah by mein jayega aur 17020 ko cross karega lekin agar aap dekhe to ekadam se down aaya hai aur bahut jyada logon ka nuksan hua hoga ki Mera account to watch Ho Gaya hai mere sal mein yah bahut Hi hay bharosa business hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

        Dear friend jab ap apna analysis create krty hain tu lazmi hai k so market ki movement ko bhi dekhein or sath main wo tmam factor's jesy k news or market ki current situation or previous situation ko bhi analyse krein or us k bad flex forum main trades lgyen takeh apko zyda se zyda faida ho sky. Forex trading business main kaam krny k liye zarori hai k tumhry pas acha analysis or acha experience k sath sath achi planning bhi honi chahye.
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

          market ke movement up or down hote he rahte hai hamy is ke present movement ko samj kar kam karna chahey hum is main din main be kam kar sakty hain or hum is main rat mai be kam kar sakty hai yai aik international karobar hai hum is main job ke traha kam karty hain or yai hamy kam karny par dollars main bonus dyta hai hum dollars ko apny mulik ke currency main change karwaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

            Forex market ki movement pe bharosa nhi krna chahiye kionkeh ye bht risky hai is mein apki big profit bhi ho sakta hai aik jhatky mein account bhi wash ho sakta hai is liye money management trading mein use krmi chahiye tah k risk kam se kam kia ja sky phr achi trading ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

              hamy market ki movement ko achy sy samah kar is ky rules ko follow kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho skaty hain or acha bonus hasil kr ky makret main run kr sakty hain ham is main part itme be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar saklty hain yai poosra man job less or house wife or students kty liye aika cha business hain
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

                No dear, forex market ki movement aksar fake hoti hai, ye na samaj traders ko pansa leti hai, jis k bad wo sochty hain k market to es taraf ja rahi thi, ham jb trade ma enter hoe to market opposite chali gae, market ki fake or real movement ma faraq karna bhot muskil hota hai, but serf expert he en ma faraq kar sakty hain kiu k un ko market ka best knowledge hota hai,
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

                  Mry khyal m to bhrosa nh kr skty ku k market ki position kbi aik jesi nh hoti kbi stable kbi un stable kbi upr kbi neechy to hmein bs enter hny sy phly achy sy analysis krna hoga takay loss na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    Forex aik bahut risky business hai iss mein aik lamhay mein humara account double bhi ho sakta hai aur account wash bhi ho sakta hai tou iss lye humain risk kam sae kam lena chahyea kyun kay chahya hum market kay analysis ker kay risk lae rahay hain magar market ki movement per bilkul bharosa nahin ker saktay hain kyun kay yeh kabhi bhi up aur down ho saktay hain
                    ji bilkul Agar Ham forex market Mein mehnat karne ke sath market ki movement ke upar Bharosa rakhte Hain To is se Hamara bahut fayda Hota Hai Hamen Hamesha forex market Mein trading karte hue market ki movement ke upar Bharosa Rakhna chahie Kyunki yah Hamari kamyabi ke liye bahut zaruri Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

                      humy forex my movement py borsa rukhna chahiye qk hun es kam my mehnat karty hai hai or agr hum kam brisa rukh k kary gay tou humy fida ho skta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

                        Dear forex ki movement pe bharosa karna hamari majboori hai. Es mein koi shak nahi ke yeh bahut risky business hai. Hum es pe bharosa nahi ker sakte lekin hum achi management ker ke apny ap ko bacha zarur sakte haen. Market ka kuch pata nahi chalta kab aur kaisy move ker jaye. Esi liye stoploss ka use bahut ahmiayat rakhta hai. Ap zrur esy use kiya karaen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

                          Market ki movement ke bare mein kuchh bhi kahana aasan nahin hai kyunki isko jitna bhi analyse kar liya jaaye members ke liye isase trade open karna hi nahin hota hai aur yahi vajah hai ki members kisne fail ho jaate hain members ko chahie ki vah jab bhi koi trade open karne wale ho to pahle market ki moment ko sahi se analyse kar liya karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

                            Forex ke Business Matka mein Hamen market ki movement per Bharosa nahin karna chahie hi Kyunki ek second mein Main price change Ho Jaati Hai isliye Hamen market ko acche se analyse karna chahie FIR hi trading Karni chahie Kyunki yah bahut hi risky business hai 1 second Mein Hamara account was bhi ho sakta hai isliye Hamen ine Tamam chijon Se bachne Ke Liye Ye ma Katti ko analyse kar lena chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya forex market ki movement per bharosa kya ja sakta hai

                              forex market ki movement all time Chang hti ha hmy market ki movement k motabik chlna ho ga pairs ka market ka analyses kar k tread lagani go gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X