Forex aik bahut risky business hai iss mein aik lamhay mein humara account double bhi ho sakta hai aur account wash bhi ho sakta hai tou iss lye humain risk kam sae kam lena chahyea kyun kay chahya hum market kay analysis ker kay risk lae rahay hain magar market ki movement per bilkul bharosa nahin ker saktay hain kyun kay yeh kabhi bhi up aur down ho saktay hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим