investment say ziada loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Salam friends, :rolleyes: I think it depends on you that how much you invest, the more you invest the more will be chances to get profit or loss, so if your junior, invest little in first time,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      in my knowledge i have not that much ideas of about it but jitna suna h k agr ap ka accoutn minus main chala jata hai accoutn zero ho jata hai tu ap jab dobara invest krte ho tu woh apk accoutn main se deduct kr liya jata hai so soch samhj kr trade krni chahye aur ap k pas save side main bhi kuch hona chahye ta k in the case of this incident ap k pas enough money ho dobara kam krne k liye
      • #168 Collapse

        forex men trading kerny k ley ap ko invest apni hi hassiyat k mutabiq kerna chahye jis se ager ap ko loss bhi ho jata hai to ap ko zyada feel na ho or ap again bhi is men enter ho ker trading ker seken is ley zyada invest starting men dangrous ho sekti hai or ap ko zyada kl;oss bhi ho sekta hai.
           
        • #169 Collapse

          agar apko forex main achi trha se knoweldge aur experience nahin he to phir aap is main jitni bhi investmetn kartey hain apko is main ziada se ziada loss hi hota hey aur chaheh aap is main jitni bhi investmetn kar len to.
          • #170 Collapse

            yes i agree with you forex trading is very risky business and you may loose your money so invest that amount that you can afford to loss in forex trading learning is way in which you can earn good so learn well and earn
             
            • #171 Collapse

              jee bhai jaan agar aap trader hey thab aap ko ye accept karna parhey gaa key loss ho yaa profit per agar aap ko musalsal loss ho raha hey thab aap ko chahiye key aap uski rok thaaam key lye forex ki knowledge ley
              • #172 Collapse

                Ye baat wazeh he k forex mein nafa nuqsan dono k liye hi tayar rehna chahiye magar ap ko yahan bakhabar zurur kr du k forex mein apko jitni investment ap ne ki he us se ziada nuqsan ni ho sakta q k jese hi ap ka balance khatam ho ga ap ki trade khau ba khud close ho jati he.
                • #173 Collapse

                  Yes many new traders as well as experience traders get loss in the forex market is main cause that they have not learn how to trading and practice on demo account hear someone and start trading in way of gambling so they get losses more than his investment.
                  • #174 Collapse

                    Mere khayal mein humein tab tak investment nahin karni chaiye jb tak hum loss ko handle karne k qabil nahin hojate hain kyunke agar ap risk manage nahin kr sakte ho to investment karna samajhdari nahin hogi.
                    • #175 Collapse

                      mere khayal se is ka mtlab ye ho ga ke jab aap apni tarde lagain ge to jitna stop lose raken ge wos se zaida lose nahi ho ga aur ya phir ye ho sakta hay ke jab aap ka lose zaida hone lage to broker aap ki trade khud hi close kar de
                       
                      • #176 Collapse

                        Brother jab market mein breakout hota hai tou us wqt loss kisi b had tak ja sakta hai or mein ne aaj tak aesa broker nai dheka hai jo loss ko automatically rok sakta ho is leye I think yeh sab scam hote hai ya phr jab breakout hota hai tab wo aap ko scalping allow he nai kerte ho gay yeh he waja ho sakti hai bs.
                        :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                        :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                        • #177 Collapse

                          forex open market hai jis men ager hamain acha expericne hota hai to hamain profit buhat zyada kama sekty hain or ager is men hamain expericne na ho to hamain buhat loss ho jata hai is ley some tiem jab loss hota hai to hamain is se apni mistak ko thek kerny men help milti hai.
                             
                          • #178 Collapse

                            is ka matlab hai ka ap ko zida se zida investment karo ka agr ap ko loss ho to is se ap ka account par koi asar na ho jis se ap ko agr loss ho to ap dosri martba yeh loss ko pora kar sko
                            • #179 Collapse

                              aap ne suna ho ga k jitna gurr dalain ge utna meetha ho ga lekin forex trading ki baat ki jaye to ye baat aksar galat sabit ho jati hai. agar aap zyada investment karain ge to profit to zyada ho ga he lekin kyun k forex is a game changer, to agar loss ho gaya to wo bhi zyada ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                                Ap log asal may meri baat poori tarha say samjhay nahi ho, may to yeh keh raha tha k ap k capital say ziada loss, yani agar farz karain ap k pass 10$ ka capital hay aur ap nay high risk par aik trade lagai, aur suddenly market nay spike kia aur ap k against chali gai to ap ka jo balance hoga wo minus may chala jaye ga, aur yehi hota hay capital say ziada loss karna, aur jab ap dobara account may invest karo gay to pichla loss, new investment may say cut hoga.
                                You are right brother. I am agree with you. I think big invest is so risky for all f us and we can loss our all capital in trade. so we need to be careful about a big invest. Regards.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X