investment say ziada loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    mere dost main to new user hon invesmint se zeyada loss ho jaye too wo acount wsh hee ho jata hy g mera jaha tk kheyakll hy zeyada trade he zeyada loss ka sabb bnti hy ,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Obvious investment is the limit weather it is in any shape or any terms it should be of high value and do trades accordingly to get in touch with it.
       
      • #183 Collapse

        jee haa aap agar forex mey invest kartey hey or aap ko musalsal loss ho raha hey jo aap key investment sey zyada ho jata hey kio key aap ki knowledge itni khaas nahi hoti tho is lye aap ko musalsal loss ho raah hota hey jo aap ki investement sey bi zyada ho jata hey
        • #184 Collapse

          There is the main reason behind loss is lack of knowledge. Greed and over trading is also the cause of loss in forex trading. so we need to learn the business and need to control our emotions.
          • #185 Collapse

            mujy lgta hy k yeh total deposit of investment ke bth nahi ker rahy. balky us invest ke bth krty hongy jo hum as lot size leky trading me invest krty hy. shayd esa possible hon ky us spread se huy ziada loss na melti hon..esa toh hota nahi lakin apky sawla k mutabiq mera zehan yahe manta hy..
               
            • #186 Collapse

              forex men invest kerni hoti hai jis se hamain trading ker k profit milta hai is ley hamain is men loss bhi ho jata hai or many traders ko invest se sara loss hi hota hai or un ko profit nahi milta hai is ley prope working ker k trading kerni chahye.
               
              • #187 Collapse

                Yes dear Forex trading main loss possible ahy , laken agr aap money management ko use karey gaye aur Forex tradign ko proper learn kar kay use karey to loss kay chances bohat kam ho skty hain . Kisi bi business main loss possible hay laken aap nay apni hardworking say us ko control karna hota hay .
                • #188 Collapse

                  forex men hamain apni invest ko daikh ker kerna chahye jitna ham invest ker seken easily or ager is men loss bhi ho jay to hamain is ka zyada feel na ho is ley ap forum se bonus earn ker k trading keren jis se ap ki real invest lose nahi ho ge or koi problem bhi nahi ho ga.
                     
                  • #189 Collapse

                    Well, jab bhee aap Forex trading may invest krty hen tou aap kuch na kuch amount say shuru kertay hen, ager aap ko kaheen bhee loss hota hay tou broker k pas sytsem ya mechanism lga hua hay kay aap ka loss waheen tak rhey ga or ap ka order loss per hee close hojega. so, aap ki jitni investment rhey gee utna he loss rheyga.
                    • #190 Collapse

                      investment se ziada loss to forex main un logon ko ata hey jo log forex ko achi trha se learn nahin kartye hain aur is main work start kar dete hain to un logon ko forex main loss hi hota hey aur woh is main kabhi bhi kamiyabi hasil nahin kar saktey hain.
                       
                      • #191 Collapse

                        forex ma tarde karna jitna asan ha utna muskil bhi ha .jab bhi trade ki jy to kam pasy invest kea jy to best ha ku k ager loss ho to koe masla na ho.fourm sa money bana raha ho abhi to jab ma trading karo ga to phaly kam invest karo ga taky mare gallti ki waja loss zayada na ho forex trade ma both se bato ka khayal rakhna parta ha
                        • #192 Collapse

                          ji ha bilkul thek kaha ha ap n mujy ap k bat bohat achy lagy ha m ap k bat s agree karta ho humy forex m itna invest karna chahiya ager wo loss b ho jata ha tu humy bad m koi tention na ho is m loss tab ho jab ap k pas experince na ho
                          • #193 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                            Dosto ap ko pata hay k jab ap kuch brokers ki website par jatay hain to wo ap ko kehtay hain keh jab bhi stop out hoga to ap apni investment say ziada loss nahi karay gay, kia ap mujhay is baat ka matlab bata saktay hain? Yani apni investment say ziada ka loss karna?
                            Main khud forex trading main new hun aur main eskay bary main nahi janta mera khyal main stop out wo hota hay jab humari investment save rahy aur unka dia bonus loss ho jaye.
                             
                            • #194 Collapse

                              nahi yeh theeek nahi hai ager app ko achi knowledg enahi hai tou app i smai invest he na kren i smai hada loss kar jatay hian tou yeh app ki bewakoofi hai or kuch nahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                yaar app kay sawal ka jawab ye hay key wo keh tey hen kay investment say ziada loss nahin hoga is ka matlab ye hay kay agar app ney 500$ invest kaiy hen or app ki 10 lots open hen or agar un men loss ho raha hay ton wo loss agar 300$ ka hay ton app kay pass abhi 200$ ka mazeed loss kerney ki gunjaish hay or agar loss or ho gia or wo 500$ tak agia ton app ki sub lots khud cut ho jain gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X