Stop loss kio zaroori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stop loss kio zaroori hy

    Forex mein stop loss ki buht ziada ehmiyeet hoti hai stop loss ko laga kar hum trading karain gey tu hum ko apne account balance ko save rakh saktay han stop loss ko laga kar trading kartay han tu is se account wash nahin hota stop loss zaroori hai stop loss ko laga kar trading karain gey tu is se hum ko ye faida hota hai Kay account balance bach jata hai js se trading kar kay hum loss ko recover kar saktay han aur phr profit earn kar saktay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stop loss kio zaroori hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hinagul پيغام ديکھيے
      Forex trading main aik sab sy ziada account balance ko safe krny wali aik hi cheez hy wo hy stop.loss jo yeh samjhty hain k stop loss ki zaroort ni to jab unko.loss ho k account wash hota hy to.unko yad aata hy k stop loss ki bahut ziada taqat hy to is liy agar ap yeh chahty ho k ap ka account balance safe aur mazboot rahy to kabi bi stop loss lagana ni bhoolo kio.k yeh apka k account ki sab sy beri safety hy
      dear achi bt ki ap ne humein stop loss ka use krna chahyie kun k ye humein big loss se save se reh sakty hain stop loss aik asa tool hai jo hmry account ko b save rakhta hai l;ekin humeinstop loss thora down lagana chahyie humein iss bary ma ilam rakhna hoga aur seekhna hoga k humein stop loss ka use kis waqt aur kesa krna chahyie
      • #18 Collapse

        Re: Stop loss kio zaroori hy

        Forex trading mein stop loss Agar Ham use nahin Karenge to Agar hamari koi tradr last mein chali jaati Hai to isliye Hamen nuksan ho sakta hai to Hamen chahie ki jo beat rate Karen take profit stop loss ke sath Karen sake hamara kaun safe Rahe jyada nuksan Na Ho farex trading mein Hamen money management se kam karna chahie aur hamare pass Jo balance Ho Apne balance ke mutabik profit ratio rakhen aur acche experience ke liye dam account per practice Karen.
        • #19 Collapse

          Re: Stop loss kio zaroori hy

          Usko rok na bahut Jaruri Hai Iski vajah ji hai close Aane Ki Surat Mein Insan thak jata Hai Jab Sal Sal Se Na Kami ka Samna karna padta hai to vo thak Har kar baith Jata Hai Islampur extracting major Pasand hota hai to Aakar Hota Karke Chhod deta hai isliye jaruri hai Kahi Se mehnat Ki Jaaye aur loss ko kam se kam kiya jaaye aur se kabhi baat na kiya jaaye
          • #20 Collapse

            Re: Stop loss kio zaroori hy

            Aslam o alikoum dear apa nay kafi achi abt ke hai forex trading main jab aap work krty hoo too achi srategy say kam kya jata hai aur stop loss say kafi faida hota hai aur
            • #21 Collapse

              Re: Stop loss kio zaroori hy

              stop loss hamary liy bht zarore ha hamara acount wash na ho is liy hm stop loss use kar skaty hy hmy stop losss sy bht faida hta ha hmy yaha bht hi ahtiat k st treading karni chahiy
              • #22 Collapse

                Re: Stop loss kio zaroori hy

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Hinagul پيغام ديکھيے
                Forex trading main aik sab sy ziada account balance ko safe krny wali aik hi cheez hy wo hy stop.loss jo yeh samjhty hain k stop loss ki zaroort ni to jab unko.loss ho k account wash hota hy to.unko yad aata hy k stop loss ki bahut ziada taqat hy to is liy agar ap yeh chahty ho k ap ka account balance safe aur mazboot rahy to kabi bi stop loss lagana ni bhoolo kio.k yeh apka k account ki sab sy beri safety hy
                Ji han Janab aapane bilkul bahut hi acchi baat ki hai hi forex tending main loss se bachne ke liye stop loss bahut hi perfect jariya hai aur Agar Ham koi train Lagate Hain aur Hamari trade laws ki taraf movement karna Shuru kar deti hai to agar humne stoploss set Kiya Hoga To Ham Jyada loss hone se Bach sakte hain aur Hamara account wash hone se batch sakta hai aur Hamara balance safe rahata hai isliye Hamen apni Har trade Mein SL Jarur use karna chahie Khas Taur per big balance Walon ke liye SL Lagana bahut jaruri hai
                • #23 Collapse

                  Re: Stop loss kio zaroori hy

                  Good question aapane bahut Achcha question kiya hai stop loss bahut important hai market Mein Jawab apni trade open karte hain to aapko stop loss Lagana chahie hota hai trade open karne ke sath hi aise hi hota hai ki aapki trade laws Mein Nahin jaati aur aapko Achcha profit bhi mil jata hai aur Jyada loss bhi nahin Hota
                  • #24 Collapse

                    Re: Stop loss kio zaroori hy

                    g han bilkul stop loss bahut he zayada zarori hota hae q ke agar hum is main stop loss ka istemal karte hain to is main hamen kam se kam loss hota hae isis liye hamen cahiye ke hum is min kabhe bhe himmat naharen oe hamesha stop loss lagaya q kkaren q ke is ka sab bara faida yeh hota hae ke hamare trader bare loss se bach jate hae or kam se kam mloss main close ho jate hae j ke hum asani se recover bhe kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Stop loss kio zaroori hy

                      Dakhain bhai dunia ka koi bhe busnisman loss ko bar bar aford nahe kar sakta is liye ayse strategy apnaty hoe aysay akdam karnay ke zaroret hay jis ke bina par loses ka tasalsol rukay or profit earn karnay main kamyab ho jain jo ke aap kay knolidg or experiences say mumkin ko ga
                      Thank you for your attention
                      • #26 Collapse

                        Re: Stop loss kio zaroori hy

                        Stop loss y ham achi trha sy ham mhanta kr sgty hy is sy ham zeada kss krny sy ham bachjatay hy our ham sahi mhant ham kry gy to ham agy ja sgy gy jb tak ham is my apanai hamnmhat naia kry gy ham sahi kamyab naia ho pyn gy mhant hm ko sahi zeada krna chaiya
                        • #27 Collapse

                          Re: Stop loss kio zaroori hy

                          Stop loss hamari trades ko asani sey secure karta hay hum es knowledge ko use karty huway bohat achi trading kar sakty hay so humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehnat karen knowledge bahoot zarori hy app old trader sy seekhy online video and demo use kery practice kry fir real trading kery
                          • #28 Collapse

                            Re: Stop loss kio zaroori hy

                            Stop loss ap ko marwa sakta he is leye kam lagao is koo.You said very good and valuable things about this many of us enter the Forex field in order to achieve many profits in a few hours of market opening and I find a lot of important analysis that helps us to trade, i am learning lots of things and get knowledge about forex trading, and we must follow a particular guidelines and parameter, without guidelines and instruction it is quit terrible in forex environment. There are many opportunities to be exploited, but we have to be cautious. There are many news on this we only need to enter into accurate trades with professional capital management because this helps us control all our trades
                            Follow particular guidelines and parameter, with instruction will give us the best opportunities to be exploited, but we have to be cautious. We only need to enter into accurate trades with professional capital management because this helps us control all our trades. I find a lot of important analysis that helps us to trade in your post. i am learning lots of things and get knowledge about forex trading we need to get victory, than we must follow a particular guidelines and parameter. So that Without instructions and education it is quit terrible in forex environment and bahbag vgavafav awareness and skills through this platform is absolutely supportive for everybody and for myself . we should know how we can get maximum profit here.
                            • #29 Collapse

                              Re: Stop loss kio zaroori hy

                              ji han Forex trading mein Hamen Stoploss jarur use karna chahie Agar Ham apni trading ko behtar banana chahte Hain stop last se Hamen jyada nuksan nahin hota Forex trading mein vahi person kamyabi asel karte Hain Jo risky trade nahin lete Apne balance ke mahtav trade karte HainForex trading mein Hamen acche experience ke liye chahie ke demo account per jyada practis Karen is per time den Apne analysis Karen stragity banae tabhi Ham isase achcha fayda Le sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Stop loss kio zaroori hy

                                Forex trading Mein Hamen stop loss ki jarurat Hoti Hai Forex Mein Ham August of last use Karke trade Karenge To Hamara equity saver Rahegi aur account bhi increase ho sakta hai aur was hone se bacha sakta hai Forex trading Mein Hamen money management ke sath kam karna chahie Forex Ek risky business hai X Mein Hum jitni Jyada mehnat ke sath kam Karenge Itna Achcha fayda Hasil. kar sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X