Stop loss kio zaroori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kio zaroori hy
    Forex trading main aik sab sy ziada account balance ko safe krny wali aik hi cheez hy wo hy stop.loss jo yeh samjhty hain k stop loss ki zaroort ni to jab unko.loss ho k account wash hota hy to.unko yad aata hy k stop loss ki bahut ziada taqat hy to is liy agar ap yeh chahty ho k ap ka account balance safe aur mazboot rahy to kabi bi stop loss lagana ni bhoolo kio.k yeh apka k account ki sab sy beri safety hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss kio zaroori hy

    Forex trading me stop loss ki bahut ahmiyat hai Forex trade event Jab Ham apni trade Lagate Hain To Hamen stop loss ka use lazmi karna chahie Kyunki Jab Ham for stop loss Lagate Hain To Ham Apne Jyada Logon se Bach Jaate Hain jisse Hamara account bhi sev rahata Hai To Hamen Agar Fark mein jyada loss Se Bachana hai aur apne account ko bhi Bachana Hai To Hamen small lot ke sath trade Lagate Hue stop loss ka use class me karna hoga
    Last edited by ; 06-05-2020, 09:51 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss kio zaroori hy

      is ssey trading safe rahto hy zeeda loss nhee hota isliuy hamin chaiy keh hum wortk kerny k liuy na stop loss use krein qk issey hamin kum loss hota hy pehly ki nisdbaat hamin chaiy keh hum her tradee mein use krein or alert rahin evry time evry thing k baary mein knowledge ko mind nmein rahkin ...
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss kio zaroori hy

        forex main humain es main sucess hony kayt ley humain es main time dyna ho ga our hum es main ache learning be hasl kar skty hain hum es main ache earning be hasl kar skty hain humain es main experience ka our humian es main knowledge ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss kio zaroori hy

          dear friend forex trading mn stop loss bahot zroori ha keun k stop loss forex trading mn account ballance ko safe rakhnay ka bahot achha tool ha isliay ap stop loss ko use kr k apnay account ballance ko safe rakh sktay hn aur agr stop loss use naen krtay to trade ziada loss mn janay sa account bhi wash ho jata ha
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss kio zaroori hy

            hamy styop loss ko use kar ky is main tarde lagani cahyey pher hi ham kamya ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi s yfull time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss kio zaroori hy

              stop loss ka istamil bohat zarore hota hain kue ky yai hamary account ko wash hony sy bachta hain or yai hamary balance ko be safe rakta hai hamy is mai meyare kam karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hain or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hain hum is main din mai be kam kar sakty hain or hum is mai rat main be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss kio zaroori hy

                Stop loss ka istamal miry khiyal main isliay zarori ha keh jab apkay pas bonus kam hota ha or ap trade continue rkhna chatay hain tu apko apna account waah honay say bachana ho ga iskay liay apko stop loss ka use karna paray ga takheh ap ko utna hi loss ho jitna keh ap bear kar saktay hain or phr bhi ap kam.kar skatay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss kio zaroori hy

                  dear g han ap nay acha swal kia hay agar ham is main sl ko set kr k kam ko kartya raha karein gye to bad main ja kr k he ham ko kamyb mil sakti hay is man ham ko kabhi bhi bager sl k set kr k trade ko nahi karna ho g is main ham ko best say best method k sat apnay kam ko jaery rakhay rahna ho g .
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss kio zaroori hy

                    Stop loss zaroori hai bohat acha swal hai forex main aap jab trading krtay hai tu aap stop loss use karna chay tu aap Kar saktay hai agar aap nahi bi use krtay tu koi zaroori nahi hai agar aap lagay gay tu aap safe trading Kar saktay hai or aap ko trade laga Kar bar bar trade nahi dhkna pra ga ya Aap ki asani ka Lia Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss kio zaroori hy

                      Assalamu Alaikum ji han bhai sahab stop loss Ek Aisi strategia jisse account watch Chunav ya FIR Jyada Se Jyada loss hone ke chances bahut hi kam ho Jate Hain Kyunki stop loss strategy Ko Jab on Rakha Jata Hai To fir Ek particular limit ke bad loss stop Ho Jata Hai Is Tarah Agar Ham bigprofit Ke Chakkar Mein Aakar ise on karna Bhul Jaate Hain To fir Hamen Achcha profit to kya account washna Khatra ho jata hai aur vah dusre Hath par Dekha Jaaye to Achcha profit bhi avashyakta hai Lekin pata hi hoga ke is strategy ko on rakhkar hi training ki Jaaye newses is chij ka bahut jyada Khyal rakhen
                      Do it before other will do!
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss kio zaroori hy

                        assalam o alaikum g ahn dear forex member apki bat bilkul theak ah humaen pak forex main agr apna account bhi save rakhan ha or hum cahty han kay humaen acha profit bhi ho to humaen pak forex trading main stop loss lagana zarori ha ..kunkay is say humara account save rahta ah ...
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss kio zaroori hy

                          Forex trading mein ek acha trader hamesha apni trading mein Stop loss ke sath take profit ko bhi use karta hai isliye Forex trading mein hamen bhi hamesha apni trading mein stop loss aur take profit ko use karna chahie jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi bhi hasil kar sakte hain aur is tarah the Forex trading mein ham los se bhi bach sakte hain aur Forex mein trading se pahle hamen market ko achi tarah analyse karna chahie aur market ka fundamental aur technical analysis karna chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss kio zaroori hy

                            Yah isliye jaruri hai ki jab koi bhi member koi bhi trade open kar leta hai to vah usko sahi se follow bhi nahin kar sakta hai aur jab vah isko use kar leta hai tu is tarah se uski trade follow na hone ke bad bhi safe ho jaati hai aur members ke liye save trading karna hi sabse best hai isi tarah se hi members ko bologe bhi ho jaaye to jyada loss nahin hota aur members ka account bhi wash nahin hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss kio zaroori hy

                              stop loss buhat hi zarori hai agar ham ne loss se bachna hai to hmai is ko use karna hai agar ham stop loss lagate hain to ham is mein acha kaam kar sakte hain hmain is mein mehnat se kaam karna hai aur practice karni hai agar ham ne practice ki hai to ham kameyab ho sakte hain hmain mehnat se kaam karna hai to ham kameab ho sakte hain lekin is mein achi trading ke lie hmain knowledge hona chahiye ke ham agar stop loss use nahi karain ge to ham buhat bara loss karain ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X