Forex market mein spread dou qisam kay hotay hain spread ya tou variable hota hai yani kay broker ki marzi sae change hota rehta hai ya phir fix spread hota hai yani kay her waqt aik hi limit pae hotay hain mein aap sae mashwara lena chahta hoon kay inn mein sae kaun sa broker sahi hota hai fix spread wala ya variable spread wala
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим