Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    g haan yehe cheeezian humain forex mai achi earning ki help karti hai ager hum learn he na kren gay tou hum ko loss he milta hai is liye learn then earn karen yehe sab say best strategy hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      forex markit main experience ka hona bohot zarore hai warna app ko loss ho sakhta hai app sab se phle forex markit ko sekhn per kam karen
      • #303 Collapse

        mara khal mein tu learning se aap knowledge ko he get kar skta hain aur experience jo hai aap ko ko trading ki practice karna se milta hai aur skills jo hoti hai wo aap k ander hoti hai k aap iss business mein ktni hard working karta hain aur aap kitni juldi aap apni skills ko improve kar skta hain. agar ya sari cheeza aik traders k pas ho tu wo bhut ziada success full ho skta hai.
         
        • #304 Collapse

          yes dear ap na sahi kaha bohat sa people easy hoty hain k wo forex main joining karny k bad sochty hain k ham jald sa jald forex sa rich ban sakain lakin aesa hota nahi ha or wo nuksan uthaty hain phir forex business k bary main ulta sedha bolty hain halan k apni ghalti ko tasleem nahi karty k or ya nahi sochty ka ham na learning tu sahi trah sa ki nahi ha.
          • #305 Collapse

            forex aik risky business hai is men hum learning k bina kamyab nhi ho skty is men jitna zyada experience aur knowldge ho ga utna hi hum forex men profit hasil ho ga aur hum mary is konledge ki waja sy hamari trading mai zyada effective profit ho ga
            • #306 Collapse

              Yes hume chye k hum zyada se zyd ic kam ko learn karn jaha se b ho saky ic kam k bary me knowledge gain karn ta k hum ic kam ko achi tara se seekh jyne icme mehnat karn or zyada se zyzda hume demo account me kam karna chye ku k jitna zyada hum demo per kam karn ge utna hi hum ic kam k bary me seekhn ge.
              • #307 Collapse

                Yes learning is most important in the forex trading to be successful. hmen ziada se ziada knowledge gain krna chahye and demo account pe ziada se ziada practice krni chahye taky forex mei kamyab hon saken or isk lie hmen emotions ko control krna chahye or patience zrori hy if we want to get success in the trading.
                • #308 Collapse

                  ji ha app forex business lerning ka jaryea bhi assa profit kar sakta ho lakin app is business satart karna se pheyle demo account pe ka karna chyea or is business ko asse tar ha amajlena chyea.it is very good business hai.
                  • #309 Collapse

                    brother yeh sari cheezin time k saath aik achey trader mein khud ba khud aja thi hai forex mein jo main cheez hai woh hai experience jitna appka experience bartha hai forex mwin utna hi appki knowledge barthi hai aur jitni appki knowledge bharthi hai utna appki skill improvement kzrthi hai....
                    • #310 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                      Members hum jab Forex mai atay hain tu humari souch mai yeh hota hai k hum Forex mai bhut jaldi ameer ho jain gay or bhout kam time mai zaida dollar earn kar sakty hain.Jab k aisa kuch b nahi hota ager ap Learning ko neglect kar daity hain tu trader k pas na he experience,skills and knowledge ata hai jis waja se trader kabi b Forex main kamyab nahi ho sakta.Behtar hai trader pehlay apni learning ko behtar banaye or jab woh acha experience hasil kar lay tu woh achi earning automatically kudh kar lay ga.
                      Meri request hai har member se woh Forex mai learning ko humesha continue rahky jis waja se woh Forex k new challenges k sath sath acha experience hasil kar k ik successful trader b ban sakayga.
                      :cool::cool:;)
                      Jee apki baat theak hay forex trading main learning ki madad say he aik trader apnay skill level ko achi karta hay aur apna experience bnata hay aur knowledge main bhi azafa karta hay.
                       
                      • #311 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: waheed khan پيغام ديکھيے
                        forex markit main experience ka hona bohot zarore hai warna app ko loss ho sakhta hai app sab se phle forex markit ko sekhn per kam karen
                        haan forex me learning ki madad se he yeh sab kuch hasil ho sakta hai or forex aik aisa best business hai ke jis me hum ko learnings ki madad se he kamyabi mil pati hai or isko jo learn nahi karta hai usko is me kabhi bhi success hasil nahi ho sakti .
                           
                        • #312 Collapse

                          yes dear learning ke bagair ap kuch be gain nai kar sakte hain q ke learning ke bagair ap is mein success nai ho sakte hain is liye hmein forex mein zhada se zhada learning karni chaye take hm forex mein success ho sake r is mein profit gain kar sake
                             
                          • #313 Collapse

                            yes dear forex trading business me log learning ki madad se profit asani se earn kar sakte hain aur mere khayal se agar hum forex demo account me khob practice karain to hum asani se forex trading se a profit earn kar sakte hain
                               
                            • #314 Collapse

                              g bilkul forex py trading karty karty admi ko knowldge hasil hota hai or lykin hum trading ki books sy bhi bhot kuch sekh sakty hain is leye humain chaieh k hum books sy bhi sekhain or trading ka kam karty hovy bhi lykin agar hum apny kam ko zayada time nahi dyty tu humary pass kuch khass knoweldge nahi hota is leye humain zayada experince lyny k leye zayada hard work karna bhi zarori hai phir humain skills or experince hasil hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                learning and experience is the main equals and it can help you in trading in forex market and it can help you in success in trading in forex market

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X