Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    ji bilkul continuing learning hi wo wahid rasta ha jis se ap ek ache constant profit taking trader ban sakte hain agr ap kisi ek strategy pe focus karen to ap ziada tar problems face karen ge isliye hamesha apko halat or market k mutabik trding skills huni chahye apko market k mutabik strategy apnani chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Sir bilkul aysa hi hay agar aap kay paas backup hay 10 usd ka or aap ya socho kay aap iss ki madad say aik din may 100 usd kar lo gay to ya sirf khaam kyali hi hay iss kay ilawa kuch nahi hay. quen kay aik din may 100 usd karnay kay liya aap kay paas kam say kaam backup 10000 ka hona chahiya.
      • #348 Collapse

        Yes it is true to have knowledge with working on forex and get effect of it by posting it together with other forms of forex.
         
        • #349 Collapse

          han agar hum forex main achi trha se learning kartey hain to phir hum is main achi trha sey knoeldge aur experience hasil kar saktey hain aur is main achi trha se kamiyab ho saktey hain.
           
          • #350 Collapse

            je haan jab learning ka jazba he nahe hoo ga ap kay pas kisi bhi kam ko sekhnay ka phir ap kuch bhi nahe kar pao gay maray dost .aur jab sekhnay ka jazba ho ga to ap kuch bi kar sako gay maray dost
             
            • #351 Collapse

              Yes absolutely right due to great learning any trader can gain lots of experience, knowledge, and skills day by day, so we should learn more and more if we want to gain anything from the forex, and also we should use the demo trading account for knowledge and experience.
               
              • #352 Collapse

                bro , forex trading m learning, knowledge ,experience and skills ka beagir hum survive ni kr skty .is ky begar hum loss ho loss ho ga q kh we have not these learning, knowledge ,experience and skills so that humy sub sy phly demo account pr practice krna chahye
                • #353 Collapse

                  forex trading mai jald bazi hargiz nahe karni chahye jab tak forex ko achi tarhah learn na karlain real account mai trade nahe karni chahye aur demo account par practice zaroor karni chahye
                  • #354 Collapse

                    yes dear forex trading business mehum learning ki madad se kafi profit earn kar sakte hain aur forex trading aik business hayur har business me profit earn karne kay liye learning aur skill ki zarorat hoti hay esi tarha forex me bhi humain learning ki bohat hi zayada zarorat hay.
                       
                    • #355 Collapse

                      bulkul theek kha brother ap ny forex main jab tak new trader is main learning ni kre ga tab tak woh forex main work ni ker shakta or yeh work un k liye hain jo is main expert hain or acha kmaa b rhe hain
                      • #356 Collapse

                        insta forex ak kaam hi aisa hai jis mai kaamyaab hony k liye time jitna bhi den gy ap utni jaldi kamyab ho a paye gy yani ap jitna zyada training mai knowladge hasil krny mai or demo account mai kaam krny mai zyada time dengy ap unti jaldi forex mai kaamyaab ho paye gy hamy yahan dil laga ker mehnat krni chahiye
                        • #357 Collapse

                          True,learning is the key of success.aik business mein learning kidifferent shapes hain.basic knowledge of that perticular field,hard working attitude,continue practice are all kind of knowledge aur ye sub karne k baad aik acha trader bana ja sakta hai.
                          • #358 Collapse

                            Basic learning ke madad se hee ghum market kosmjty hain and open eye se trading kerky per us se experience bhe hasil kety hain. oor esi ke base pe per advanced trading me jaty hian..
                             
                            • #359 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                              Members hum jab Forex mai atay hain tu humari souch mai yeh hota hai k hum Forex mai bhut jaldi ameer ho jain gay or bhout kam time mai zaida dollar earn kar sakty hain.Jab k aisa kuch b nahi hota ager ap Learning ko neglect kar daity hain tu trader k pas na he experience,skills and knowledge ata hai jis waja se trader kabi b Forex main kamyab nahi ho sakta.Behtar hai trader pehlay apni learning ko behtar banaye or jab woh acha experience hasil kar lay tu woh achi earning automatically kudh kar lay ga.
                              Meri request hai har member se woh Forex mai learning ko humesha continue rahky jis waja se woh Forex k new challenges k sath sath acha experience hasil kar k ik successful trader b ban sakayga.
                              :cool::cool:;)
                              g ahn dear ap nay 100% theek kaha hai forex par aik trader learning ki madad say hi apni skills, trading k about pana knowledge , or sath sath daily base pay forex pay work kar k apnay experience ko b increse kar sakta hai
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                there is no ending of learning in the forex tradings. because in the tradings the each of the day trader learn the new thing and this depends upon trader that how come he is sincere wiht forex.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X