Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    ha g forex main learning kernae sae jo traders hotae ho on ki knowledge or skills or experience me bhoat ziada izafa or trader ko trading kernae me bhoat maadad milti ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      han jee bilkul mai aik daffa pehlay bhe ye boll chuka hoon kay Forex earning or learning kay aitbaar say aik bohoot he ache jaga hai.Trader kahe bahir jae bagair ghar baithay he experience or skills hasil krta rehta hai.Forex trading mai apko wo sub kuch seekhny ko milta hai jo aik insaan kisi office mai seekhta hai.
      • #138 Collapse

        I think that we can get skills and knowledge by the learning process in forex trading but we cannot acquire experience in this way according to me because experience comes over time as we continue our journey in forex trading so it is not coming from learning.
        • #139 Collapse

          Jee haan ye aisi cheezain hain jo aik achay trader main humein milti hain. Agar hum practice jari rakhein to skill aur knowledge humein khud bakhud hasil ho jati hain. Knowledge aur practice do aisi cheezain hain jin se humein trading main bohat benefit hota hai.
          • #140 Collapse

            g bhai bilkul forex main ap jitna gusso gay utna ap k skills improve hon gai starting m to apko loss hoga lekin agay chal kar ap ko bohut profit hona hain aur ap k skill improve ho jai ga....
            • #141 Collapse

              Yes Brother bilkul mein aap ki baat se agree kerta ho , maximum trader is business mein ate he yeh he souchte hai k wo is business mein bohat he geld ameer ho jaye gay or yeh bohat he easy business hai , but is business mein tab tak koi b successful nai ho sakta hai jab tak proper learning na ker ley is business k bare mein.
              :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
              :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
              • #142 Collapse

                je haan yea bohat he azem hakekat hay agar kisi bhi insan ko agar learning ka shonk na ho ga to wo is kam main yea kisi bhi kam main shonk na ho ga to is say he knowledge aur dosari tamam chezain hasil hoti haan
                   
                • #143 Collapse

                  g han forex ko jb tak hum practically nahi kartay tab tak hum iss kaam ko itni asani say nahi seekh saktay hain aur is k lye zrori hai k hamaray pas bhot sa knowledge ho experience ho.
                  • #144 Collapse

                    Jee learning jesa k basics or essentials main se hai to iski behtri pori trading ki behtri hogi. Agar building k base hi sahi nahi hogi ya hilti jhulti hogi to building kesay khari reh payegi. Basic concept no rocket science.
                    • #145 Collapse

                      Ap nay theak kaha k her koi jab read karna start karta he theory se kuch hat k jab practical karta he to ose knowledge to ata hi he or sath mein ap ko expeience bhi milta he jis base ap os work ko better perform karty hein.
                         
                      • #146 Collapse

                        learning ka process continue rakhna chahiyay kun kay learning say app kuch loss nahi kartay bulkay mazeed apki knowledge mai izafa hota hai ,experience ata hai ,agay barhanay ka bhi jazba ubar kar samnay ata hai .aur ap iss tarha acha gain kartay ho.
                         
                        • #147 Collapse

                          g han bahi jan kise b kam ko karny se phly us k bary ma learning expirence or skill hona chaya is lia forex trading k lia is k bary ma mukamal knowledge skill experence hona chaya tabi ap is pa profit kar skty hai or theak theak earning kar skty hai
                          • #148 Collapse

                            g bohut achi bat ki hy ap ny k trader trading ko pehly learn karta hy pher us ko use karta hy then us me experience bhi a jata hy skills bhi a jati hen aur is bat ka knowledge bhi mil jata hy lekin ye sab kuch learning sy hota hy so sab sy pehly hamen forex trading ko learn karna chahy baki sab to us ky sath mill hi jata hy.
                            • #149 Collapse

                              g haan bilkul , forex trading k liye agar learning pehly ki jaye phir trading ki jaye to zeyada munasi hota , nuqsaan say bacha ja sakta hai ..learning ki madad say trader ko bohat sa knowledge aor tajarba hasil hota hai ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                yi to bilkul saf bat hay kay forex may trading kernay say ap ko is kay baray may tamam malumat hasil hotay hain aur app ka trade say experience be ho jata hay kay trading may kya kerna chahyie so maray khayal may forex may trade say ap kay knowledge may izafa hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X