Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    great brother ap nay bilkal theak kaha hai jab tak hum apni learning ko theak nahi karain gay tab tak hum kamyab trader nahi ban sakty is main hamain khoob mehnat karni ho gi forex main hum aik achay plan k sath bohat kuch kama sakty hain is main apko isay sekhna ho ga parhna ho ga ...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      brother my knowlng k mutbq tu knowlg trdeuing for exo[perince practice and other thoing practics for skill in the knowlg and othr forex sites for lerning in the forex buisness sir lerning is the meost important in the all tder knowlng experince and skill ...
      • #183 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
        Members hum jab Forex mai atay hain tu humari souch mai yeh hota hai k hum Forex mai bhut jaldi ameer ho jain gay or bhout kam time mai zaida dollar earn kar sakty hain.Jab k aisa kuch b nahi hota ager ap Learning ko neglect kar daity hain tu trader k pas na he experience,skills and knowledge ata hai jis waja se trader kabi b Forex main kamyab nahi ho sakta.Behtar hai trader pehlay apni learning ko behtar banaye or jab woh acha experience hasil kar lay tu woh achi earning automatically kudh kar lay ga.
        Meri request hai har member se woh Forex mai learning ko humesha continue rahky jis waja se woh Forex k new challenges k sath sath acha experience hasil kar k ik successful trader b ban sakayga.
        :cool::cool:;)
        dear ap nay bilkul 100% theek kaha hai forex business mai learning hi aik aesa tool hai jis ki madad say ham knoledge gain kartay hain or hamari skills b barti hain or sath sath hamara experience b barta hai
           
        • #184 Collapse

          G wakai learning ki madad say hum achy trader bantay hain. because hum nay bohat sa practical work kia hota hai. Bohat si mistakes say learn kia hota hai. Jin ka asar yeh hota hay kay hum markert ko samjhny lag jatay hain. hamari skills daily polish hoti rehti hian, es k ilawa hamara experience bhi increase hota rehta hai.
             
          • #185 Collapse

            ji bilkul me ap ki bat se agree hon k koi trader jab trading me atta hai to wo samajta hai k wo bahut jald ameer ho jay ga .lakin ager tajarba nai ho ga to wo kaise kam kere ga.
            • #186 Collapse

              yes i agree whit u . forex trading main agar app ek success full trader banana chaty ho tu app forex trading ko larn karna hogha or app ko is main forex k market k bary main ek achi knowledge hasil karna hogee or app ko forex k demo account par be practice karna hogha is tara app ek achi trader ban sakty ho
                 
              • #187 Collapse

                g han ap ki bat bilkul theek hay trading main well experience kay sath hi participate krna chaye aur her traders ko chaye kay wo knowledge hasil kary aur pher is knwoledge ki amli practice kay laye demo account bohat acha place hay jhan ap practice ker kay aik perfect trader ban skty hain
                • #188 Collapse

                  is bat ma to koi shak ho he ni sakta ha forex ma jtni ap trading kro ga utna ap ko experience hasil hoga or jasa jasa ap ko experience hsil hoga ap ki skills improve honge or ap ki knowledge ma izfa hoga or phr ap ko loss b kam hoga so first try to learn it
                  *** ThUnDer ***
                  • #189 Collapse

                    ye bat 100 and 10 percent sai hai ka learning karney se ap trade main bohot agey ja saktey hai ye bat to fact hai k jab bhi koi kam start kiya jae to us ka barey main kuch na kuch to how to know honi lazmi hai warna woh kam sai tara se nai ho sakta our insan losss main chala jata hai our trading main to learning must hai bohot se baton ka kheyal rakhna hota hai
                    • #190 Collapse

                      trading ko yah kahna parta ha mara kahyla sa agar ham demo par trading ke tering lata ha toh ahmy yah ak bohot achi kam da sakta ha as ma.
                      • #191 Collapse

                        yes bilkul kese bhe kam ma kamyab hone ka liye hamye learning ki he zarorat partye hai aur agar hamri learning achi ho ge tab he hum acha knowlege exprince aur skill hasal kar stye hai matlib learning ka zarye bad skill ko right skill bana sktye hai.
                        • #192 Collapse

                          Dear kisi bhi cheex ko samjhne k liy yah 3 batain zrori hain knowledge, skills or experience wagaira tab admi ye foex seikh kahta ha or apna aik aha kustakibll baba ksta ha ekin silo ghalt traq sy istamal krn eala ko bbhut nuqsan bh deta ha forex trading main.
                             
                          • #193 Collapse

                            right brother yeh sub kuch hota hai simple say bat hai gar insan school jata hai our learning karta hai our holay holay tu pher who sub kuch seektay hai our yeh b tu esay hi hota hai in may ander jao itna jao k buss doob jao jesay school learning may hota hai
                             
                            • #194 Collapse

                              g han janab ye chonk k eak online bussness he tu is me pahle apko learn karna he then good knwolege and oslke bad apka good expiriance apki bohat help karta he ,ye nai hota k ap jaldi aye our jaldi ameer ho jayen balk is me apko mehnat karna hogi our apne ap ko greedy hone se dor rakhna hoga then hi ap success honge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                g dear ap ny bilsul sahi farmaya k hum log sochty hain ajise he hum forex mian enter hoty hain k hum bht jalad ameer ho jayein gay aisa kuch bhi nahi hota ap ko knowledge gain karni parti hai experience hona chahye apni skills barhni parti hain tb ja k ap forex main success hasil kr skty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X